Part 12

Màu nền
Font chữ
Font size
Chiều cao dòng

Kareena went back in her room. Preeta was standing there only. In Room, Karan came out of washroom after taking bath, he start wondering where preeta had gone, but he was sure that she must be either on terrace or standing at any window. He was about to go but his phone rings.

Karan : (picked the phone) ha srishti bol, itni raat ko phone ki, Sab thik to hai na.

Srishti : (on phone) ha Karan si... I mean jiju, yaha to Sab thik hai, but waha par thik nahi hai.

Karan : (confused) yaha Kya thik nahi hai, tu Kya bol Rahi hai, saaf saaf bol na.

Srishti : pehle bataaiye, di kahaan hai, wahaan hai room me.

Karan : nahi yahaan nahi hai preeta, niche hai shaayad, tu Bata Kya bol rahi thi tu.

Srishti : ha, um....wo................ Wo actually na jiju, mujhe na di ki bohot fikr ho Rahi hai.

Karan : ha srishti mujhe pata hai, tu uski behen hai na, aur Tere liye wo Sabse zyaada important hai aur itna Sab kuch Jo hua hai. But don't worry main use acche se sambhal lunga.

Srishti : ha jiju, pata hai aap unhe sambhal lenge but Meri tension koi mamuli nahi hai. Jiju dekhiye dhyaan se suniye, main na Meri di ko bohot acche se jaanti hu, abhi na wo bohot pareshaan hai. Mujhe nahi pata aapko pata hai ya nahi, but kuch to hai Jo di ko bohot sata raha hai. Aap please us baat pe dhyaan dijiye, wo bohot stressed hai.

Karan : (in mind) Sach me srishti aur preeta ek dusre se bohot pyaar karte hai, isiliye Jo kisiko nahi dikha wo srishti ko dikh Gaya. Bhale hi srishti kitni bhi jhalli hai, but wo apni behen ke liye kuch bhi Kar sakti hai.

Srishti : (shouts) Karaaaan jijuuuuuu

Karan : (shocked) aahhhh, (rubbing his ears) Kya hai srishti, kyu chilla Rahi hai.

Srishti : aap kaha khoye hue ho, main kitna aap ka naam le Rahi hu. Ek minute, ek minute, main kabse itna kuch akele hi badbad kiye jaa rahi hu Kya, aap kuch sun rahe hai ya nahi.

Karan : are haa na, Maine suna dhyaan rakhunga main preeta ka, tu tension mat le aur rakh phone, bye

Srishti : ok ok bye

Karan : (teasingly, before cutting the phone) aur haa Sammy jaag raha hai, chaahiye to call karle.

And cuts the phone.

Srishti : (shocked) Kya, aap....

She found phone cut. She blushed then.

Srishti : (to herself blushingly) Kya Karan jiju bhi na.

On the other side,

Karan keep the phone and sighed. He went down to see preeta, he saw her standing in the hall, near a window. He went downstairs. Preeta feels Karan coming towards her, she immediately wipes her tears. Karan went to her and tap her shoulder. She turned and found no one there she wondered who it must be, she again turned to her original place and.....

Preeta : (scared keep her both hands on her face) aaaaaaaahhhhhhhhh.

And she hear someone's laugh, she remove her hand and found Karan laughing, she understands he is the one who tap on her shoulder and scared her.

Karan : (laughing) ohh......oh god preeta,.....tumhaara face to dekho.....tum ki...kitna dar gai....hahhhahhahha

Preeta was glaring him angrily, while he control his laugh seeing her glare.

Karan : (making faces) Kya hua aise kyu Dekh rahi ho.

Preeta : uggghhhhhh

She turned behind but Karan pull her hand and turned her towards him.

Karan : accha sorry, sorry abhi chalo room me sone ke liye.

Preeta : (annoyingly) ha tum jaao main aa jaaungi.

But to her surprise Karan picked her in his arms, she was shocked Karan started walking towards their room.

