monster ?! am i

Màu nền
Font chữ
Font size
Chiều cao dòng

He started doing art work a little but his full concentration and attention was towards bussiness..
She was in his art studio. .Cleaning and arranging the stuff .. she was watching his paintings with deep intrest.. and adoring her jatadhari's work

There was a painting which was not completed yet. Her hand touched with a paint bottle mistakenly and it fell on Painting and.. -Painting Tabah-

Gauri : yae kia kya gauri sarma.. ab tujy kon bachaiye ga Jatadhari ce...tu to gae
she was scared .. scared of him and his anger. She knew angrykara well... ! What will she do now.!?
IDEA 💡
Gauri isy Chupa dyty hain.. an Dikhy gi na Puchain gy
She cleaned the paint stains and hide that painting
Ho gaya.. itni tasveerain mai kahan Yaad Rae gi yae vali.. lekin agr puch lia tw ? .. Nai.. Sub sub soch gauri.. nai puchain gy
Then she heard him talking on phone who was comming towards studio.. "han Mr.Dixit.. Sure. Will meet you tommorrow.. Bye"
Gauri : man mai sanka , lag gae lanka.. yae to yaheen aa gae. Ab tu kaa kry gi gauri?
Om entered
Om : tum. Yahan kia kr rae ho ?
Gauri : oo safai.. safai kr rae thy.. ho gya
Om : tumhy yae krny ki kia Zaroorat hai Kisi servant ko bol dyti...
Gauri : humy ap k kaam Khud krna acha lgta hai..
He smiled and Noticed her thinking something
Om : Gauri.. kia Soch rae ho ?
Gauri : nai.. nai.. kch b to nai..
Om : koi preshani hai ?
Gauri : presani.. nai..bilkul b nai.. hum khus hain (she smiled big)
Bohat.. bohat achy kalakar hain ap.. bht khubsurat tasverain aur Murtiyan banaty hain.
Om : thankYou.. vaisy tum chaho to tumhary lye b bna skta hoon (he said this while moving towards table where that painting was. She was too happy at his offer that she did not noticed he looked around for painting. She was about to say something. When he asked most expected & Most unwanted Question ..
Om : gauri yahan Pr ek painting rakhi thi ?
(Her expressions changed)
Gauri : painting . Yahan.. Humy.. humy ka pta
Om : tum yaheen thi na.. thi kya us vkt ?!
Gauri : jaroori painting thi ?
Om : hn .. abi complete nai haue hai.. Kch kam krna baki hai uspy..
Jab Tum ayi to thi vo.. dekhi kia tumny?!
(he was searching for it while asking her)
Gauri : hum ny ?! (He was irrtated by her answers now)
Om : nai.. Shekhar ny (irritately)
[*Consider shekhar as a servant*]
Gauri : Nai.. uska humy nai pta usny dekhi ya nai (she answered so casually)
Om : GAURI.. TUM NY..! Tum ce hi puch raha hon tb ce..
(She now knew there was no escape out of this and if he would come to know she was leing .. she could imagine what would happen then.
So she gathered some courage
Gauri : Omkara ji..
Om :han (he turned to her)
Gauri : humy pta hai painting kaha hai..
Om : to do na...
Gauri : ap.. Phly ab Vada kijiye Dantain gy nai.
NAI.. dantna To banta hai.. Acha Vada Kijiye Zor ce nai Dantain gy?
Om : kia kya hai Gauri..
She took out the painting from the place where she hide it.. she came to him with holding it in both hands and started talking with Closed eyes
Gauri : omkara ji humy maaf kr dijiye hum ny jaan boojh kr ni kia.. hum apka kaam dekh rae thy tabhi hath lg gya aur rang gir gya.. humy bohat afsos hai. Hum bohat sarminda hain.. humy agr banani ati to bilkul aisi hi bana dyty pr kaa krain Nakhatu hain.. apki mehnat zaya kr di hum ny.. maaf kr dijiye plj.. dant lijiye humy.. pr plj naraj mt haoye ga.. Humy sach mai bht dukh hai omkaraji.. maf kr dijiye plj
(She said this all in one brearthe without any pause...
Not getting his reply after this she slowly opened her eyes. And for her surprise He was smiling folding his arms..
Gauri to herself : hans rae hain..
(He smiled more ) sayad sadmy mai chaly gae hain (she said sadly)
Om : kitna Darti ho mj ce .!
Gauri : kaa..?!
Om : to aur kya.. srf itna batana tha k Paint gir gaya hai apki painting kharab ho gae mgr tum..
Gauri : itna asan nai hai apko yae batana.. hum ce puchiye.. kitni himmat chaye ap ce aisi bat krny k lye
Om : common gauri. Kha thori na jata hon mai
Gauri : khaty ni hain pr us ce kam b ni krty hain..
Om : kya ?!
Gauri : Ary itna zor ce Danty hain.. aur kabi kabi to bazo itny zor ce pakrty hain.. kitna drd hota hai maloom hai apko
His smiling face turned sad now.. it was guilt...
Gauri realized what she said
Om : i am sorry Gauri.. i am very sorry . Mai .. pta nai kia hogya thw mjy..
Gauri : omkaraji.. hamara mqsad apko dukhi krna ni thw yunhi moun ce nikal gya
Om : to kya hua.. sach hi to kaha tm ny.. bht dard dia hai na tumhy ?!
Gauri : dukhi Q ho rae hain.. Choriye na..
She did not want to talk about past
Hum painting ki baat kr rae thy.. kharab kr di humny apki painting
Om : (smiled a little) Koi Bat nai
Gauri : aisy kysy koi bat nai.. kharab kr di humny
Om : dobara bana loon ga No Problem ..
Gauri : apko bura ni lga.. itni mehnat ki thi ap ny aur humny bs..
Om : Bura lga.. pr us ce zada acha is baat ka lga k tumny sach bata dia
Gauri : (smiled with all her teeth out) humny acha kia naa apko bta k
Om : han. Bohat he smiled back at his wife's cuteness
Kam dra kro mj ce.. i mean dra hi mt kro..itna Q drti ho..
Gauri : hr vkt to nandi ki tarha Seengh nikaly hoty hain. pta e ni chlta kab waar kr dain..
He smiled. Infact he laughed
Om : ek to tum aur Tumhara nandi..
You know what. ?!
Bohat Cute ho tum..
She smiled big
Gauri : apko pta hai jb hum chulbul thy aur ap humy Cute bolty thy na hum Khusi k mary pagal ho jaty thy.. hum nachty b thy khusi mai
He pulled her cheeck
Om : Jhalkukri
Gauri : mani ?
Om : mtlb Pagal
Gauri : oh ...
Om : acha ab room mai chalo vo almari saaf krni hai..
Gauri : pichly hafty hi to saaf ki thi humny..
Om : nai.. vo tumhary lye .. tmhy b to chezain rakhni hai apni.. khali krni hai kch.. (she became happy)
Gauri : hum.. hum apki almari mai apni chezain rakh skty hain ? (She asked this emotionaly)
Om : nai.. hamari almari mai ..
.
Ghuro mat mjy.. chalo.
And they left ♡
.
.
How was it ?!
BTW i Loved this 😆

Bạn đang đọc truyện trên: Truyen2U.Pro