Chapter 17

Màu nền
Font chữ
Font size
Chiều cao dòng

Avni was angry after watch dayawanti mehta in news.

Avni: dayawanti Mehta ab main agai hun tum se apne ek ek ansoo ka hisab lungi tum ne mujhse mere maa papa dono ko chin liya main tumhe chorongi nahi tumhari waja se pichle ek saal se akeli reh rahi hun main ab tum sab ke sath reh kar bhi akela mehsos karogi ye mera wadda hai tum se.

At night avni went to the window and think about Neil and his interview.

Avni: kitne udas lag rahe tum Neil aaj bhi bilkul waise hi ho bilkul nahi badle lekin tumhari ankhen kitni udas thi asa lag raha tha jaise apne ansuon ko rok kar rakhte ho.

On the other side Neil was sitting in his room then the wind blows and he hears the sound of wind chimes which he brought from avni's room because these were her favorite he smiles and went to the window and touches them then he look at the moon.

Neil: ek saal avni ek saal ho gaya hai tumhe gaye howe aur tum ne baat karna to dur ek baar murh kar bhi nahi dekha kahan ho tum avni.

Avni: neil main bohat kareeb hun tumhare lekin phir bhi bohat dur hun tumse janti hun bohat pyaar karte ho mujhse lekin ab hum kabhi ek nahi ho sakte kyun ke ab hamare raste alag hain neil.

Neil: kyun avni. humare sath asa kyun ho raha hai.

Avni: pata nahi shayad yahi humari kismat main tha.

Neil: avni kyun chor kar chali gai mujhe please wapis ajao avni please.

They cries and flashes from their first meeting till separation.

Song: chalte chalte.

Doob gaya hai jaise dard mein dil
Aansu bhari hain ab aankhein

Tanhaaiyon ki jo rut aa gayi
Ujdi hui hain sab raahein

Socha tha paayenge
Dono ek manzil ko

Raahein jo badli
To tum hi bata do

Chalte chalte gum
Kahan kaafle ho gaye

Hm mm mm oh kho
Gaye kahan raaste

Pyaar humko bhi hai
Pyaar tumko bhi hai
To yeh kya silsile ho gaye

Bewafa hum nahin
Bewafa tum nahin
To kyoon itne gile ho gaye

Chalte chalte kaise
Yeh faasle ho gaye

Hm hm hm ho kya
Pata kahan hum chale

Hm kya pata kahan hum chale.

Avneil were looking at the sky and crying then Avni's phone rings she went to picks it from the couch and smiles.

Avni: hello.

On the other side shushma aunty shown.

Shushma: kaisi hai avni?

Avni: main theek hun aunty aap kaisi hain?

Shushma: main theek hun tu sahi salamat Mumbai pohanch gai na.

Avni: han aunty sorry main aap ko call karna bhul gai.

Shushma: koi baat nahi apna dihan rakhna aur ho sake to apni is aunty se milne anjana pata hai tere bina bilkul acha nahi lagta ab to koi mere ghar ka shisha bhi nahi todhta.

Avni smiles.

Shushma: ab to teri gang ke bache bhi nahi khelte yahan aur bau ji bhi bohat udas rehte hain.

Avni: aongi aunty ek baar dayawanti ko saza dilwa dun phir aongi.

Shushma: jo bhi karna sambhal ke karna.

Avni: ji aunty don't worry and thank you mera sath dene ke liye is ek saal main aap ne bohat sath diya mera aap ne apne shimla wale ghar main rehne diya Neil ko kuch pata nahi lagne diya thank you so much.

Shushma: ab tu mujhe thank you bolegi samne hoti na to ache se kaan khicti tere.

Avni smiles.

Shushma: chal ab main phone rakhti hun apna dihan rakhna.

Avni: ji aap bhi apna dihan rakhiye ga bye.

Avni cuts the call and thinks.

Flashback:

Avni was sitting in her room and thinking then she gets the call from shushma avni picks the call.

Shushma: kaisi hai meri bachi.

Avni: theek hun.

Shushma: kuch khaya main soch rahi thi tere liye poha bana laon.

Avni: nahi aunty thank you maine khana kha liya hai aunty aap mujhe beti manti hain na.

Sushma: han beta asa kyun puch rahi ho.

Avni: kya aap meri madad karengi.

Sushma: han bol beta kya karna hai?

Avni: aunty main kuch time ke liye yahan se dur jana chahti hun.

Shushma: theek hai to hum dono kuch din ke liye shimla chalte hain wahan humara ghar bhi hai.

Avni: nahi aunty main akele jaongi main kuch din akele rehna chahti hun.

Shushma: per.

