Beginning 😄

Màu nền
Font chữ
Font size
Chiều cao dòng

Lets start the story :

A college was shown 🏛 & a group of people 👬👫👭
One boy was shown who was ragging with new students..

Boy : soo.. hyy freshers ( saw a boy ) hey you..

Boy 1 : ( scared ) main..

Boy : haa..tu ( laughs ) itna dar kyu rha h tujhe kha thodi jauga..

Seniors laughed seeing him & he go towards that boy..

Boy 1 : jii..

Boy : tera naam kya hai..

Boy 1 : ra..rajesh

Boy : too aaj se tu rajuu..ek kaam kar jo vo ladki dikh rhi h na use..propose kar..

Rohan ( laughs ) : tuu kya bol rha h yeh propose karega tel ( oil ) ki balti ( bucket)

Boy : are rukh na maze lene dee..( to rajesh ) or tu tel ki balti kya naam tha tera..

Rajesh : rajesh

Boy : haa raju jaa beta chal propose kar or haa yeh phool bhi leja maza aayega.. ( laughs )

Rajesh : m nhi jauga.. dekho aap log mere sath aesa nhi kar sakte..

Karan ( walks towards him ) : kya kaha tune..meri baat nhi manega..

Rajesh ( scared ) : haa.. ha.. manuga.. plzz.. chod doo..

Boy : yeh hui na baat..jaa chal or haa ache se karna maar mat kha lena.. ( laughs )

Then a another boy came he go towards him..

Another boy : karan tu kya kar rha hai.. band kar yeh ragging agar professor aa gya to..

The boy is revealed to be karan..

Karan : I'm the karan luthra.. Mujhe koi nhi rok sakta or baat professor ki to chod na uss takle ko.. takla kahika huh.. jab dekho chillata rehta hai..

Another boy : karan tujhe usse dar nhi lagta.. ( he nodds his head in no then giggles ) tera kuch nhi ho sakta.. kyu bechare ko pitva raha hai ladki se.. chod na..

Karan : dekh mere bhai sammer.. ( put hand around his shoulder ) ragging to college life ki best moment h.. ragging ek art hai art.. ( he glare him ) iska maza lena chaiye... jo tujhe nhi aata.. chup chap khada reh mujhe maza lene de... varna vo takla aa gaya na sab ko apni rakshash jaisi shakal dikha ke bhaga denge...

Sameer : ( in mind ) hyy bhagwan bs takla i mean professor.. is karan ne mujhe bhi bhigaad diya rakha hai.. isse chodo point par aata hu.. haa kaha tha m to hyy.. bhagwan professor ko mat bhejna.. plzz.. ( joins hand ) agar aa gaye vo to pata nii kya hoga..

Karan : us takle ko chod or apni liye ek girlfriend mang.. jab se mila hai single hi hai.. lagta hai single hi marega tu ( sameer glare him he laughs ) ghoor kya raha hai ab m has bhi nhi sakta.. vaise ek baat kahu sach kadwa hota h ( again laughs )

Sameer : chup karja bohot ho gyaa... m chala jauga phir nhi aauga..( angrily )

Karan : acha baba thik hai gussa kyu ho raha hai.. chill take a chill pill vo dekh raju use kaise propose kar raha hai..

Rajesh sat on his knees in front of that girl & forward rose towards her with shaking hands..

Rohan: vaah.. yaar karan isse pata hai gutno par baith kar propose karte hai mujhe laga yeh lallu hai.. ( laughs )

Karan ( to sameer ) : oyee.. kab tak gussa rehega phad le apne dant ( teeth ) has bhi dee.. chal na.. ( sameer shakes his hand then laughs ) ab dekh m 3 tak counting karuga or us lallu ka gaal laal ho jayega..

Karan : 3..2..1.. ( excited )

But...

The girl took rose from him & happily hugged him.. Rajesh was shocked but then smiled wildly & hugged her back..

Karan : ( shocked ) hain.. yeh kya hua..

Sameer : tera popat ( laughs hard ) karan luthra oops the karan luthra.. ka popat.. hahaa...

Karan ( angry ) : tujhe kuch jyada hasii nii aariii..

Rohan: are Karan isse to apni kaju mil gyi.. raju ki kaju..( sameer again laughs )

Karan glared him angrily.. he put his hand on her mouth to control his laughs.

Karan: ruk.. kisi or ko dekhte hai.. ( looking here & there )

Sameer : chod na karan late ho raha hai.. class shuru hone vali hai..

Karan : nhi bohot hasii aa rhi thi na tujhe ab to ragging kar ke rahunga ( angrily)

Then his eyes fell on a girl whose back was showing to him..

Karan : voo rahii.. us ladki ko bulata
hu..rohan jaa usse bula ke le.. fresher lag rhi hai..

Screen freezed

precap: preeta's entry

This chapter is just about bonding between karan & sameer & their nature..

Do votes & leave your reviews..

Tina ♥️

Bạn đang đọc truyện trên: Truyen2U.Pro