Chapter 30

Màu nền
Font chữ
Font size
Chiều cao dòng

The chapter start with Kartik determined to confront the kairav.
Kartik was about to go from there . Suddenly manish call him .

Manish - kartik beta ....

Kartik - haa papa ..

Manish - kartik aaj taak tum bahaut acche bete bane ho ab tumhe ek accha papa nahi balki apne bete se ek friend bankar baat karo . Abhi kairav ko ek papa se zayada ek friend ki zaroorat hai . Jo galti atleast maine kari hai woh tum maat karna please . Main toh accha baap baan nahi paya par please tum woh galti maat karna .

His voice was chocked when he was said all this . Kartik could feel the emotions of his father . Kartik held the hand of his father .

Kartik ( being emotional ) - nahi papa please uss baare main baat karo naa aur unn sab main aapki koyi galti nahi you were the best and you are the best . Aap hamesha mere support system thee aur hamesha rahege .

After said this he hug him tightly and start  sobbing

Manish - accha jaao aab mujhe santy maat karo warna yaha flood aajayega aur sab hame dande se maare ge phir hame haridwar bhagna padega 

Manish said this to lighten the mood on heard that Kartik chuckeld .

Kartik - theek ab main chalta hu . Junior goenka ko manana bhi toh hai..

Manish smile

Manish - beta  tumhare bete ko manana bahaut mushkil hai aakhirkar hai toh woh tera hi beta .

Kartik nod went from there .

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

AT KAIRAV ROOM

Kartik went inside the kairav room  he saw that kairav is play a video game .  He went toward him and manish 's advice echoed in his mind . Pita bankar nahi dost bankar baat karna kartik beta .

Kartik - kairav beta ..

Kairav kept his video game aside and turned behind .

Kairav - haa papa 

Kartik - kairav mujhe aapse baat karni hai but yeh baat dhayan rakhna ki abhi ham jo baat karne wale hai woh as a friend karege .

Aaj main aapka friend bankar baat karuga aur Aap bhi mujhe honestly answer doge okk aur gussa nahi karoge baby promise me

Kairav - promise papa .

Kartik - baby ek baat batao aapko iss world main sabse jayada pyar kon karta hai . Honestly answer Dena aur quickly .

Kairav ( immediately ) - mumma .

Kartik - okk jab aap bimar padte toh kon aapke paas raat raat bhar bethta hai . Honestly answer Dena

Kairav - mumma .

Kartik - jab raat ko aapko bhuk lagti hai tab kon aapki favourite kachori bana kar deta hai .

Kairav - mumma

Kartik - jab aapki mumma 2 weeks ke liye nani house gayi thi tab aapne mumma ko kitna miss kara tha jitne nakhre aapki mumma uthati hai kya main uthta sakta hu

Kairav shook his head in no .

Kartik ( cupped his face ) - toh baby aapki mumma aapke liye itna karti hai phir aap unhe hate kyu kar rahe ho .

Kairav - papa agar mumma mujhse itna love karti hai toh phir woh mujhe kyu nahi chahti thi woh mujhe kyu marna chati thi . Main bahaut confus hu .

Kartik - confuse

Kairav  - haa wahi .

Kartik - aap baitho main aapko sab samjhata hu .

Kairav and kartik sat .

Kartik - kairav beta main jo aapko bata raha hu naa bahaut dhayan se sunna .  

Kairav nod

Kartik - kairav beta aapko pata hai naa jo baby hote hai woh naa God gift hote hai jab mumma aur papa god se pray karte hai naa baby ke liye tab bhagwan baby dete hai . Par aapki mumma ne bhagwan se aapko nahi manga tha aur bhagwan ne Apko mumma ko dediya isliye aapki  mumma ko kuch samjh nahi aaraha tha isliye woh aise react kar rahi thi uss waqt .

Kairav - matlab surprise????

Kartik - haa baby surprise aur aapke paas main bhi yaani aapke papa bhi nahi the toh mumma aur dar gayi thi ki unka baby papa ke bina kaise rahega .

Kairav - iska matlab mumma mujhe pyar karti hai .

