Lets Shop

Màu nền
Font chữ
Font size
Chiều cao dòng

Preeran and Rishabh reached the mall.

Karan and Rishabh got out of car. Karan opened the gate for Preeta. She happily came out and held his hand while Rishabh was getting jealous.

They first went to shop for clothes.

Salesgirl: Sir, aapko pehle apne liye kapde dekhne h ya inke liye (pointing towards preeta)

Karan: Pehle aap meri your highness ki hi dress dikha dijiye... Iss shop ki best dress... Meri babydoll k standard se match krni chahiye...

Preeta blushed.

Salesgirl: Ofcourse sir..

Salesgirl (pointing towards Rishabh) : Sir old logo ke kapde uss section m h..

Preeran started laughing listening this. Rishabh glared the girl

Rishabh: Main koi old man nhi... Inka (pointing towards Karan) bada bhai ho

Karan: Koi nhi bhai... Galatfehmi hui hogi.. Chod.. Tu jaake apne kapde dekh.. Main aur babydoll.. Uski dress decide krte h...

Karan: Chale your highness..

Preeran left behind the salesgirl while Rishabh was thinking of a plan to separate them.

Preeta tried a dress of black colour.

Karan: Rejected

Preeta: Achi toh h... Kyu...

Karan: Babydoll maana kii black mera fav colour h... Par engagement hum dono kii h.. Toh dress tumhare pasand kii hogi..

He went to the salesgirl.

Karan: Aap ek white dress dikhaye.. Beautiful just like my babydoll.. Aur haa long or thodi comfortable honi chahiye..

Salesgirl: Ofcourse sir..

Preeta came and kissed his cheek.

Preeta: I am so lucky to have u in my life.

She was going but Karan pulled her.

Karan: Tum aise public places m mere saath badtameezi krogi..

Preeta: Ha toh mere hone wale pati ho..

Karan: Toh vo darhi wala bakra bhi toh tumhara hone wala pati tha.. Usse toh itne rights nhi the..

Preeta: Oh bajarbattu.. Uss manhoos ka naam leke mera mood mt kharab kro.. Aur tumhare paas itne rights isliye h kyunki...

Karan: Kyunki..

Preeta(huskily) : Mr. Luthra... You are special for your babydoll..

Saying this, she ran to the trial room and came out wearing a dress.

Her look😇

Karan was just lost in her. She came forward.

Karan came back to his senses.

Karan: This is just perfect...

Preeta: Achi h na.. Mujhe bhi bahut achi lagi...

Karan(to Salesgirl) : Pack this one..

Preeta went to trial room while Rishabh came to Karan.

Rishabh : Tu bhi jaa.. Preeta jii k saath..

Karan: What nonsense bhai... Abhi meri or babydoll ki shaadi nhi hui h.. Main usse uncomfortable nhi kroga.. Bilkul nhi..

Rishabh: Karan.. Mere kehne ka mtlb tha... Vo tujhe bula rhi h..

Karan: Hahaa.. Bhai... Mzak toh acha kr.. Agar usse mujhe bulana hota.. Toh vo khud mujhe bula leti... Vo meri hone wali wife h.. Aur usse pehle meri best friend.. Vo mujh pr tujhse jyada trust krti h...

Rishabh: Karan jab tu counter p tha.. Tb unhone awaz lagayi... Koi zaruri kaam hoga dekhle..

He somehow convinced Karan and sent him to Preeta's trial room.

Rishabh (in mind) : Ab preeta ji lagayegi karan ko jor ka thappad.. Unki disrespect krne ke liye...

Karan stood outside her trial room.

Karan: Babydoll tumne bulaya..

Preeta: Nhi karan..

Karan(in low voice) : Phir bhai ne aisa kyu kaha..

Karan: Babydoll tum bahar aa jao.. Aur bhi shopping krni h.. Main jaata hu..

Preeta: Nhi karan.. Ruko... Tum andar aao..

She opened the door and pulled Karan inside.

Karan was mesmerised seeing her in bridal attire.

Preeta: Woh.. Maine yeh waha dekha.. Aur mujhe pasand aaya.. Isliye... Bas..

Karan came forward, turned her towards mirror and backhugged her.

Karan(huskily) : Aaj babydoll tumne toh khoobsurati k saare record hi tod diye... Konsa gaana tha vo..

Karan: Ek ladki ko dekha toh aisa laga.. Jaise khilta gulaab.. Jaise karan ka khwab..

(Remember my bollywood keeda😳)

Preeta: Hain... Shayar ka khwab hota h.. Naaki karan ka khwab..

Karan: Par mere alava tumhara khwab main kisiko dekhne thodi doga..

He parted her hair and kissed her shoulder.

Preeta was getting weak in front of him. She turned and pulled him into a passionate kiss.

Rishabh(outside) : Yeh ho kya rha h... Thappad ki awaz aayi na karan.. Chl kya rha h...

Preeran were lost in each other.

Karan came back to senses.

Karan: Babydoll kya tum bhi... Chalo ab bahar.. Mere kapde bhi decide krne h..

He went outside. Preeta changed and came. He forwarded his hand. Preeta happily held his hand.

