Chapter 41

Màu nền
Font chữ
Font size
Chiều cao dòng

Avni was angrily looking at Neil they were shocked to see avni Neil and Aladin get up.

Avni: wah Kya baat hai kafi gehri dosti ho gai hai aap dono ki nahi.

Aladin: avni tu galat samjh rahi hai.

Avni: sahi kaha aap ne guru ji main ab tak sab kuch galat samjh rahi thi.

Neil and Aladin shocked because avni always called him partner but today she called him guru ji Aladin get hurt.

Avni: Kya khel khela aap dono ne mil kar.

Aladin: dekh teri narazgi gussa sab jaiz hain lekin.

Avni: lekin hum majbor the right.

They look at her.

Avni: Kya howa chup kyun ho gaye boliye.

Neil and Aladin shocked she never talked to Aladin like that.

Aladin: avni ye sab mera plan tha Neil ki is main koi galti nahi hai tujhe jo bhi kehna hai mujhe keh.

Avni: kyun Neil doodh peeta bacha hai ke aap ne usay jo kaha us ne kiya pyaar karta tha na ye mujhse bharosa nahi tha mujh per ye kaise pyaar hai jis main bharosa hi nahi hai.

Neil shocked.

Aladin: avni bus bohat howa jo mann main araha hai bole ja rahi hai tu Neil ke pyaar per shak kar rahi hai tune bhi to Neil se sach chupaya tha na jhoot bola na ye jante ke wo tere sath hai tu ne jhoot bola kyun. Kyun ke tu us ki jaan khatre main nahi dalna chahti thi to

Avni shocked Neil interrupted.

Neil: Aladin.

Neil shook his head.

Aladin: nahi Neil bohat howa aaj mujhe baat karne de bol avni agar tune jo kiya wo sahi to jo Neil ne kiya wo galat kaise bol.

Avni shocked she take steps back.

Neil: avni avni tum Aladin ki baat ko mat suno meri galti thi main manta hun.

Avni: sahi kaha aap ne sab meri galti hai sab meri galti hai aap dono ki koi galti nahi hai main hi is laik hun.

Neil and Aladin shocked avni lost her senses.

Avni: pehle mere apne kaka ne mere papa ko maar diya phir meri apni Dadi mujhe marna chahti thi nahi chahti thi nahi chahti hain meri jaga meri mamma ko maar diya un logon ne aur jin do logon per maine sab se zyada bharosa kiya unhi do logon ne mujhe sab se bara dokha diya mujh per bharosa nahi kiya pehle mujhe mere khoon ke rishton ne dhoka diya aur ab dil ke rishton ne.

Neil and Aladin shocked.

Avni: nahi itne sab log galat nahi ho sakte galti meri hai main hi galat hun mera hona hi galat hai.

Avni slap herself Neil and Aladin shocked her one hand had bandage but she didn't care about that.

Avni: sab meri galti hai sab meri galti hai sab meri galti hai.

Neil: avni.

Neil went to her and holds her arms.

Neil: avni Kya kar rahi ho ho Kya gaya hai tumhe pagal ho gai ho Kya.

Avni was crying Neil hugs her.

Neil: bus shant ho jao.

They cries then Neil breaks the hug and cup her face avni look at him.

Neil: shant ho jao khud ko itni takleef mat do meri galti hai marna hai to mujhe maro apne aap ko nahi tum mujhe apne aas pass nahi chahti na theek hai main chala jaonga yahan se bus ek baar tum theek ho jao phir main tum se tumhari zindagi se bohat dur chala jaonga apni shakal tumhe kabhi nahi dikhaon ga main jaan gaya hun ke hum dono ke raste alag alag hain.

Avni shocked.

Neil: hum kabhi ek nahi ho sakte is liye nahi ke hum dono ek dusre ke liye nahi bane balke is liye ke tum ne ye than liya hai ke tum apni zindagi main mujhe kabhi accept nahi karogi tum yahi chahti ho na main tumhari zindagi se dur chala jaon to theek hai main chala jaongi bus tum ek baar theek ho jao kuch din to tum mujhe bardasht kar sakti ho na wo Kya hai main ase tumhe chor kar nahi ja sakta ye mere bus main nahi hai lekin I promise us ke bad main chala jaonga bus kuch din ki baat hai.

Avni was looking at him.

Neil: chalo ab chal ke rest kar lo.

Neil hold her hand and support her by keeping the hand on her shoulder avni was looking at him he took her to the room and made her lay by setting the pillow at her back.

Neil: tum rest karo main chalta hun.

Neil smiles and went avni think after sometime Neil came and feed her She silently have it then they hear the door bell.

Neil: main dekhta hon.

Neil get up.

Avni: pehle check karna kon hai phir kholna.

Neil nods and went he saw from the window and shocked.

Neil saw from the window and shocked to see dayawanti mehta and riya.

Neil: dayawanti mehta ye yahan Kya karne aai hai.

Neil think and went to avni.

Avni: Kya howa kon aya hai?

Neil: wo dayawanti mehta.

Avni shocked.

Avni: wo yahan?

Neil: Han kahin usay pata to nahi chal gaya tum avni ho.

Avni shocked.

Avni: nahi asa nahi ho sakta agar asa hota to ase nahi aati.

They again hear the door bell.

Avni: main dekhti hun.

Neil: avni tumhari jaan ko khatra ho sakta hai.

Avni: Neil kuch nahi hoga.

She went Neil think and take out his gun from the cupboard he think and went he hide behind the dinning table avni open the door and smiles to see dayawanti mehta and riya they also smiles.

Avni: Dadi ji riya aap log yahan what a pleasant surprise aaiye please andar aaiye.

Neil smiles.

Neil: nautanki.

He messaged to Aladin to not come out dayawanti mehta is here then he hears them.

Avni: please bethiye.

They sits.

Dm: hum bus yahan se guzar rahe the to socha tum se milte chalen.

Avni: so sweet of you Dadi ji.

Dm: ab kaisi ho.

Avni: pehle se kafi better hon Dadi ji.

Dm: chalo acha hai jaldi se theek ho jao.

Avni: ji Dadi acha aap log bethiye main aap logon ke liye kuch le kar aati hun.

Dm: aray nahi nahi is ki koi zarorat nahi hai hum to bus tumhe dekhne aae the bus tum betho humare sath.

Avni: ase kaise main Abhi bana kar aati hun.

Daya: nahi tu bus beth aur agar meri baat nahi mani na to main naraz ho jaongi.

Neil in mind: as if she care.

Neil smiles.

Avni: aray nahi Dadi ji please asa mat Kahiye.

Dm: to chup chal Beth.

Avni: ok Dadi ji aap ki company ka Kya howa.

Dm: kuch nahi lekin Hum koshish kar rahe hain jald hi kuch ho jaega.

Avni: I hope jald hi sab theek ho jaye.

They smiles they talk for sometime.

Dm: ab hum chalte hain.

Avni: itni jaldi thori dair bethiye.

Dm: nahi kuch kaam hai phir kabhi aur tu jaldi se theek ho ja aur phir humare ghar aana.

Avni: ji Dadi.

Then they went avni close the door Neil get up avni turns he came to her she saw the gun in his hand he keeps that inside his shirt Avni look at him and think.

Bạn đang đọc truyện trên: Truyen2U.Pro