Chapter 28: Destination - London

Màu nền
Font chữ
Font size
Chiều cao dòng

(The pic above is the locket found. There is a pearl instead of diamond in the locket).

******

2 days passed. Avneil and Kriya were ready to leave for London.

Shweta: saara saaman pack hogaya na?

Avni: Ji maa

Bebe: Puttar. Tum dono apna khyaal rakhna aur ek dusre ka bhi. Aur smhaalke jaana.

Neil : Bebe aap tension na le. Aapka Tillu hai na problem solve karne ke liye. Aapko bharosa hai na mujhpe?

Bebe: Tere pe bharosa nahi karungi to kispe karungi? Mujhe to bass uss kamini aurat ka darr khaaye jaa raha hai.

Prakash : haa putar. Uss aurat aur unke aadmi se sambhaal ke.

AvNeil nodd their head, took blessings and left for the airport.

**____________**

LONDON

AvNeil, Riya and Krish had checked in the hotel, had their lunch and searched for the location of Raj and Priya. They reach a bungalow probably their house.

AvNeil went towards the door and Kriya came behind. They looked at each others face and slightly gave a nod. Avni knocked the door.

A lady in her 50s opened the door. As soon as she saw her guest...her eyes went wide. Her face went pale and it seemed that she just visited a ghost.

Lady (in a loud voice) : Raj.... Raj....

Raj (from inside) : Kya hua? Itna chilla kyu rahi ho.

The lady was none other than Priya. Her throat went dry. She could not speak another word.

Priya: r... R... Raj.

Raj (while coming still out of view) : Kya hua?

Priya: A... Aa.. Avni. N... Ne.  Neel (shuddered).

AvNeil look at each other and they too could not understand what they should do.
Hearing Priya speaking of Avni and Neel Raj came fast to the door and his face went pale too. Both's eyes were shining with tears and fears.

Suddenly Priya fainted because of the shock (as expected) and Raj caught her. He placed her on the couch and his eyes still on AvNeil and mind still on 'reload mode' to see if its true.

AvNeil: can we come in?

Raj: shook his head.

AvNeil sat on the couch opposite to Raj and Priya. Riya and Krish too came behind.

Raj went towards Neil slowly and touched his hand. His smile went a little wider with each passing second.. And finally he spoke.

Raj: Are u real? Are you really Neel!

Neil placed his hand on Raj's shoulder and shook his head. Raj hugged him tightly and everyone cried. Priya gained consciousness and was still surprised that they were real. She too cried and hugged Avni.

Priya: ye kaise hogaya? Ye sach mei hai raj?!

It took nearly half an hour for them to get back to normal self. After that AvNeil and Kriya explained them about their punha janm and all.

Neil: Raj priya tum to mil gaye par baaki sab kahan kahan rehte hai especially Ruhi. Uske bina shayad hum Kaamini ko dhund nhi paayenge.

Priya: Abb wo iss duniya mei nhi hai.

AvNeil : Matlab?

Raj: Haa. Ruhi ki maut tumhaare saath hi hogayi.

Avni: ek minute. Humaare saath to wahan koi nhi tha.

Priya : par kaamini ke kabze mei to thi. Neel ki maut ka sagma lag gaya usse to usne wapas jaakar Ruhi aur uske bhai ko maar diya (cried loudly).

AvNeil too had a horror in their eyes and anger in their mind.

Avni: aur nandini?

Priya: Wo humaare saath hi rehti hai. Mai bulaake laati hun.

Priya leaves.

Raj: Neil bas itna hi nhi hua tumhare jaane je baad. Uske baad Malhotra uncle yaani Kaamini ke baap ke company down hogaya jiske sagme mei unhe heart attack aaya. Apne daayan beti ka future secure karne ke liye marne se Pehle uski shaadi karwa di. Par uss dayan ne usse bhi khaa liya. Bass uske diye hue bete ko apne saath apne ghatiya harkaton mei shaamil kar liya. Vidyut.

AvNeil: what!

Krish: Kya kahani hai bhai tumhari. Poori ki poori ek film banjaayegi. Twist ke upar twist.

Riya: iss ka matlab abb ek nhi baldi do khatre hai.

A voice from behind startled them.

Voice: 2 nhi.. Balki 100 se bhi jyada.

AvNeil : Nandini.

Nandini hugged both.

Nandini: i am happy ki iss janam mei Tumhaari shaadi ho hi gyi.

Avni: par nandini ye 100 kaun.

Nandini: Kaamini ke log har jagah har desh mei hai. Human trafficking mei maahir jo hai. Bohot khatarnaak ban gyi hai.

Neil: iska matlab main sahi tha. Ki wo human trafficking ka case kaamini pe hi point karta hai. Thanks to the locket.

Priya: Konsa locket.

Neil shows her the locket.

Neil: Khurrana house, sharma house and the latest place jaha pe ladki kidnap hui hai wahan mili hai ye.

Priya: ye to wahi symbol hai jo kaamini ke bag mei tha.

Raj: arre haan

Nandini: aur ye locket mei KNK ka matlab.....

All (together) : KAAMINI NEEL KHURRANA!!!!!!

Avni: mujhe ye pehle samajh jana chahiye tha. Isliye ye kisiko koi bhi shop mei nhi mili. Ye kaamini ka signature locket hai.

Nandini: sirf signature locket nhi. Jo bhi log uske under kaam karte hai ya jin ladkiyon ko wo kidnap karte hai unn sab ke shirt/dress/tattoo kuch bhi ho....unpar bana hai par chupaya rehta hai.

Neil: ye sab tumhe kaise pata?

Nandini slowly rolls the sleeve of her kurti and shows the tattoo.

Nandini: usne mujhe bhi kidnap kiya tha par mai bach gayi par.

Avni: Parr..?

Nandini's eyes filled with tears...

Priya: iska hone waala pati... Isse bachate bachate mar gaya.

AvNeil / Kriya: kya?!!!!

Riya: kya aurat hai ye. Aurat hai ya Lady Ravan.

Krish: Lady Ravan nhi Lady duryodhan and Lady Dushashan. Aurat hoke aurat ke maan samaan ke saath khilwaar karne waali.

Neil: abb kuch bara sochna hoga.

***
Abb Kaamini ke baare mei kya soch rahe ho... Bata dio. 😅😂

Hope you guys liked the update.

Thoda votes aur comments bhi de diya karo encouragement milta hai.

With love,
Nibu. ❤️

Bạn đang đọc truyện trên: Truyen2U.Pro