Kartik - aapki mumma toh sabse zayada aapse hi pyar karti hai baas kuch time ke liye samjh nahi payi thi Par baad main aapse sabse zayada pyar aapki mumma aapse hi karti hai .  Please mumma se naraz maat raho aapki mumma bahaut sad hai .

Kairav - nahi papa main mumma se hate nahi karta bahaut pyar karta hu unse . Aur main abhi jaake unko hug karta hu aur sorry bolta hu .

Kartik smile and hug kairav . Kartik sigh in relief . It was very difficult to make him understand the whole scenario but all is well that end well .  Suddenly a question pop in his mind

Kairav ( break the hug ) - agar aap sab aur mumma mujhse itna pyar karte hai toh phir main itna time aap sabse dur kyu reh raha tha .

Kartik 's eyes get moist to heard that to heard that . How can he explained to kairav he didn't know about kairav just few months ago he got to know about him . He was very angry on akshat because it a happened because of him . .

Kartik - baby jin bad uncle ne aapko kidnapped kiya tha naa unhone hi aapko ham sab se dur kar diya but dekho god ne phir se aapko aapke parents aur family se milwadiya ab aap jayada maat socho theek hai .

Kairav - okk papa

Kartik - par baby ham mumma ko pehele darayege phir unko sach bata kar happy kar dege okk ..

Kairav - okk

And father - son duo give hifi to each other .

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

AT KAIRA ROOM

Naira was lay down in a Akshara 's lap . When Singhania s heard about a kairav 's hatred towards naira all were tensed about naira because they know what is kairav for naira . Akshara very well known What must be going on at this time on Naira because Akshara also suffer from the same thing .

Naira ( cry ) - mumma aapna pura bachpan maine aapko hate karne main nikal di kahi kairav bhi . Mumma main nahi ji payungi aapne bache ke bina .

Naira get up Akshara cupped her face and calm him down .

Akshara - calm down baccha kuch nahi hoga jab tumhare aur mere beech sab theek ho gaya toh tumhare aur kairav ke beech bhi sab theek ho jayega .

Naira - hope so . Mumma ab main sochti hu toh khud se nafrat hoti hai ki kaise Maine aapke saath batamizi ki  aapko bahaut bura bhala kaha aur papa bhi aapse dur hogaye aap yaha udaipur main papa waha mere saath rishikesh main . Mere wajah se aap dono ke beech duriyan aagayi . I am sorry .

Akshara - baccha don't feel sorry and yaa abhi kairav pe concentrate Karo aur past ko bhul jaao aur yeh baat yaad rakhna ki main aur tumhre papa hamesha tumhare paas hai .

Naira ( being emotional ) - thanks mumma for your support, love and care .

Akshara ( wipe her tears ) - maa ko kabhi thank you yaa sorry nahi bolte samjhi .

And they both share a emotional moment . Kartik who stand at the door adore the mother - daughter duo . Suddenly naira  's eyes fall on
Kartik who stand at the door .

Naira ( with hope ) - kartik  baat kari kairav kya woh mana kya kaha usne . Baatao naa .

Naira get hyper .

Kartik ( acting ) - maine samjhane ki bahaut koshish ki paar woh mana hi nahi apni maa pe jo gaya..

Naira start crying more than before . Suddenly she heard a voice

Kairav - mumma

And after said this he hid behind the wall.

Naira - maine kairav ki awaz suni .

Kartik - naira tumhe waham ho raha hai .

Naira - nahi kartik mujhe waham nahi horaha hai.

Kairav came in front of naira . He ran toward her and hug her.

Kairav - I love you mumma and I am sorry maine aapko galat samjha .

Naira - koyi baat nahi baby par aap mujhse naraz nahi ho naa ab .

Kairav ( break the hug ) - nahi mumma main aapse kabhi naraz nhi hoskata papa ne mujhe sab samjahaya aur main samjh gaya .

Naira saw toward Kartik and he nod at her .

Kairav ( continue ) - papa ne mujhe aap mujhe kabhi hate nahi kar sakte main God ne mujhe surprise main diya hai aapko isliye aap soch nahi paye ki kya karu kya nahi .

Naira smile and thanked him .

Kairav - sorry mumma maine bahaut gandi baat ki . I am sorry .