Avni: please aunty aur please Neil ko is bare main pata nahi chalna chahiye warna wo mujhe jane nahi dega main apna phone bhi yahin rakh kar jaongi.

Shushma: theek hai agar teri yahi marzi to yahi sahi lekin tujhe shimla jana hoga humare ghar ta ke mujhe tere bare main pata chalta rahe tu kaisi hai.

Avni: theek hai thank you ab main rakhti hun phone.

Avni cuts the call and packs her bag then write the letter for the Neil.

Flashback ends.

Avni was thinking.

Flashback:

At late night avni went out from her home and shushma aunty was waiting for her she hugs her.

Shushma: dekh main ab bhi keh rahi hun main chalti hu.

Avni shook her head.
Shushma: chal theek hai apna dihan rakhna aur ye le phone aur pohanchte hi phone karna samjhi.

Avni nodes yes and hugs her she went.

Flashback ends.

Avni thinks and her hair came at her face because of the wind she again went to the wind and feels the air Neil was standing near the window and close his eyes.

Neil: aaj ye hawain itni badli badli si kyun hain kyun asa lag raha hai ke ye hawain tumhe cho kar ayi hain.

Neil smiles.

Neil: good night moon and say good night to my love avni.

Avni: good night moon good night Neil.

Avni went to her room and Neil went to his bed both were laying on the bed and thinking about each other.

Late night avni was sleeping and she get the flashes of neela maa's death that she falls down in front of avni she wakes up with a jerk.

Avni: maaaaa.

On the other side Neil wakes up.

Neil: avniiiii.

Both were sweating.

Neil: mujhe asa kyun lag raha hai avni ko meri zarorat hai.

Neil saw avni's picture on the side table and picks it.

Neil: avni kahan ho tum I hope tum theek ho.

On the other side avni was crying by hugging her parents picture frame.

Avni: I miss you.

She kiss the picture and caress it next morning Neil wakes up and see avni's picture on the side table and picks it.

Neil: good morning Avni ab to wapis ajao aur kitna tarpao gi mujhe.

Neil put it back to the side table and went to get freshen up and after that he went to the police station before his family members wake up and talk about their favourite topic his marriage on the other side avni was doing exercise in her home after that she also went to freshen up on the other side Neil was sitting in his cabin then dd comes there.

Dd: good morning sir.

Neil: morning dd avni ke bare main pata chala.

Dd shook his head.

Dd: ek baat puchon as a friend.

Neil: Han puch na dd.

Dd: pichle ek saal se tum avni ji ko dhondh rahe ho akhir asa kab tak chale ga?

Neil: jab tak wo mil nahi jati.

Dd: tumhe ab bhi lagta hai wo milegi daily avni ki aunty ko call kar ke puchte ho ke wo wapis ayi ya nahi un ki pic takreeban her city ke har police station main bejh di hai is umeed main ke shayad avni ji ke bare main kuch pata chal jaye lekin aaj tak un ke bare main kuch pata nahi chala.

Neil: aaj tak pata nahi chala to is ka matlab ye nahi hai ke pata hi nahi chale ga.

Dd: Neil wo nahi ayegi.

Neil: wo ayegi Dd wo zaror ayi gi mera dil kehta hai wo aye gi aur pata nahi kyun lekin aaj kal usay apne bohat kareeb mehsus karta hun asa lagta hai wo mere aas pass hi hai aur jald hi humari mulaqat hogi.

Dd: pagal ho gaya hai avni ke pyaar main is se ke pehle pura pagal ho jaye move on kar le itni khubsurat larkiyan hain duniya main aur tere piche to kitni pari hain aur tu hai ke avni avni karta rehta hai meri baat maan avni se bahar nikal aur dekh ek se ek achi larki mile gi tujhe.

Neil: lekin wo larki avni nahi hogi na avni jaisi koi ho hi nahi sakti sab se alag hai meri avni.

Dd shook his head.

Neil: acha ye sab chor aur ye bata wo xyz case ki postmortem report ka kya howa abhi tak to report aa jani chahiye thi.

Dd: main pata karta hon.

Neil: hmm jaldi pata kar aur jo family members ke statement the wo file bhi le kar aa.

Dd: yes sir.

He went Neil thinks.

Neil in mind: mujhe dayawanti mehta ke khilaf bhi sabut dhondhne honge.

Neil thinks On the other side avni was planning for her first attack she was looking at the board where she pinned the pictures of family member of mehta family and some newspaper cutting she hears the door bell and shocked.

Avni: is time kon ho sakta hai.

She picks the vase and went to open the door she was about to hit the person but stops.

Bạn đang đọc truyện trên: Truyen2U.Pro