Alive

Màu nền
Font chữ
Font size
Chiều cao dòng

Next morning,

Karan kissed her forehead.

Karan: Have a nice day babydoll..

Preeta: I'll come back soon..

Karan: I know... Main intezaar kruga..

She waved at him and left for college according to him. She sat in the park doing her work. On the other hand, Rehaan and Maya were working on confirmation of Mona's identity as Mrs. Luthra.

Preeta(on call) : Ha Maya..

Maya: We've convinced her for video call.. Aaj sb confirm hojayega..

Preeta took a deep breath.

Preeta: All the best.. And thank u for everything...

Maya and Rehaan: Hum dost h tere.. Aur dosti mein no sorry.. No thank u..

Preeta smiled.

Maya: Hum confirm krke call krte h.. Hope hum sahi ho..

Preeta : Okay..

She hanged up and went to nearby church. She started lightning the candles.

Preeta(closing her eyes) : I hope sab thik ho..

Maya: Rehaan.. Tu kr skta h.. Take a deep breath..

Rehaan: Agar main bich mein atak gya na.. Use shak hojayega..

Maya(hugging him) : Kuch nhi hoga.. Shaant hojao..

Dhundla jaye jo manzilen..
Ek pal ko tu nazar jhuka..

Preeta went to the city library.

Librarian: How can I help you?

Preeta: Actually I wanted some documents of three years back..

Librarian: There's a office on top floor.. We have news articles here.. But for documents.. You have to go there..

Preeta: Thank u very much..

She went to the top floor and was looking for something. She took a printout of Karan's death certificate. Tears rolled down her cheek as she hugged the paper to her heart. She was looking for Kiara's too but it was not there. It was no where.

Jhuk jaye sar jahan wahi..
Milta h rab ka raasta..

Preeta(confused) : Kiara Luthra.. Why the hell there is no record of Kiara.. News mein toh yahi likha hua tha.. But..

She went down to library and started reading all the news articles written over that incident. Each had different story, but only one conclusion that Karan killed Kiara and their mother and committed suicide. She had Mrs. Luthra's and Karan's death certificates but Kiara's was nowhere to be found.

Preeta(in tears) : Kya.. Kiara zinda.. Kiara zinda ho skti h.. Kiara..

Teri kismat tu badal de..
Rakh himmat.. Bas chl de..

She remembered Karan talking about her, how close she was to her and maybe, she was alive, may be, she survived that incident. Preeta ran out of the library and sat in her car wiping her tears.

She went to the graveyard and took slow steps inside. She could definitely see lots of good and bad souls wandering there looking at her. She saw Karan's grave in tears and sat down. She caressed his name written and kissed it in tears.

Karan turned. He felt something. He looked around. Nobody was there. He was confused.

Tere saath hi..
Mere kadmo ke h nishaan..

Preeta kept flowers on his grave and was in tears.

Preeta(in tears) :I love you..

Tu na jaane..
Aas paas h khuda..

Rahul: Tum kon ho..

Preeta looked up to see a smiling soul looking at him.

Preeta(in tears): Preeta..

Rahul: Tumhare pyaar ki kabr h yeh..

Preeta nodded in tears. Rahul sat down to her level.

Tu na jaane..
Aas paas h khuda..

Rahul: Yeh mera bahut acha dost tha.. Mere accident ke baad ek yahi har saal mujhse milne aata tha.. Mujhe dekh nhi paata tha.. Par main ise dekhta tha..

Preeta(in tears) : Pata nhi.. Khuda adhuri dastaan likhta hi kyu h.. Tum yaha kyu ho..

Rahul: Apne pyaar ka intezaar kr rha hu.. Marrne se pehle uski jhalak chahta tha.. Jab tak vo jhalak nhi milegi.. Mujhe meri roshni nhi milegi.. Par na mera intezaar khatam ho rha h.. Aur na vo mujhe yaad kr rhi h..

Preeta(smiling in tears) : Pyaar h toh vo aayegi.. Thank u rahul.. I needed someone to talk.. Its strange kii main tum sb ko dekh skti hu.. But its good..

Rahul smiled.

Preeta(in tears) : Mere Karan ke saath bahut galat kia h sbne.. Main sb sahi krna chahti hu..

Rahul(smilingly) : Kiara bhi yahi chahti h..

Preeta: Kiara... Zinda h..

Tu na jaane..
Aas paas h khuda..

Rahul : Ha.. Woh har mahine yaha aati h.. Apne bhai ko yaad krti h.. Uss ke liye dua krti h.. Aur chali jaati h.. Acha lagta h.. Har kisi ke liye koi na koi aata h.. Bas mere liye hi..

Preeta(in tears) : Rahul.. Sbko lagta h Kiara marr chuki h.. Mujhe use dhundna h.. Mujhe sabse pehle Kiara ko dhundna h..

Rahul: I wish.. Tum jo chahti ho.. Tumhe sb mile..

Preeta(smiling in tears) : Aur tum fikr mt karo.. Tumhare liye bhi koi na koi aayega har baar.. Main aaugi..Mere Karan ke dost ho.. Mere bhi dost hue..

She sidehugged him in tears. Rahul smiled. She left.

Maya called Preeta. She picked it up nervous.

Preeta(fingers crossed) : Kya hua..

Maya and Rehaan(shouting) : We've got the right person.. She is Mrs. Monika Mahesh Luthra..

Preeta closed her eyes smiling in tears.

