Chapter 66

Màu nền
Font chữ
Font size
Chiều cao dòng

Avni went to her room angrily and Neela looked on......

Neela: Baacha lagta hain tum tumhare shaadi ke chakkar mein sab bhool gayi ho. Lekin koyi baat nahi, tumhari shaadi ho jane ke baad tumse baat karungi

She looks at the cards and thinks something.
Avni was in her room, sitting quietly in her bed with Ponnu.......

Avni: Maa ko ho kya gaya hai. Khair chodo, iss mein Maa ki bhi koyi galti nahi hai. Lekin Neil, usse mein meri shaadi ka invitation kabhi nahi dungi

Ponnu calmly barked at Avni. She got shocked.

Avni: Yeh sabko kya hogaya hai. Tu bhi, tu uss, uss Neil ke liye mere upar bhok raha hai. Kamaal hai....... Pata nahi kiya kaala jaadu karta hain woh sabke upar

Ponnu shook his head in No..........

Avni: Par mujhe woh sab nahi pata mujhe baas itna pata hain ki mere aur vidyut ke beech agar koyi bhi fight yah sakh karna hua tha toh woh sirf Neil ki wajhe se aur ussne toh tujhe bhi mujhse chiin liya. Sirf chiinna aata hain usse

Ponnu went from there........ Avni was confused.......

Avni: Isske upar toh pakka kiya hain. Par main uss Neil khanna se nafrat karti hoon aur usse ma. Chal chod, (Blushing) tin din baad meri shaadi hain mere soulmate se...... (Angry) Aur mai nahi chahti ki woh mere love story mein bhi villain baane, Neil khanna. Ussne toh ponnu ko bhi mujhse door kar diya, (Smilingly) par vidyut ko kabhi nahi kar payega. Kyuki vidyut mujhse bohot pyaar karta hain

She looks at Vidyut's picture in her mobile and blushes. She then switched on the TV. And started watching a movie.......

Neil was in the police station he was instructing something to the constables. Neela came there.........

Neela: Neil

Neil turned and saw her, he got surprised.

Neil: Neela aunty, aap yaha

Neela: Tum busy toh nahi hona

Neil: Nahi. Woh baas ek case ke bareme samjha raha tha. Aap yaha

Neela: Woh tumhe kuch dena tha toh

Neil looked at her with questioning eyes. Neela took out a card and gave him. Neil read it and got shocked......

Neil: Avni ke shaadi ka invitation card

Neela was a little worried thinking how Neil will react.

Neela: Haan woh actually Neil. Dekho mai jaanti hoon ki Avni. Avni ne haldi mein jo kuch bhi kiya woh thik nahi tha aur usske baad tumse ek baar baat bhi nahi ki paar...... Neil, Avni.... Avni sach mein waisi nahi hai. Woh baas vidyut ke bareme thori emotional hain. Woh vidyut ka iss duniya mein koyi nahi hai issiliye

Neil was still shocked but was looking at Neela' face.

Neela: Neil. Neil dekho shayad tum abhi bhi naraz ho aur hona bhi chahiye par. Neil please avni ko maafi kardo. Woh..... Woh aapni nayi zindagi shuru karne jaa rahi hain aur.......

Neil: Aunty. Mai, mai nahi aa paunga

Neela: Neil dekho mai jaanti hoon ki tum avni se naraz ho par yeh bhi toh sach haina ki tum dono bohot kaam time mein bohot aache dost baan gaye the aur

Neil: Aunty aisi koyi bhi baat nahi hain. Mai khush........ hoon........ avni...... ke liye, aur naraz bhi nahi hoon par

Neela: Par Neil

Neil: Aunty mai..... Mai sach mein keh raha hoon mein nahi aa paunga. Mujhe uss din ek bohot important case ko lekar, court pohochna hain. Final date hain uss din aur

Neela: Oh

Neil: Aunty par agar case ka final judgement jaldi aa jayega toh mai...... Mai jaane ki poori koshish karunga

Neela looked at Neil. Neil voice almost broke down while speaking. He was sad.

Neela: OK Neil. Bye

Neil said bye and Neela left giving a smile. Neil's eyes were teary. He drank water. And sat in the chair.

Here when Neela reached home and Avni when she got to know where Neela went, she was burning with anger and on Neela.


Bạn đang đọc truyện trên: Truyen2U.Pro