Part 28

Màu nền
Font chữ
Font size
Chiều cao dòng

Prithvi and sherlyn were so confused what to do, they were neither afraid nor confident. Their situation was like a statue. Suddenly police force came their.

Prithvi spotted them, and tries to run, but to his dismay, they get caught.

Inspector : bhaagne ki koshish to bilkul bhi karna hi mat, tum ham logo se bilkul nahi Bach paaoge samjhe.

Prithvi : (trying to be free) chodo mujhe, Maine kuch bhi nahi Kiya hai, hame fasaya Gaya hai, yeh log jhooth bol rahe hai.

Inspector : (angrily) aee chup.. hame sab pata hai, kisne kisko fasaya hai, tune hamari aankhon ke saamne apna saara gunah qubool kiya hai. To yeh nautanki mat hi Kar to behtar hai. Hamare paas saboot hai.

Prithvi : wo jhoothe hai, chodo hame.

Inspector didn't pay a heed to prithvi and sherlyn was still in shock.

Inspector : (to Karan) Mr. Luthra.. aap fikar mat kijiye, iske kiye ki saza ham ise barabar se de denge, aur yeh bhi pata lagayenge ki yeh dono Kyu aap logo ki property ke aur aap logo ke piche pade hai.

Karan : yes thank you so much inspector.

Inspector then went from there taking prithvi and sherlyn Karan, Preeta, airaa and malik sighed seeing him going.

Preeta : thank god Karan, prithvi aur sherlyn hamari Zindagi mein se hamesha ke liye chale gaye, bohot Khushi ho rahi hai mujhe.

Karan : ha, sach mein.

Malik came in front of Preeta and take her both hands in his hands.

Malik : Preeta di I am really sorry maine Jo bhi aapke sath Kiya mujhe sach mein kuch samajh mein nahin aa raha tha, aur saboot aise the us waqt mujhe pata hi nahin Chala Maine Kya Kiya I am really sorry. Mujhe bilkul andaza nahin tha tumhari health par itna bura asar padega.

Preeta : it's ok Malik I can understand, airaa aur tum bahut close ho. Don't feel guilty, us wakt tumhe Jo sahi laga tumne Kiya.

Malik : (to Karan) Karan sorry to you also I am really sorry please mujhe maaf kar de.

Karan : are mere Bhai Preeta ne kaha na tujhse it's ok aur Main bhi tujhe maaf kar diya us wakt waise bhi Puri sacchai bhi to hamein kahan Pata thi chal chod yeh sab aur gale lag.

Karan and malik hug each other being emotional.

Airaa : chalo ab Ghar chalte Hain

Preeta : ha chalo chalte Hain.

All four went home.

As soon is Karan and Preeta enter home they are called all the family members down everyone came down confusingly.

Rishabh : kya hua Karan tune Kyu bulaaya hamein achanak se.

Karan : Bhai tujhse kuch batana tha, tujhse nahin actually Tum sab se hamein kuch batana tha.

Rakhi : haan Karan puttar bol na kya hua

Karan and Preeta saw each other karan blink his eyes seeing Preeta she also nodded her head.

Karan : Kareena bua aapko kal doubt hua tha na hamare upar to actually usi bare mein batana tha.

Kareena : han Karan mujhe pata chal gaya main tum logon ki baten Suni thi, and I knew kuch Na kuch gadbad jarur hai bolo kya hua tha kal Ham sab ko bhi batao.

Rakhi : (tensed) Karan kya bol rahi hai Kareena di, kya hua tha kal par tum log to apne friend ke ghar par gaye the na.

Karan : nahin mom actually Ham dono ne aapse jhooth kaha tha.

Dadi : kya tum dono ne jhooth kaha tha, kyon kaha tha aisa aur tum log kal kahan the, aur yah chot kaise lagi bol Karan.

Karan : Batata honn woh actually...

Karan narrated the whole incident of prithvi and sherlyn, Malik and airaa, of college time, of trap, everything.

All was so shocked listening it. they were wondering how Karan and Preeta planned all this and executed without even their knowledge.

Rishabh : (shocked) Kya Karan sach mein itna kuchh Ho Gaya aur hamein Pata bhi nahin chala.

