93.esa kabhi na karna 😍😔

Màu nền
Font chữ
Font size
Chiều cao dòng

Tum ruth jaoo mujhse esa kabhi na karna
Main ek nazar ko tarson esa kabhi na karna

Main pooch pooch haron suo suo sawal kar k
Tum kuch jawab na do esa kabhi na karna

Mujhse hi milkar hansna  mujhse hi
Mil kar rona
Mujhse bicher kr jilo esa kabhi na karna

Tum chand bankar rahna main dekhtii rahongii
Kisi roz tum na niklo esa kabhi na karna

Tum chalyejaoo dekhon jab bhi tumhara rasta
Z tum laut k na aoo esa kabhi na karna

Plz do votes and comments
If u like then plz share 😍

Bạn đang đọc truyện trên: Truyen2U.Pro