Khud p daal tu nazar..
Haalato se haar kar..
Kaha chala re..

Preeta: Thank God..

Maya: I am so so so happy.. Second part bhi execute krte h kal se..

Preeta: Guys.. Wait.. Mujhe ek aur ladki ko dhundna h..

Rehaan: What.. Yrr Preeta.. Tu toh pura James Bond banake chodegi.. Ab kisko dhundna h..

Preeta(smiling in tears) : Karan ki behen.. Kiara zinda h.. Aur mujhe use dhundna h..

Haath ki lakeer ko..
Modhta marodhta..
hai hausla re..

Maya: Par kse..

Preeta: Main hospital jaa rhi hu.. Jaha un dono ki bodies rkhi gyi thi investigation duration mein.. Aage ka vaha se dekhte h..

Maya: Wait.. Main aur Rehaan bhi hospital hi pahuchte h..

Preeta nodded. The sun went down. It was evening. Karan was waiting for Preeta at home.

Karan: Kaha ho tum babydoll..

Toh khud tere khwabo ke rang mein..
Tu apne jahaan ko bhi rang de..

In hospital,

Preeta(angry) : Aise kaise aap hume vo file nhi dege..

Nurse: Dekhiye mam.. We can't share personal details of any patient..

Preeta(angry) :Inki personal details kii toh.. Aap ko smjh aa rha h vo file mere liye kitni zaroori h..

Maya(holding her) : Shaant hoja Pree...Shaant..hum kuch krte h na..

Preeta: Kya krte h.. In logo mein dil nhi h kya.. Mere liye Kiara ko dhundna bahut zaroori h Maya..

Rehaan: Preeta.. Shaant..aap jayiye..

Preeta sat on chair with hands on her head. Maya sat besides her.

Kii chalta hu main tere sang mein..
Ho shaam bhi toh kya..

Maya: Pree.. Sunn..

Preeta: Kya suno main Maya.. Time dekha h.. Raat hone wali h..mujhe ghar bhi jaana h.. Aur yeh log..

Rehaan: Shaant.. I have a plan.. Maya.. Tu hospital walo se baat krke kal file nikalwalio.. Main kal delhi jaa rha hu.. Mrs. Luthra ko Mumbai laane ka plan execute krne.. Aur Preeta.. Tu.. Jaise hi Maya tujhe koi hint de.. Tu Kiara ko dhund lio.. Then take her to Luthra Mansion.. You want Karan to see her right?

Preeta nodded in tears.

Preeta(in tears) : Bahut pyaar krta h.. Karan Kiara se.. Rehaan.. Woh uss se milna deserve krta h..

Maya: Ha toh ab sab fixed h.. Mere dad iss hospital ke ek trustee ko jaante h.. Main kaise na kaise vo file tere liye nikalwadungi.. Rehaan bhi Mrs. Luthra ko convince krlega.. Tu shaant hoja pree.. Hum h.. Sab sahi hoga..

Preeta started crying. Maya and Rehaan hugged her.

Jab hoga andhera.. Toh paayega dar mera..
Uss dar pr phir hogi teri subah..

Maya and Rehaan: Hum h na...Chinta mt kr..

Preeta: Pakka sab thik hojayega..

Maya(kissing her forehead) : Ha meri jaan.. Sb thik hoga..ab tu ghar jaa.. Mujhe aur Rehaan ko bhi ghar jaana hoga.. Vrna iske aur mere dad hum dono ki aisi class lagayege..

Preeta smiled in tears. Rehaan and Maya smiled back. Everybody went back home.

Tu na jaane..
Aas paas h khuda..

Preeta opened the door. Karan wrapped her arms around her.

Karan: Kaha rh gyi thi tum.. Mujhe kitni fikr ho rhi thi..

He broke the hug and looked at her.

Preeta: Kuch nhi.. Thoda kaam tha.. Bahut thak gyi main..

Karan: Aao andar.. Chehra utra pda h.. Itna thakaane ki kya zarurat thi khud ko..

Preeta: Kaam zaroori tha..

Karan: Tumse zaroori kuch nhi h.. Baitho.. Main khana le kar aa rha hu..

He went to take food. She looked at his and Kiara's photograph and smiled.

Preeta(in mind) : Tumhari behen zinda h Karan.. Kiara zinda h..

Karan fed her. She was on bed in his arms. He caressed her hair.

Karan: Kya hua.. Kya soch rhi ho..

Preeta(smiling) : Kuch nhi..Aaj main Rahul se mili..

Karan : Rahul kon?

Preeta: Tumhara dost Rahul..

Karan: Par vo toh..

He looked at her. She smiled.

Karan: You are so special.. I wish main uss se mil skta.. Par vo yaha kyu..

Preeta: He was waiting for someone... Jiske bina.. Use uska sukoon nhi milega..

Karan: Inayat ka intezaar kr rha h.. Mujhe nhi pata tha kii log marrke bhi nhi marrte.. Jab tak main..

She kissed his cheek.

Preeta: I love u..

Karan: I love u too..

She slept in his arms. Karan looked at her innocent sleeping face and kissed her forehead.

Karan(in mind) :Kuch toh chl rha h babydoll.. Jo main smjh nhi paa rha hu.. Kya kr rhi ho tum..

Screen freezes on his confused and her sleeping face.

Precap

Kiara in Luthra Mansion

*******

Do leave reviews💙👻

Bạn đang đọc truyện trên: Truyen2U.Pro