Chapter 1

Màu nền
Font chữ
Font size
Chiều cao dòng

It was night, but still people were active in streets. A girl could be seen buying snacks for herself and exiting a general store. She was walking back home when she saw a car coming her way, she screamed and jumped out of the way falling on the other side. She looked back angrily.

"Dekh kar nahi chala saktay kya?"

She shouted at the car driver. The car stopped and a handsome man stepped out rushing to her, she looked up at him.

"Sorry, really sorry, mera mind disturbed tha, aaiye uthiye."

He helped her stand and she stepped away from him.

"Oh mister, mind disturbed tha toh gaari kiun chala rahay thay? Abhi martay martay bachi hoon tumhari wajah se main, abhi mar gayi hoti toh kya meri dead body ko sorry bolte aur main zinda khari uthti?"

"Sorry kaha na, itni courtesy hai mere mein, nahi hoti toh aise he chhor kar drive off kar leta, aap ko lagi toh nahi?"

"Nahi lagi, lekin agar lagti na toh tumhari haddi pasli ek ho jaati abhi, aainda dekh kar chalana warna tum pe attemot to murder ka case ho ga direct."

"Don't worry, aainda aap ko shikayat ka mauka nahi milay ga."

She walked off. He too walked to his car and drove off. She entered her home.

"Shukar aa gayi tu, aainda nahi jaana is time bahar, jaana ho toh din mein jaya kar Siya."

S~maa, humesha jaati hoon aur sahi salamat aati hoon, lekin sab aap ki duao'n ka he asar hai

"Chal chal abhi makkhan mat laga."

Siya chuckled and saw an old lady coming towards her.

S~dadi (Nilamma) , dekho main aap ki favorite ice cream laai hoon

N~thank you beta, dekha meri Siya sab se ziada mujh se pyaar karti hai isliye sirf mere liye he socha is ne Anupama bahu (Siya's mother)

An~haan haan mujhe achhi tarah pata hai wo kis se sab se ziada pyaar karti hai

"Mujh se." They all turned to see a young boy.

S~haan, tujh se bhi Tusshar, isliye dekh tere liye bhi teru favorite chocolate le aai, ja aish kar

T~thank you, dekha, di mujh se sab se ziada pyaar karti hai aap dono ko nahi

"Nahi, mujh se pyaar karti hai." They saw a girl a little younger than Siya.

S~haan haan tujhe bhi karti hoon, isliye main apne liye jo bhi laai tujhe sab share karaun gi theek hai Rashmi

Rashmi pouted, Tusshar smiled at her teasingly.

S~maa, aap ke liye na main milo le aai, kiun ke raat mein aap ko craving hoti hai na

An~thanks bacha, dekh tere papa bhi agaye

S~aray papa (Rakesh), dekho main aap ke liye kya laai, aap ka pan

They all giggled

Rk~thank you

 

The man who earlier met Siya, halted his car outside his mansion (Jindal Mansion). He stepped down and entered inside his lonely house, he took off his shoes and walked to the bar in his house and drank excessively.

"Maa, I miss you, aap kahan gayi mujhe chhor kar?"

"Main yaheen toh hoon isi ghar mein Raghav beta."

He looked up to see his mother sadly, he extended his hand to touch her but his hand passed through her.

R~phir aap ko haath kiun nahi laga paata? Aap meri imagination ho na? Jao phir, real nahi ho, hai na? Maa mujhe sab galat samajhte hain, papa aap ki suicide ka reason thay isliye toh maine unhein maar diya. Kaash aap zinda hotay usay tab he maar deta, aap ko toh nahi khota na? Mere paas wapis aa jao na maa

"Ro mat, tujhe main aisay rota hua nahi dekh sakti."

R~toh chhote se Raghav ke baare mein bina sochay samnjhay aatma hatya kiun ki? Isliye ke main bhi usi rakshas ki aulaad hoon hai na? Husband achha nahi hota toh us ke bachay bhi kahan achhay lagtay hain

"Main tujhe bohat pyaar karti thi beta."

R~nahi kartay, aap ne chhote Raghav ko rakshas ban'ne pe majboor kar diya, us raat bhalay he us rakshas ki hatya ho gayi, lekin phir ek nanhay rakshas ne bhi janam liya tha

"Aisa nahi boltay, tu rakshas nahi hai, tu kisi ko hurt hota hua nahi dekh sakta tu toh moam ka bana hai bachay, tu mera raja beta hai."

R~aap koi mujh se pyaar vyaar nahi karte, aap ki wajah se he nanhee si umar mein mere haath khoon se rang gaye, agar aap himmat karte us ke khilaaf awaz uthaate toh aaj hum dono khushi se rehte, lekin aap ne aatma hatya ki, apne bete ko us rakshas ke saath chhora, mera bachpan jala diya, us rakshas ko main maarne par majboor ho gaya aur apna bachpan salaakho'n ke peechhe guzara, look what you've turned me into, aap bohat buray ho, bohat buray, go! Jao yahan se I hate you! Jao!

She disappeared.

 Siya was shopping in the mall when she collided into Raghav, they both were shocked to see each other.

S~tum? Tum toh wohi ho na....

R~haan and I did say sorry

S~oh yes, last time car se takkar maarne walay thay, is baar khud he takra gaye

R~oh haan na, dunia gol hai, kaheen na kaheen ja kar apno'n ke he nahi balkay ajnabiyo'n ke bhi sar aapas mein takraate he hain

S~jee bilkul, waise he jaise aaj hum dono takra gaye, hai na?

R~jee haan

She smiled slightly and continued with her shopping. Raghav approached her.

R~actually idea nahi tha isliye poochhne aa gaya

S~kya?

R~nutella theek hai ya chicken spread? What's healthy?

S~kuchh bhi healthy nahi, dono he fats barhaane wali item hain mister, grass fed butter theek rahay ga

R~oh thanks madam

S~Siya, myself Siya Sharma

R~Raghav Jindal

S~see you around

R~yeah

They parted ways.

Siya was losing her senses on the road one day, Raghav saw her and rushed to her and held her in his arms before she touched the ground.

R~Siya?

He tried waking her up but she didn't wake up and so he lied her on the nearby bench and took some water from his water bottle and splashed it on her face, she woke up, he helped her sit up.

R~you okay?

S~haan wo bas chakkar aa gaye thay

R~wait, (he went and came back with a plastic glass with orange liquid in it) ye lo isay pi lo

S~ye kya hai?

R~calcium ki tablet, ye sab calcium ki deficiency se hota hai

S~oh, thanks

She drank it and gave it back to him. After sometime she fekt fine.

S~thanks aap ne meri help ki, warna raste mein behosh ho jaati aur kisi ka shikaar ban jaati

R~lekin us se pehle he main aa gaya

S~Almighty ne aap ko bheja

R~Almighty? Wo kya hota hai?

S~wohi jis ne hum sab ko banaya hai, paida kiya hai

R~yeah right, sab kuchh chheen liya mujhse mujhe bana kar

S~kya?

R~rehne do, tum nahi samjho gi, chalo ghar drop kar doon, come

He took her and dropped her home and left.

 Cover page

Bạn đang đọc truyện trên: Truyen2U.Pro