🌹Jab Hum bacche the🌹

Màu nền
Font chữ
Font size
Chiều cao dòng


Adjust with the title mujhe kuch sujh nhi rha tha


5 years Later

A young girl trying to do sword fighting with a big sword suddenly a huge amount of water splashed on her face, with that force she fall down, she can hear some laughing sound

girl:(with an angry pout) Aladdin ke bacche 

aladdin:(laughing) hone mein waqt hain *again splash water*

yas: tum...tum.. hum tumhe chodenge nhi, tumhari himmat bhi kese hui 

ala: himmat toh humari rag rag mein h nakchadi yasmine

yas: dekho ab tum apni hadd paar kar rhe ho

ala: woh humari aadat h

yas: tumhe toh.... with this she started running behind him

Scene shifts

A young girl same age of yasmine was trying to hold a horse to sit on him suddenly a boy came and

boy: dhappaaa...

girl: ahh.... tumne hume dara diya

boy: darpok billi

girl: dekho hume billi mat kaho aur darpok toh bilkul bhi nhi

boy: jo tum ho vahi toh keh rhe h hum

girl: tum na humse baat hi mt karo amir

boy: thik h

with this she again focused on how to sit on the horse

amir: tum se nhi hoga sameerah

sam: aur ye tumhe kisne kaha

amir: hum shehzade h hum sab pta h

sam: toh hum bhi shehzaadi h aur tumse behtar h

amir: huh? humse behtar, ho hi nhi skta

sam: thik h, raho apni khyali duniya mein hume koi farak nhi padta 

amir: ye bolo na ki tum haar manti ho humse naa toh baaton mein jeet skti ho nahi ghudsavari mein

sam: hume chunooti de rhe ho, jao man liya

amir: har jaogi ek ghode pe chadh toh paa nhi rhi tum aur chali humse mukabla karne

sam: wo toh waqt bataega, pehle tum batao krna h ya phir dar gye

amir: nahi nahi, bilkul karna h kal phir milte h maidan mein

two ladies far away to them but can see them through balcony of the palace

meh: (laughing) inn bacho ko dekho hein itne se par baatein dekho

ruksaar: sach aisa lag rha h dono jaani dushman ho 

meh: muqabla toh aise kar rhe h jaise kitne bade ho, aur sameerah ko dekho ghode pe chadh nhi paa rhi lekin phir bhi inko muqabla karna h

ruksaar: toh amir bhi koi kam h, usse bhi toh maza aata h sameerah ko sataane mein

 meh: khuda hi jaane in dono bacchon ka kya hoga

Scene shifts

aladdin and yasmine while running aladdin bumped into shahnawaz

ala: chachajaan, shukr h jo ap aa gye, hume bachaiye

shah: arey arey kya hua apko kon piche pada h apke

ala: ek chudail

yas: haww, bandar ke bacche hume chudail kese kaha tumne

ala: yeh dekhiye shaitaan ka naam liya shaitaan hazir

yas: tumhe toh aj hum chodenge nhi

shah: ruk jaiye ap dono, yasmine ap inke piche kyun padi h

yas: abbajaan isne humpar pani giraya hum talwaarbazi sikhne ki koshish kar rhe the lekin iski vjh se hum gir gye

shahnawaz looked at aladdin not knowing what to do

ala: abab.... woh toh chachajaan yasmine kitni der se bechari koshish kar rhi thi talwaar uthane ki humne socha thak gyi hogi garmi bhi lag rhi hogi isliye hum iske liye pani le kar chale gye aur humara pair fisla aur pani iske muh pe chala gya (dramatically)

shah: hum samajhte h apki chinta, apne jo kiya ekdum thik kiya

yas: par abbujaan...

shah: yasmine, inhone jo bhi kiya ache man se kiya chaliye ab ap inse maafi maangiye

here aladdin showing his tongue to her

yas: abbujaan ap bahut bhole h, iss chalak, nikamme, shehzade bandar ke bacche ki baaton mein aa jate h aur ye humesha bach jata h par aj nhi

Inwardly badshah was smiling on the innocence of these two children 

shah: yasmine...

yas: abbu ap humesha iski tarafdaari karte h humari nhi

Omar: toh kya ho gya yasmine hum h na apke saath says omar who just came 

yas: chachajaan, bas ap hi h humare and hugs him tightly

ala: haww.... abbu ap humare abbu hoke iski tarafdaari kese kar skte h

omar; kyun, shahnawaz apki tarafdaari kar skte h toh hum apne yasmine ki kyun nhi

An irritated and annoyed aladdin looks at yasmine

ala: abbu ki chamchi

yas; abbu ke chamche 

they both turned towards different directions by giving looks to each other

On the other hand

A car of ancient times (a/n: i don't know what to say) stopped at the entrance of baghdad 

A man in his 20's and a girl in her 19 age came out of that car reveals to be

.

.

.

.

.

.

.

guess

.

.

.

.

.

.

.

.

.

.

.

okay so they were zehrile bhai-behen

Zafar and Zeher

Zaf: akhir hum baghdad pahunch hi gye

zeh: hmm bhaijaan, ab hume humare maqsad mein kamiyab hone se koi nhi rok skta


_____________________________

The end of the chapter

do vote and comment pls

give nice response

Any reviews??

Till then bubbyee

~Anamika♥️

Bạn đang đọc truyện trên: Truyen2U.Pro