While some people who saw Karan getting out of Preeta's trial room were badmouthing them...Rishabh listened and smirked...

Rishabh (in mind) : Ab toh pkka thappad pdega karan ko... Uski wajah se preeta ji ki badnami ho rhi h..

Preeran came towards them, held each other's hand and kissed each other in front of everyone.

Rishabh's face grew pale seeing this.

Preeran broke.

Preeta: Kya kh rh the aap log... Kii hum gulchaaree uda rhe h... Jii nhi... He is The Karan Luthra and I am to be Mrs. Preeta Karan Luthra. I am his fiance.

Karan: Aur hum jo bhi kre, aapko kisne haq diya hmara character judge krne kaa..

They both left holding each other's hand.

They shop for Karan's clothes.

Karan came out after trying the fourth black dress for him.

Preeta : Rejected..

Karan: Kya babydoll.. Tum ne khud se hi saare black dress alag kiye aur ab tumhe koi pasand nhi aa rha h..

Preeta: Toh tumhe black pasand h.. But yaha black m kuch acha nhi h..

Preeta went and brought a dress for him.

His look..

Preeta: Perfect

Karan: Ghum phir ke lii toh tumne white hi na..

Preeta: Toh main kya karo.. White tum p acha lg rha h..

Karan: Jsa aap kahe, your highness.. Ab chale...

Preeran went to buy rings for engagement. Rishabh follkwed them angrily...

Both selected beautiful rings for each other. Preeta was trying earrings when Karan made her wear a pendant from back..

She was shocked.

Preeta: Karan yeh kya h...

Karan: Babydoll yeh meri taraf se tumhare liye engagement gift.

Preeta touched the pendant. It had photos of her parents.

Tears came to her eyes seeing the pendant.

She kissed the pendant.

Preeta: Thank u karan... Mujhe lga isme hamari photo hogi... Par isme toh... Tum bahut ache ho karan... Bahut ache..

Karan kissed her forehead while Rishabh fists his hand in anger.

Karan: Babydoll main toh live tumhare saath hi rhta hu.. Aur mujhe pta h tum aaj bhi sarla ma aur papa ko bahut miss krti ho... Isse vo hmesha tumhare dil k paas rhege..

Preeta smiled with happy tears.

Karan: Aur rhi baat hmari toh kal mere naam ki engagement ring tumhare haath m hogi aur filhaal k liye..

He made her wear a bracelet.

Karan: Ab main hmesha tumhare saath rhoga..

Preeta : kse..

He pressed the heart hanging from bracelet..

It had Karan's voice.

'Baatein yeh kbhi na... Tu bhulna... Koi tere khaatir... H jee rha.. Jaye tu kahi bhi... Yeh sochna... Koi tere khaatir.. H jee rha'

Preeta was overwhelmed.

Karan wiped her tears and kissed her cheeks.

Karan: Meri babydoll, now smile..

Preeta smiled and hugged him. All were admiring them except Rishabh who broke the glass in his hand seeing them.

They were leaving. Preeta had difficulty in walking.

Karan: Your highness, aap aise kyu chal rhi h..

Preeta showed him her heels. Karan smiled and picked her up in his arms. Rishabh and Preeta were shocked.

Preeta: Karan utaro mujhe..

Karan: Your highness... Aapka slave aapki kidhmat m haazir h..

He winked. Preeta smiled.

They were driving back to Luthra House but Preeta asked Rishabh to stop the car.

Karan: Kya hua babydoll..

Preeta: Rishabh jii aap jaake do pizza le aayiye na... Mujhe bahut bhukh lagi h...

Karan: Babydoll... Main..

Preeta : Nhi tum ruko.. Rishabh jii aap jayiye..

Rishabh smiled and went while Karan was jealous.

Preeta: Ab tumne kyu muh fula liya..

Karan: Tumne bhai ko kyu bola... Main bhi tha na..

She slapped her forehead.

Preeta: Bevkofo ke sartaaz... Tumhe mujhe akela chodke pizza lene jaana tha..

Now, Karan understood what she did and gave his cute dimple smile.

Preeta kissed his dimples.

Rishabh came and saw them.

Rishabh: Yeh lijiye preeta jii...

Preeta gave the boxes to Karan.

Karan: Babydoll tumhe bhukh lgi thi... Tum khao..

Preeta: Oh bajarbattu... Mere saamne jyada over smart mt bno.. Mujhe pta h tumhe kitni bhukh lg rhi thi... Tumhare chehre pr 12:00 aise hi thodi baje hue the..

Karan (in mind) : Babydoll ko bina bole... Pta chl gya... Kii mujhe bhukh lagi h.. Kitni achi h meri babydoll..

Preeta asked him to eat while Rishabh drove to Luthra House.

Preeta and Shrishti along with daadi and Jaanki stayed at Luthra House for a night.

Precap

Night out and a cute gesture...

**********

1500 words ka h.. Preeran_love... Baaki next part m...

Do leave a paragraph... Kuch log meri do leave a word wali line serious lete h... Toh ab yeh wali bhi lena😎😉

Bạn đang đọc truyện trên: Truyen2U.Pro