Preeta : (shocked) Kya Kar rahe ho tum, mujhe niche utaaro, Karan, utaaro na mujhe niche. Ugh, Kya Kare rahe ho.

Karan : (casually) chal raha hu, haa yeh, tumhe god me utha kar chal raha hu (he wink her).

She widened her eyes and huffed, because she knew it is useless arguing with him. They reached their room. Karan placed her on bed, she was about to run but Karan keep his one hand on other side of bed blocking her way and glared her.

Preeta : Kya hua hai, ghur kyu rahe ho, hato mujhe jaana hai.

Karan : nahi kahi nahi jaana hai, so jaao chup chaap.

Preeta : mujhe neend nahi aa Rahi hai, hato na.

Karan : aise kaise nahi aayegi so jaao jaldi.

He made her lie on bed in same position (Karan and preeta was on bed, karan's hand was on preeta's waist blocking her and his other hand was behind her head. Preeta's hand was on Karan's chest.) He was not letting her go while preeta was continuously trying to free from his grip. Karan glared her, he move close to her. They both were so close to each other.

Karan : (huskily in her ears) ab agar tum nahi sogi na, to dekho raat bhi hai, dastoor bhi, kaho to mom ki wish hi Puri kar deta hu agar tumhe jaagna hai to (wink)
(wish of pregnancy one)

Preeta : (shocked) nahi, nahi mujhe na bohot tez neend aa rahi hai.

Preeta immediately closed her eyes. Karan smiled at her behavior. After couple of minutes they both were in same position, preeta thought Karan must have sleep till now so she open her one eye and.......found Karan staring at her only. She again closed her eyes. She did the same after two minutes, this time Karan was glaring her. She remained her eyes open.

Preeta : (in mind) oh god, yeh sadiyal bajarbattu mujhe hi ghur raha hai Kya.

Preeta : wo paani, paani chaahiye.

Karan : ha.

Karan gave her water, she drank. He was glaring her only.

Preeta : Kya hua aise Kyu Dekh rahe ho.

Karan : Dekh raha hu, tum kitni badi nautanki ho.

Preeta : haaa, main koi nautanki nahi hu.

Karan : accha, wo to mujhe dikh hi Gaya.

Preeta : (innocently) are nahi, wo tumne kaha na, main uthi to...... Isliye Maine aakh khol ke dekha sirf.

Karan : (controlling his laugh) to, to...Kya preeta (coming back to before's position, but preeta was misunderstanding it) bolo na preeta. To Kya.....

Preeta : (immediately) to kuch nahi, mujhe neend aa rahi hai bohot.

She suddenly closed her eyes. He just can't help himself stop smiling. After sometime preeta really fall asleep. Karan sighed. He was feeling thirsty but there was no water in room, so he went out of room to kitchen. On the way, he listened some voices from arhaan's room. He saw door slightly open and arhaan was doing something with recorder in his hand.

Arhaan : (to himself) yeh to Zara bhi kaam nahi aa raha hai, pata nahi yeh sahi bhi hai ya nahi. Mujhe uski halat bhi nahi pata, main fir bhi yeh kar raha hu. Us par asar to kuch hi nahi ho raha hai.

"Kis par arhaan", arhaan became shocked. He turned and find Karan standing there.

Karan : kiski baat kar raha hai tu, aur itni raat ho gai tu soya nahi, tujhe to hamesha jaldi sone ki aadat thi. Aur yeh kiski baat kar raha hai tu.

Arhaan was just shocked seeing Karan standing there, he was so scared what to answer him.

********************************

preetakaran12345 mujhe dono me koi bhi ff ka update chaahiye, Maine yeh part sirf tumhaare liye likha hai. Now my update 😌😌😌😌 or else saare readers yeah ff bhul jaana 😌😌😌
Aur sabhi dekhlo, pura part me only preeran was there.

Bạn đang đọc truyện trên: Truyen2U.Pro