Chapter 75

Màu nền
Font chữ
Font size
Chiều cao dòng

Avni and Neil runs towards Neela. Ali holds her.

Avni: Maa, maa........ Maa, kya hua aapko, aap

             Neil checks her wrist.

Neil: Yeh toh behosh hogayi hai. Ali tu innhe ander leke jaa mein, mein doctor ko phone karta hoon

Ali and Avni takes Neela to bedroom. She was lying there unconscious. Avni was continuously crying and rubbing Neela's palm. Ali sprinkles water on her face. Neil enters with doctor.

            After doctor checks.......

Avni: Doctor kya hua hai Maa ko

Doctor: Khabrane ki koyi baat nahi hain. Aachanak koyi bohot bara shock lagne yah zada stress lene ke kaaran behosh ho gayi hain. Maine injection laga diya hain thori derr mein hosh aa jaye ga

Neil was about to go with doctor till outside but Ali says him to stay and he goes with doctor........
Neil stands there near Neela, Avni looks at him but he doesn't react........

After sometimes Neela comes in sense....... Her head still pains....... Ali enters........

Neela: Avni baacha

Avni: Maa

Avni hugs Neela crying, Neela hugs her back........

Avni: Maa aap, aap thik hona

Neela nods yes. Avni still cries.......

Neela: Lekin baacha abhi kya....... Tumhari shaadi....... Avni

            Neela too now cries.

Avni: Maa yaha aab koyi shaadi nahi hogi. Bhool jao sab

Neela: Hum toh bhool jayenge avni, par logo ka kya....... Saari rashme ho chuki thi, sab ko bula liya gaya....... Log baatein karenge Avni....... Avni tum kaise...... Pundit waha mandap mein kabse bethe hai........ Logo ne baatein karna shuru kar diya hain avni. Sab tumhe....... Tumhe doshi maan rahe hai

Ali: Haan aunty maine bhi abhi suna...... Koyi keh raha tha ki Avni uss larke ko dhokha de rahi thi issiliye shayad

Avni: Ali....... Maa log jo bhi kahe mein kuch nahi jaanti logo ke baareme........ Mujhe koyi farak nahi padta par maa......... Vidyut, vidyut ne aisa kyu kiya maa....... Koyi na koyi baat toh hai

Neela: Avni........ Tum abhi bhi vidyut ko........ Avni yeah sab jo kuch bhi hua hai sirf vidyut ki wajhe se........ Bahaar jao, dekho, jaake kya bologi ki kyu nahi huyi shaadi......... Avni wahi ho raha hain jo vidyut ne kaha tha.......... Mandap mein dulha nahi hai, dulhan yaha roh rahi hain........ Sab ready hain lekin shaadi tooth gayi....... Kya jawab denge hum avni...... Kya

Avni: Mujhe nahi pata maa. Mujhe nahi pata

Neela goes out and sees the condition. People were continuously taunting them. Saying bad things about Avni........ And as they do insulting them........
Neela again feels bad seeing all this.......... She comes back to room........

Ali: Aab kya karna hain aunty

Neela thinks for sometimes...........

Neela: Nahi aisa nahi hoga........ Vidyut ko hum jitne nahi denge......... Avni ki shaadi hogi.......

            The three gets shocked........

Avni: Maa yeah aap kya keh rahi ho

Neela: Avni vidyut jo chahta tha woh mai hone nahi dungi....... Mai tumhari zindagi barbaad nahi hone dungi baacha...... Nahi

Ali: Par aunty shaadi hogi kaise....... Dulha toh

Neela thinks for sometimes......... Then looks at Neil....... She goes to him and folds her hands in front of Neil.........

Neela: Neil, meri baachi ko accept karoge

Neil, Ali and Avni gets shocked........

Neela: Please Neil meri avni ki zindagi ka sawal hain........ Please Neil

Neil: Aap yeah kya keh rahi hain, mai

Neela: Neil mai jaanti hoon yeh bohot mushkil hain........ Tum toh avni ki shaadi attend karne aaye the........ Par kya karu Neil........ Neil baahar sab avni ki badnaamee kar rahe hain...... Sab uske bareme bura keh rahe hain Neil......

Neil: Aunty mai

Neela: Tumhare zindagi mein koyi hain kya

Neil nods his head in a small no........

Neela: Toh phir please meri baachi ko bacha lo. Tumhare ghar walo se mein baat kar lungi Neil........

Neela cry's folding her hands.......

Neela: Tumhe pata hain maine tumhe kyu kaha, kyuki mujhe tumhare aankhon mein Avni ke liye pyaar nazar aata hain Neil....... Aur mai jaanti hoon ki tum avni ko khush rakhoge........ Tumhe parwa hain usski nahi toh tum aaj uski shaadi attend karne nahi aate aur nahi yaha abhi tak rehte

               Avni looks at Neil......

Neil: Aunty mai aisa nahi kar sakta mai

Neela: Neil mai jaanti hoon yeah bohot mushkil hain par tum avni ko jaante ho Neil, woh bohot aachi larki hain. Mai wada karti hoon Neil ki Avni ke wajhe se tumhare life mein koyi problem nahi hogi, tum waise hi rahoge jaise abhi ho....... Mera yakin karo........ Avni bohot aachi larki hain Neil

Neil: Nahi aunty...... Mai aisa nahi kar sakta

Neela: Avni, avni tu

Avni: Mai Neil se shaadi nahi karungi Maa...... Nahi karungi.......

Neela: Tumhe kuch pata nahi hain avni, baahar jaake dekho, log kaisi, kaisi baatein kar rahe hain tumhare bareme

Avni: Mujhe farak nahi pardta Maa log jo bhi kahe

Neela: Lekin mujhe farak parta hain avni. Aapne liye naa sahi aapne maa ke liye....... Neil, Neil mein tumhare aage bheeg mangti hoon

Neil: Aunty, aunty kya kar rahi hain........ Uthiye

Neela: Neil yeah avni ke zindagi ka sawal hain Neil....... Tumhare aankhon mein avni ke liye jo pyaar maine dekha haina woh, kisi aur ke aankhon mein nahi dekha, Neil....... Aaj agar yeah shaadi nahi huyi na Neil toh avni ki toh zindagi barbaad ho chayegi, par vidyut jaisa raksash jeet jayega Neil........ Neil, avni bohot aachi larki hain Neil...... Meri baachi ki zindagi tumhare haatho mein hain Neil....... Tumha...... re....... Ne......  Nei.........

Suddenly Neela's chest pains, she breaths heavily........

Neil/Ali: Aunty

Avni: Maa

Neela faints........ Neil again goes to call doctor but as he was passing in a hurry. He hits a man........

Neil: Sorry

He was about to go but the man holds him back......

Deshmuk: Aare Neil

Neil: Uncle aap

Deshmuk was a close friend of khanna family and luckily he was a doctor. So he went up with Neil to check Neela........


Bạn đang đọc truyện trên: Truyen2U.Pro