Plan successful...

Màu nền
Font chữ
Font size
Chiều cao dòng

NEXT DAY...

Preeta and karan got up and both get ready.

Getting ready, both headed out of their home.

Preeta went to station, while karan went toan isolated place.

No sooner than, a van approached there, he get out of him.

Devesh : (smirking) finally, mai fir se aaj jail ke bahar, devesh sharma ko qaid kar sake, aisi koi jail bani hi nahi.

He start to laugh devilishly.
Karan too smirk seeing him.

Devesh come to karan. Karan told driver to go from there, so he went.

Devesh : manna padega ACP Karan Luthra, kya plan banaya hai, I salite you. Aakhir aaj wo din aa hi Gaya.

Karan : I know, after all I am The Karan Luthra, mere plan best hote hai, and sachme aaj wo din aa gaya.

Devesh : hmm....waise sab chodo, yeh batao mujhe is van me akele laya gaya, aisa to kabhi criminals ke saath hota nahi hai, fir mujhe kyu laaya gaya. And kisine enquirey bhi nahi kiya.

Karan : maine tumse kaha na, ye mera plan, mera khel hai, to yaha sab mere mohre hai. Samjhe, mera jab plan banta hai na, tab koi bich me aa nahi sakta hai. Tumhe kya lagta hai, aise hi pire department me aise hi Karan Luthra ka naam hai, na...

Devesh : ha, lekin ab bade afsos ki baat hai jaisa sab tha waisa ab kuch nahi raha.

Karan : hmm...sacgme hi bade afsos ki baat, bilkul hi kuch bhi waisa nahi raha jaisa tha.

Devesh : ha, ab yaha se nikalte hi mai foreign chala jaaunga, fir Indian police ke liye, devesh sharma ek itihaas, ek shapna bankar reh jaayega. Jise wo kabhi waapis nahi laa sakte. Aaj tak maine bohot kaam kiye, lekin asli kaam mai ab Karne waala hu.

He again started to laugh loudly.

Devesh : ab mirzapur ka case, ek daba hua fila bankar reh jaayega. Wo sangeen apraadh panno me hi dab jaayega. Ek rarest case, band ka band hi reh jaayega. Kisiko pata hi nahi hai ki us rarest case in history ka mastermind mai hu, air kisiko pata chalega bhi nahi.

Karan : (smirking) ha, aaj tak ke tumhaare saare crimes ke baaree kisiko pata hi nahi chalega, saboot hi nahi hai.

Devesh : bilkul kisike paas mere khilaaf saboot nahi hai, koi mujhe nahi pakad sakta hai. Mai yaha se hamesha hamesha ke liye Chala jaaunga....hahahahaha...

Karan : beshak, to ab ye batao, tumhaare hamesha hamesha jane ke liye kaunsa tarika chunna chaahoge tum. Suicide dikhakar, unsolved murder, ya encounter.

Devesh : what ? Ye Kya bol rahe ho ?

Karan : are ha, tumhaare jaane ke baad sabko batana bhi to padega na reason of death. Ab khulla khulla sach to nahi bolenge na, ki hamne murder kiya hai.

Devesh : (chuckles) bohot accha mazak karte ho karan tum.

"Ha, aakhir hamara karan hai hi mazakiya......" Commissioner uttered from coming behind.

Devesh's laugh and smile disappeared seeing them both.

Karan : (smirking) suresh sir, fir aapne kuch socha, media ko kya answer dena hai.

Suresh : obviously karan, encounter hi batayenge, waise bhi sabko iski maut ka hi intezaar hai, koi aage sawal karega hi nahi, is desh ki janta ko bhi pata hai, aise logo ko aisi hi saza milni chaahiye.

Karan : ha fir done sir.

Devesh : (confused) ye tumlog kya keh rahe ho, karan ye dono bhi hamare plan me mile hue hai kya, tumne bataya nahi, yeh Kya ho raha hai.

Preeta : abe oyee.. waise to aapne aap ko devesh sharma bohot hushiyaar hai batate firta hai, abhi tujhr itna bhi nahi samajhme aa Raha hai ki yaha kya ho Raha hai, ya fir tum samajhna nahi chaahte.

