Chapter 26: The Deal

Màu nền
Font chữ
Font size
Chiều cao dòng

After Death Deal

AvNeil reach Khanna House. According to the rituals... Avni's grihapravesh happens and the ring finding ceremony in which Avni wins. Avni is then taken to the bedroom and Neil to comes after sometime.

Avni was standing near the window when Neil entered. (coz i didn't want that typical first night scene)

Avni turns to see Neil who had a big question mark on his face.

Avni: Mr. Khanna aapke shakal pe ye bara sa question mark kyu?

Neil: aaj.. Nhi chodo.

Neil moves towards the window and sits on the window sill.

Avni: Tumhe sach mei kuch yaad nahi aaya?

Neil: kya yaad aana baaki hai abb? Aur tum itni khush kyu ho? Aaj subh jo hua uske baad.

Avni: Par tum abhi bhi uss baat pe pareshaan kyu ho?

Neil: Avni aisa kabhi nahi hua ki mere uthne se pehle tum utho. Itna unnatural cheez hua aur tum itne calm kaise ho.

Avni: Pata hai jab subha uthne ke baad maine tumhe nhi dekha to main ghabra gayi thi phir maa aake boli ki main abb tumhari wife banne jaa rahi hun to abb tumhari har jaroorato ka khyal mujhe rakhna hoga. (in a dramatic way) To Mr. Pati Dev main aapki kya seva kar sakti hoon. Aap jo aagya denge wahi main karungi. Aap mere aakaa main aapki aladdin.

Neil: oh hello. Koi zaroorat nahi hai aise sanskari biwi ya aladdin banne ki. Tum Avni hi thik ho. Aur waise bhi humara rishta barabari ka hai. Sare teen phere Tumhaare aur saare teen mere. Yahan mai pareshaan hoon aur tum drama kar rahi hon.

Avni: awlele

Neil: kya awlele.

Avni: achcha suno to uske baad kya hua.

Neil: sunao

Avni: Main bhi tumhare tarah pareshaan hoke bathroom pohonchi. Tab mera sarr achchanak ghumne laga uske baad...

Flashback

Avni falls on the floor and then recalls...

Avnii and Neel stood up from their water bed and see their body lying down. They were still holding each other's hand. Slowly they realise that they were flying and being pulled towards the sky.

As soon as they cross the clouds they meet yamraj with a sad face.

(aksar yamraj apne karmo se khush hota hai par iss wakt wo dukhi tha.)

Avnii: Yamraj ji... Aap ne hi kahan tha na. 'Ja Avnii jeele apni zindagi.' Mujhe ye baat pata nhi tha ki aap humaari zindagi hi humse cheen lengi.

Yamraj lowered his face.

Yamraj: Iss baar tum dono ki maut mere haath mei nahi tha. Chalo mere saath.

AvNeel follow Yamraj and reach the place from where a bright yellow golden light was shinning upon them.

Neel and Avnii joined their hands and bowed their head but Avnii still had anger in her mind and Neel had tears in his eyes.

God : Neel aur Avnii.... Swarg mei tumhara swagat.

Avnii (in mind) : bare aaye swagat karne waale.

God: Mujhe gyaat hai ki tum dono mujhse naraz ho par ye zaroori tha.

Avnii: Aisi kya zaroorat thi ki sirf Hume nhi humaare poore parivaar ko ek jhatke mei khatam kar diya. Aisi kya majboori thi bataiye?

God: Neel Avnii main jo kehene jaa raha hun usse dhyaan se suno aur samjho. Jab pehli baar Avnii ko maut se Neel nikal ke laya tab mujhe ye ehsaas hogaya tha ki tum dono ke pyaar mei jo taakat hai wo Kaamini jaise dushmano ko haraane ke kaam aayega. Tum dono iss janam mei isse ladne ke liye taiyaar nahi ho. Kaamini paiso ke wajhese waise hi taakatwar hai aur badhte wakt mei aur gunnah karegi. Tum dono  ko aane wale janam mei Kaamini ko harana hoga.

Neel: Aap ko humse matlab tha to sirf hume hi khatam karte ...humaari family ko kyun?

God: Saboot. Dono family ki maut Kaamini ke haathon hui hai aur usne iss murder ka saboot nhi chupaya kyunki usne sabko khatam kar diya hai. Agar tum ya tumhaari family mei se koi bhi jinda hota to investigation aur jyada kathor hoti aur Kaamini wo saboot mita deti. Tumhe iss aane wale janm mei uss saboot ko dhoondna hai aur Kaamini jaise paapiyon ko khatm karna hai.

Avnii/Neel: Par hum hi kyun?

God: Tumhaare pyaar mei jo takat hai koi bhi dushman iss ko khatm nhi kar sakta. Aur pyaar na ho to koi bhi manzil maayne nhi rakhti.

Neel: Thik hai par humaari ye shart hai.

God: batao kya shart hai?

Neil: Shart no. 1. Aap hum dono ko kabhi alag nahi karenge chahe bachpan ho ya adult ya budhapa.

God: manzoor hai.

Avni: shart no 2. Hum jab bhi ek dusre ko yaad kare chahe hum door ho ya pass..... tab hum ek dusre se connect ho sake.

Neil: Shart no. 3. Aap iss mission pe humesha humara saath denge aur iss mission ke baad bhi. Iss baar aap hume humaari zindagi jeene denge.

God: manzoor hai. Par ye sab tabhi kaam hoga jab tumhaara ek dusre pe vishwas 100% rahega. Kabhi ek dusre pe koi shak nahi hoga.

Avni: Hum vachan dete hai ki hum ek dusre pe kabhi koi shak nahi karenge.

God:Neel....

Avni: ek aur shart hai.

God : wo kya?

Avni: iss janam mei jab bhi mai aankh kholu mere saamne Neel humesha rehna chahiye.

Neel: oh hello! Tumhara matlab kya hai?

Avni: yahi ki tum mujhe iss janam har subh uthaoge.

Neel: itna aalsi mat bano. Mai tumhe poora lifespan uthaane nhi waala. Shaadi ke baad tumhe mujhe uthana hoga.

Avni: nhiii. Mai har subh jaldi nhi uthna chahti.

Neel: Matlab kya hai tumhara? Mai har subh tumhe uthaane ke chakar mei naa sou.

Avni: ma..

God (thinks) : ye dono mujhe pagal na karde isse pehle mujhe ye jhagda khatm karna hoga.

God: bass. Maine decide kar liya hai.

Avnii/Neel: kya?

God: shaadi se pehle Neel Avni ko uthaayega. Shaadi ke baad avni neel ko. Middle age mei bhi Avni Neel ko aur bidhaape mei Neel Avni ko. Poora divided. Aur kuch.

Avni/neel: nhi

God (thinks) : bach gaya. Aur vardan nhi de sakta.

God: Neel tumhaara dharti pe jaane ka wakt aagaya hai.

Neel: ek minute. Usse pehle aapko contract sign karna hoga.

God: kya? Wo kya hai?

Naradmuni enters.

Naradmuni: narayan narayan. Prabhu.... Contract arthat likhit roop mei pramaan patr jisme hashtakshar dene padte hai.

God: thik hai.

Naradmuni exits.

God Neel and Avni signs the contract and Neel is thrown in the earth in Shweta's womb.

Avni stays in the heaven for 2 years and then god sends her to Neela.

Flashback ends.

***

Hope you liked it.

Waiting for your reviews.

With love,
Nibu. ❤️

Bạn đang đọc truyện trên: Truyen2U.Pro