Kairav and naira hug to each other and they share a emotional moment kartik thanks to God in his mind .

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

AT NIGHT

Kartik was doing his office work .

Kartik ( to himself ) - aur yeh hogaya kaam khatam .

After said he shut down the laptop . He streched his arms . Suddenly he realised that naira is not there .

Kartik ( in mind ) - abhi taak naira aayi kyu nahi pakka woh kairav ke saath busy hogi do din baad jaake naira itni khush huyi hai .

Suddenly his eyes fall on calendar and he check the date and realise today is 19 November .

Kartik ( to himself ) - aaj 19 November hai matlab kal 20 November kal toh maa ki death anniversary hai . 

Kartik get teary eyed. He take out a picture of saumya from his cupboard he kept her photo in secret place .

He kept Saumya 's photo near his chest and start remembering his moments with saumya .

Kartik pov

Kyu gaye aap maa mujhe chod kar . Pure saal main khud ko sambhal leta hu paar ek uss din aur usse ek din pehele nahi sambhal pata main khudko . Bahaut miss karta hu . Aapki bahaut yaad aati hai apke chudi ki aawaz , aapke haath ke pranthe sab kuch yaad aate hai . Peechle 5 saal se toh main mumbai main tha Ghar kam hi aata tha par ab main kaise sambhalu ga aur papa ko bhi tutte huye main nahi dekh payunga aur hosake toh maa mujhe maaf kar dena maine swarna maa aur papa ko bahaut galat samjha . Waise toh swarna maa hai par aapki Kami bahaut khalti hai

Pov end

Naira came and excitedly told about what she did with kairav .

Naira ( combing her hair ) - Kartik tumhe pata hai aaj kairav aur maine kitni Masti ki aur usne Aaj mere liye cake banaya .

Said naira excitedly but she didn't heard a reply from other side . She turned behind and shocked to saw kartik crying . Naira went toward him

Naira ( concern ) - kartik kya huaa ro kyu rahe ho .

Kartik ( crying ) - maa kyu gayi chod ke . Kyu gayi maa chod ke .

Naira ( confused ) - maa kaha gayi maa toh apne room main hai . Kya keh rahe ho mendak .

Kartik hug naira tightly first she was shocked than she also responded .

Naira  ( concerned + rub his back  ) - shh shant ho jaao aur agar maa ki itni yaad aarahi hai jaao jake room main mil lo .  

Kartik - nahi maa nahi ayegi kabhi nahi ayegi .

Suddenly he realised the position he separate and wipes his tears .

Kartik - naira main swarna maa ki nahi saumya maa ki baat kar raha hu .

Naira ( confused ) - saumya maa ??

Kartik ( being emotional ) - saumya maa meri real maa hai aur swarna maa meri second mom yani ki step mom .

Naira - but maa ko dekhar ...

Cut off by Kartik

Kartik ( complete the sentence )  - aisa nahi lagta ki woh meri second mother hai right ??

Naira - right.

Kartik - maa aisi hi hai naira woh hamesha se best maa thi aur hai par main hi best beta naa ban saka .

Naira feel pain in kartik 's voice as  well as confused why he said all this but she decided not to ask anything to him .

Naira - kartik mujhe maa se nahi milwayoge .

Kartik - haa chalao na mere saath

Naira ( confused ) - par kaha ??

Kartik - maa se milne .

And after said this he take naira to the store room  where saumya 's almirah kept .

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

AT STORE ROOM

Naira - kartik yaha kyu laye ho ??

Kartik - tumne hi toh kaha tha ki tumhe maa se milna hai toh yeh hai maa ki almari aur isme maa ka saman hai aur unki kuch yaaden .

Kartik open his almirah and start taking things of saumya to saw naira .

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

So guys this was the chapter I hope you like it.

This scene will continue in next chapter . Next chapter will be emotional one . You will see Kartik 's emotional scene with swarna and manish and kaira will also get close .

Precap - will go according to flow

Desire vote - 80 +

Aur haa please inline comments bhi karna 🥺🥺🥺🥺🥺🥺

Do vote and inline comments too

Do vote

Bạn đang đọc truyện trên: Truyen2U.Pro