Part-4

Màu nền
Font chữ
Font size
Chiều cao dòng

Both turned to see that hm and ka has kept sword and arrow on their shoulders. Mostly sabhi ne sahi guess karliya tha. But as told earlier apne boys bhi expert hain sword 🗡️ fighting and archery mein respectively. To yeh kiya defence attack. Hassu di jiju pe talwar se karti hui aur Jiju kabhi chakma dete to kabhi hath se rokte jo tareeka hota hai rokne ka aaise hi pakad li to hath katega na proper tareeka hota hai hath se rokne ka.

Aur udhar ks vs pe teer chalati hui, aur vs unse bachte hue. Ghamsan ladaai chalti hui. Aur udhar dm ne unhe dekh liya.

Dm:- Bas!!!

Charon stopped

Dm:- yeh sab kya chal raha hai

Hm:- Bhaijan yeh dono pata nahi kaun hai ajeeb se lekin humare rajya ke nahi

Vs:- Oh miss what are you saying hum ajeeb nahi

Ks:- kya kaha

As(whispering to vs):- oh paagal insaan yahaan kyun English bol raha hai inhe thodi samajh aayegi

Vs (whispering):- sorry bhool gaya tha😛

As:- Dekhiye hum is rajya to kya is samay se hi nahi hai bhavishye(future) se aayin hai

Ks:- Waah nahi matlab paagal samjha hai kya aaise hi bol doge bhavishye se aaye hain kalko bologe chand se aaye hain mazak chal raha hai kya

Vs:- Dekhiye humara vishwas kijiye hum sach bol rahe hain

Dm:- Kaise karein aapka vishwas

As:- usese pehle hum yeh puchna bhool gaye ki aap kaun

Hm:- inke rajya mein aakar inhi se pooch rahe ho ki yeh kaun, yeh yahaan ke maharaj Dev Mallik hain aur hum inki behnain Hassena Malik aur yeh Karishma Mallik

As and Vs gulped ki yeh kisese panga le liya.

As/Vs:- Asalam walaikum shama maharaj humnein Pehchana nahi

Dm: walaikum assalam, ab yeh bhi sabit karo ki tum dono bhavishye se ho nahi to saza-e-maut milegi(death penalty)

As and Vs fhir dar gaye.

Phir badi mushkil se time ka batakar apni watch dikhakar unhe yakeen dilaya ki woh bhavishye se hain. Phir apni kahani batayie ki kaise unhe ijazat mili aur phir machine kharab hogayie

As:- aur aaise jana Humein 2021 mein tha par is yantar ke kharab hone se is samay mein aagaye hain ab Vaapas jaane ke liye ise theek karna hoga aur usme Bohot samay lagega.

Dm, Hm, ks soch mein phir dm ne bola

Dm:- humein tum dono par vishwas hai aur tumhari madad bhi Kareinge.

Hm and ks shocked 😳 ki itni jaldi kaise vishwas karliya nahi to baal ki khaal nikale bina na mane yeh insaan

Vs:- Are aapki takleef lene ki zaroorat nahi hai 😅

Dm:- Isme takleef kaise waise bhi yahaan aapko musibatein hi mileingi, mehal mein raheinge to surakshit rakheinge

As/Vs:- Shukriya aapka

Sabhi chale mehal ki taraf 😴☀️

Mehal mein as vs ko alag alag kamre diye kyunki mostly alag alag hi hote Hain couples ke ek hote hain 😴

Vs aur As ne kapde bhi badal liye 1536 ke hisaab se taki shaq na ho. As aaya Vs se milne jo ki garden mein tha.

As:- Aur bhai kaisa hai

Vs:- kya hi bataun

As:- waise yakeen nahi ho raha ki itni jaldi zindagi itni badal gayi haina

Vs:- sahi mein yaar kahaan soch rahe the ki 2021 mein jayeinge par aa yahaan gaye

As:- Chalo jo hota hai acha hi hota hai shayad iske peeche bhi koi karan hoga bhagwan ka Isiliye yahaan bheja

Vs:- hmm lag to raha hai 🧐 dekhte hain kya hota hai

Meanwhile Dm came from back,

As/Vs:- Pranam maharaj

Dm:- walaikum assalam, tum dono aa to gaye par kisiko shaq na ho Isiliye tum dono ki pratibha ko dekhte hue humnein tumhe sena mein uch padvi pe niyukt karne ka faisla liya hai

As/Vs:- Dhanyawad Maharaj.

Dm:- 🙂🙂

Raat ko😴 As mehal ki terrace pe khada chand ko ghoor raha tha🌝🌜🌛🌚 aur tabhi wahaan apni didi Aayie😁

Hm:- Aap yahan

As:- Rajkumari aap pranam

Hm:- Walikum assalam, itni raat ko aap yahaan sab theek haina

As:- Ji bas aaise hi chand ko dekhne aaye the.
Dono ke chehre chand ki taraf the.

As:- Bohot sukoon milta hai chand ko dekhkar par dekh bohot kam paate hain

Hm:- Aaisa kyun

As:- kaam ki vajah se samay nahi milta tha isiliye chand ko nahi dekh pate the bachpan mein bohot dekha hai ek ajeeb sa sukoon mano saari thakan mit gayi ho aaisa lagta hai chand ko dekhar

Hm:- Sahi mein sukoon bohot milta hai.

Dono ke beech thodi shanti

As:- waise aapko kin kin cheezon ka shauk hai

Hm:- talwaarbazi ka sabse zyada aur aapka

As:- Aap hi ki tarah talwaarbazi 😊

Hm:- 😊

Doosri taraf

Dm ka ek wafadar mantri Ajay Diwan aur yeh dm ke bohot ache dost hain aur sachme wafadar hain aur dm, ks, hm ko chodkar sirf inhe as and Vs ka sach pata

Ad:- Maharaj lekin meri ek baat samajh nahi Aayie ki aapne undono par itni jaldi vishwas kaise karliya kya pata woh jhoot bol rahe ho aaise hi thodi koi bhavishye se aayega.

Dm:- aaisa bhi to ho sakta hai ki woh sach bol rahe hain

Ad:- aur yeh aap kaise keh sakte hain maharaj

Dm:- to suno.........


Bas baki agle part main 😁vote aur comment zaroor karna itna bada bonus de rahi hoon akhir

Bạn đang đọc truyện trên: Truyen2U.Pro