Devesh : (scared) matlab...dhoka, dhoka diya hai tumne, karan tumne....mujhe dhoka Diya, ye galat hai, ye (moving backwards) ye...tumne accha nahi kiya, iski saza tumhe bhugatni padegi. Mai tumhe chodunga nahi.

He was moving backwards, but karan again pull him forward.

Karan : pehle apne bachne ki fikr karle tu, fir mere baare me sochna.

Devesh : tumne natak kiya mera saath dene ka, tumne sab plan karke rakha tha na.

Karan : (smirking) aur nahi to kya, tujhe kya laga, tu apne in chand paiso se karan luthra ko khareedega, to bohot galat thi Teri soch, hamne to tera case lene se pehle se how sab plan Kar rakha tha.

Devesh : (angrily) aur.....aur preeta ke saath aisa behavior, tum to hamesha hi uske khilaaf jaate the.

Preeta : hamne jab itna (he see towards preeta) plan kiya to tujhe Kya lagta hai, aage nahi kiya hoga. Zaahir si baat hai, tu itni asaani se to karan par yakeen nahi karta, hame pata tha tune har wakt apne aadmi laga rakhe the hamare piche, to hamne hamesha acting hi kiya. Par tujhe pata hai asliyat me, ham tujhpar nazar rakh rahe the, naa ki tu ham par.

Suresh : bilkul, ab bhai case agar preeta aur karan ko diya gaya tha, to sochkar hi diya gaya hoga. Itne bade criminal ka case aise waise ke haatho to jaayega nahi.

Karan : (smirks) bilkul, pata hai, tu apne aap ko jitna hushiyaar samajhta hai na, tu hai utna hi bewakoof.

Devesh : tum log mujhe underestimate kar rahe ho, tumlogo ko pata nahi hai, devesh sharma ki power ke baare me.

Karan : bilkul ham Kar rahe hai, ham to tujhe itna underestimate kar rahe hai, ki tujhse ouchne ke baad bhi ham encounter ka hi case batayenge.

Devesh : nahi....itni jaldi nahi, mujhe koi nahi pakad sakta.

He immediately turned to run, but as expected, loud gunshot voice heard on an isolated place, breaking it's silence.

Preeta/Karan : mission accomplished.

Karan throw the gun, and rub his hands together.

Suresh : finally, the biggest case solves. Well done karan and preeta, as always you both were just efficient and awesome.

Preeran : (smiling) thank you sir.

Suresh : jai hind.

"Jai Hind,...." Both saluted with a proud smile.

BACK TO HOME....

Preeta and karan reached their home.

Preeta : (happily) finally after long time feeling home. (smiles)

Karan backhug her, preeta rested her head on his shoulder.

Karan : really feeling like back to home after so long. I love you babydoll

He places a kiss on her neck.

Preeta turned to him. She wrapped her hand around karan's neck, and placed his on her waist. She looked deep in his eyes.

Karan : you know what, what you running from

Karan : you ! yourself !

Preeta : (smiles) I am running from myself, because I am walking to you.

Karan : whom you are hurting ?

Karan : you !

Preeta : I am hurting myself, because you always heals me.

Karan : whom you are losing ?

Karan : you !

Preeta : I am losing myself because I am winning you.

Karan : whom you are chasing ?

Karan : you !

Preeta : I am chasing myself, because I am driving to you.

Karan : whom you are denying ?

Karan : you !

Preeta : I am denying myself, because I am accepting you.

Karan : tch..tch..look what made a brave ASP preeta arora so weak..

Preeta : you....you and your love made ASP Preeta Arora so weak, and making Preeta Luthra strong.

Karan's lips can't help getting out of smiles for his love.

Preeta joined her forehead with his.

Preeta : (closing eyes) I love you too.

Karan : (in mind) Meri wajah se bhale hi jhoothe aansu aaye tumhaari aankh me babydoll, but I promise aaj ke baad wo bhi nahi aane dunga.

Karan placed a kiss on her forehead, and preeta slowly captured his lips, with both pouring love onto each other after long time.

Their unbreakable passion comes in front of everyone,
But their pure love remain behind their eyes.................

********************************

Done with this three shots, of which's responsibility I am not taking 😪😪

Itskhushi2409 tagged you❣️

Sorry Khushi and to all, for the mess and crap I had done, amd thanks for tolerating too.😪😪

Bạn đang đọc truyện trên: Truyen2U.Pro