fight 😂

Màu nền
Font chữ
Font size
Chiều cao dòng

Continue: 

Sameer ( glared him ) : tu yaha help karne aaya hai ya meri insult karne ?!!

Karan : m to bs mahool ko thanda kar rha tha.. dekh aaspaas taap maan kitna garam ho gaya tha.. ( smiled nervously at him )

Sameer : chup kar bhaag yaha se dushman kahika..

Karan : okie.. jaa raha hu kar kalle kalle handle..

Sameer : saale tu kaisa dost hai.. mujhe akela chod ke jaa rha hai.. sharam nhi aati besharam insaan.. dhokebaaz luthra! ( angrily )

Preeta ( in mind ) : kya cheez hai yeh dono yaha itni badi musibat aayi hui hai or yeh apne m hi busy hai..

Karan : chal be nautanki..

Sameer glared at him & about to argue with him more but that boy shouted

Boy : abe chup bohot ho gya idar kya m pagal baitha hu..

Karan : koi shak tillu ?! Of course tu pagal haii..

Karan & sameer laughed & shared a hi fi seeing his angry gadhe jaisa face..

Boy : mera naam tony hai is college ka don hu.. apni aukaat m raho tum dono.. bache ho bachee..

Karan : beta agar the karan luthra apni aukaat pe aa gya na to bache karne layak nhi rahega tu..

All students started laughing.. Tony was bout to punch him but sameer came in between made karan & preeta shocked.. blood started coming from his mouth.. preeta quickly ran towards him..

Preeta : tum thik ho..

Sameer : yaa yaa i m fine..

Karan clenched his tightly into fists and punched Tony hard on his face.. he fell down on the floor and winced painfully..

Karan ( angrily ) : bohot badi galti kardii.. socha mazaak m baat tal jaayegi.. lekin tujh jaise kutto ko ( rubbing his wrists ) mukka laat hi pasand hai..

Tony ( to his mens ) : dekh kya rhe hoo.. maaro ise..

They started fighting with him.. but karan beat them blue & black.. then, he pulled tony towards him holding his coller..

Karan : yeh mera bhai hai.. bhai se zyada hai.. agar iske aas paas bhi nazar aaya naa.. to apne liye hospital ki booking pehle se hi kar liyo.. ( pushed him ) chal niklo yaha se.. 

Sameer : Karan it's okay.. m thik hu..

Karan : chup kar or tu beech m kyu aaya m handle kar leta na..

Sameer : kyu tu kon hai..

Karan : tera aadmi hu..

Sameer : or m teri auraat.. ( laughs )

Karan : abe chup kar.. faltu bakwas karvaalo tujhse bs.. ( laughs ) 

Preeta ( in mind ) : dono kitne ache hai.. inka bond kabhi na tute.. thank you bhagwan jii mujhe karan jaisa dost dene ke liye..

Karan:  kya soch rhi ho preeta ( smiles at her )

Preeta : kuch nhi.. tum dono medical room m chaloo.. chot lagi hai..

Karan : are nhi preeta m thik hu.. sameer tu jaa..

Preeta : dono chalo chup chap!

Shristi :  hii preeta kya chal rha hai guysa.. hii karan sammy..

Preeta : inki fight ho gyi thi to ab medical room jaa rhe hai ham..

Shristi :  sameer tumhe kitni lagi hai ( concerned )

Preeta : you know them ?

Karan : yes.. ham jaante hai ek dusre ko or shristi to hamari friend hai bohot acchi..

Shristi : jii haa aapke aane se pehle vo bhi.. now let's go..

Preeta hold karan's hand & wrapped her handkerchief around his fingers.. he smiled at her lovingly..

Preeta : blood jyada nhi aayega..

Tony ( in mind ) : karan luthra is insult ka badla to lunga m.. ( he smirks evilly )

In the medical room,

Preeta was cleaning karan's wounds and shristi sameer's..

Karan ( gulps in fear ) : preeta yeh dettol mat lagao.. is se bohot dard hota hai.. jalega..

Preeta : bilkul thoda sa.. kuch nhi hoga.. idar do hath..

Karan ( scared ) : No! m nhi lagvauga..

He shook his head thrice and about to run from there but she again made him sit holding his shoulder and said sternly-

Preeta : chup! itna to bache bhi nhi darte.. ankhe band karo kuch nhi hoga..

Karan : ( pouts ) aram se karna please..

Preeta : okay.. ho gaya ho gaya! Kitna drama karte ho tum..

Karan : isse acha to m khud kar leta.. kitna dukha diya..

He whispered, while looking at his hand with a pout..

Preeta : tum bilkul bache ho.. ( chuckled )

Karan : vaise ek hi din m mujh se itna comfortable ho gyi..

Preeta : ab tum ho hi aese tum se baat kar ke khush to rehti hu.. varna.. ( a tear escaped her eye which she quickly wiped off  ) acha chodo or chalo.. class ka time ho gya.. vo dono to chale bhi gye..

He sighed and nodded his head.. both started walking towards class room..

Karan ( in mind ) : sahi socha tha.. preeta ki personal life m problems hai.. jab hi yeh aesi rehti hai.. lekin fikar not babydoll.. ab m tumhari life m aa gya hu na.. tumhari saari problems dur kar dunga.. or tumhe bhi mujhse pyaar karne pe maj boor kar dunga..

Screen freezed

Precap : kyu batau..😒 vote karo tabhi next part.. varna bhul jao..

Tina ♥️

Bạn đang đọc truyện trên: Truyen2U.Pro