Karan : haan bhai woh Ham batana nahin chahte the tum log ko, aur tum log tensed ho jaate sab aur fir hamein Pata bhi to nahin tha hamara plan pura hoga ya nahi.

Kareena : but Karan tum log ne itna risk liye agar bhagwan na Kare kuch galat ho jata to.

Dadi : haan Karan Kareena ekdum sahi kah rahi hai, kuch bhi ho jaata to, wo prithvi Preeta ko kuch Kar deta to, tujhe kuch Kar deta to.

Preeta : lekin Dadi prithvi ne bhi itna bada gunah kiya tha uski saza Dena bhi to jaruri hi tha na, aur itna risk to Ham bhi le sakte the, aakhir hamari Koi galti nahi thi, to upar wala hamare sath bhi kaise kuch galat hone deta.

Rakhi : lekin puttar tum dono ek bar Bata to dete at least.

Karan : just chill mom sab ho gaya, abhi koi problem nahin hogi.

Karan get a call excuse to them and went after 2-3 minutes he came back with a bit serious face. Preeta noticed it.

Preeta : Karan kya hua kiska call tha aur tum tensed kyu lag rahe ho achanak se.

Karan : actually police inspector ka call tha, Rishabh inspector keh rahe hai ki un logon ne prithvi aur sherlyn ko apni custody mein liya, aur un logon ko bahut maara bhi hai, aur un logon ko blackmail bhi Kiya, lekin woh log batane ke liye taiyyar nahin hai aakhir aisi bhi Kya dushmani thi.

Rishabh : Karan tu tension mat le, tum logon ne bahut kuch kar diya hai, abhi prithvi ka aur sherlyn ka matter police ke upar chod de, agar batate to theek hai nahi to hamen upar wale ka shukar karna chahiye ham bach gaye hai itni badi musibat se, aur tum tension mat lo.

Rakhi : chalo abhi jo hua so hua, khane baith jaate Hain.

Karan : haan mom, chalo bahut zordaar wali bhook lag rahi hai.

Rakhi : ha Chalo.

After some time everyone gather on dining table for food, Preeta noticed Kritika still not there so she asked Kareena.

Preeta : Kareena bua kritika nahi aayi.

Suddenly kritika came and sat down.

Kareena : kritika, kaha rehti ho, pura din, har kaam ke liye bolna padta hai tumhe.

Kritika : offo mom, Mai web series dekhti rehti hu, itni interesting hoti hai.

Karan : oye, web series ki bacchi, kuch zyaada hi nahi bigadti jaa rahi hai aaj Kal tu.

Kritika : offo bhai, chup karo na, web series itni acchi hoti hai, aur to aur, uske heros ke proposals... Aye hayee, Dil aa jaaye aise proposals pe to (dreaming)

Preeta's hand with morsel stops near her mouth listening it. Karan noticed it.

Kareena : kritika bas karo, aur khaana khaa le jaldi.

Kritika : ok.

Everyone finished with their lunch and went in their respective rooms. While Preeta was having a bit gloomy face, she was doing work in room. Karan came from back and back hug her.

Preeta : Kya hua, karan.

Karan : kuch nahi..

Karan stopped her from doing work and turned her towards him.

Preeta : (confusingly) Karan kya kar rahe ho, chodo na kaam hai.

Karan : to tum apna kaam chodo, wo to baad me bhi hoga. Waise na Preeta (sadly) mujhe uski bohot yaad aa rahi hai, aayi hi nahi wo kabse.

Preeta got angry listening it.

Preeta : (jealous) accha...kiski yaad aa rahi hai, kaun nahi aayi bolo Zara.

Karan pull her from waist so closes to him.

Karan : (huskily) Meri bold waali babydoll ki. Kahan aai subah ke baad.

Karan wink her, preeta widened her eyes, then she look down blushingly.

Karan lift her chin up and kisses her cheeks.

He then leaned towards her lips and screen blurred.....

Precap : another surprise.

********************************

So, 2 more parts left 😂 any confusion, complains, suggestions merely welcome.
Thank you !


Bạn đang đọc truyện trên: Truyen2U.Pro