PART 26🖤

Màu nền
Font chữ
Font size
Chiều cao dòng

HAPPY READING

♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡

so the next scene starts from kartik and naira in pool of tears they were still in the cafe they didn't noticed that everyone present in the cafe are watching them as if they are enjoying some movie

Kartik:naira please i am sorry
Naira:nahi kartik ji please stop it please ghar chaliye yaha tamasha mat kijiye
Kartik:nahi kahi nahi jaunga tumhara jawab jane bina
Naira:maine apna jawab dediya hai
Kartik:nahi vo tumhara jawab nahi hai mujhe pata hai tumne vo gusse mein bola please naira i am sorry sorry please maf kardo please hum hum ek nayi shuruwat kar sakte hai

Everyone one present over there were looking at them naira saw it and tried to calm him and take him home but but his continuous apology she became angry and said

Naira:nahi sunni hai na meri bat tamasha karna hai aapko haa bolo thik hai chalo main tamasha karti hu
Kartik:nair....
Naira:nahi please ab ek shabd nahi Mr.Kartik Rathore ek shabd nahi aaj aap sirf sunenge aur main bolungi toh kaha the aap haa mafi mang rahe the na kis chiz keliye mujhe itna pareshan karne keliye ya zameen pe sulane ki bhukha rakhne ki kis chiz ki... boliye aur kyu mafi mang rahe hai mafi mange se konsa mera dukh kam hojaega boliye aapki toh itni galti hai Mr.Rathore meri toh sirf ek thi ha bolo ek galti thi meri ki main ek jallad se bachne keliye aapke sath shaadi ke mandap mein baith gayi par mujhe zara asa bhi andaza nahi tha ki aap aap bhi jallad ho sab toh kitni tarif karte hai aapki kartik aisa hai kartik waisa hai toh mere time pe kartik ko kya hojata hai kaha chala jata hai vo girls ki respect karne wala sanskari kartik boliye vo kartik tab kaha hota hai jab main dard mein puri rat chilati hu aapki behen pe agar ek kharoch bhi aati hai toh aap pura ghar sir pe utha lete hai aur jab wahi chot mujhe lagti hai toh muh kyu pher lete hai main bhi toh insan hu kartik mujhe bhi dard hota hai kabhi bola nahi matlab ye nahi ki dard nahi hota ghar ke bachon ko mere paas nahi aane dete na kabhi apne sath bahar le jate hai na kabhi khud aane dete hai aap apna gussa toh utar lete hai par main kaha utaru haa bolo kis kis chiz keliye maaf karu main aapko meri toh ek galti ki itni saza di aapne aaj tak kartikji aaj tak aapne pyar chodo dhang se bat nahi ki hogi kartik ji main thak chuki hu bohot thak chuki hu

She said this and fell on her knees and now there was pin drop silence in the cafe only naira's sobs were audible kartik tried to come near her but she refused him they were both looking in each othwrs eyes with pain hurt and guilt soon the manager of the cafe came and told them

Manager:sir mam i am soory par please aaplog bahar jaiye i request you guys yaha hamare bqki ke customers ko disturb hora hai please kindly leave

The both looked at manager and came out from cafe and silently both sat inside car and kartik was driving silently he didn't knew where he was driving but he kept on driving straight naira who didn't paid heed to his way and was busy in thinking

Naira:(p.o.v)maine sahi kiya ya galat kya mujhe unko maaaf kardena chahiye tha kya mujhe unke sath ek nayi shuruwat karni chahiye kya vo sahmein badal gaye hai shayad haa par par main vo sab kaise bhul jau kaise

(P.o.v ends)

Kartik:(p.o.v)janta hu naira tumhare liye mujhe itni jaldi maaf karna asan nahi hai par majn bhi akhri dam tak koshish karta hi rahunga mujhe yakin hai tum mujhe jaldi maaf kardogi kyuki tum meri tarah nahi ho makn us din ka intezar karunga naira

(P.o.v ends)

They were in thiwr own thought and they didn't realised that they came too far from udaipur it was liek a desert area

Naira:ye ye kaha aagaye
Kartik:sorry pata nahi chala ghar ka rasta piche chut gaya shayad hum jungle ke side aagaye hai
Naira:gadi ghumaiye mujhe ghar jana hai
Kartik:haa ghumata hu

He tried to start his car but it was not getting started they both looked at each other and kartik said

Kartik:vo car kharab hogayi
Naira:ab kya karenge
Kartik:tum niche utro main check karta hu
Naira:hmm
Kartik:shit ye engine kharab hogaya hai kya karu yaha aaspaas kuch pata bhi nahi hai
Naira:ghar pe phone kijiye aur location share kijiye
Kartik:ha karta hu..oh god network nahi hai
Naira:ab kya kare
Kartik:main aas paas dekhta hu kuch madat miljae toh tum car mein hi baitho
Naira:hm

Then he went here and there but didn't found anything so he came back

Naira:kya hua aapko koi mila madat keliye
Kartik:nahi
Naira:hum kya kare ab boliye utni dhup hai
Kartik:ha ddhup toh bohot hai chalo car mein bauthte hai
Naira:hm

Then they both sat in car and rested on thier seat they were bot not looking at eachother absent minded kartik asked naira

Kartik:naira tu..tumse ek bat puchu
Naira:hm
Kartik:tumne mujhe maf nahi kiya abtak
Naira:nahi
Kartik:final answer batao
Naira:nahi
Kartik:thik hai main bhi usdin ka intezar karunga
Naira:vo din kabhi na....

She was about to say further when she felt like puking so she rushed out of the car and seeing this kartik too came behind her and saw her throwing up he patted her back and made her clean her face and made her seat in car and gave her bottle to drink

Kartik:tum thik ho aur karna
Naira:nahi mujhe bohot chakkar aara hai sar bhari hora hai shayad dhup ki wajah se
Kartik:ha dhup ki wajah se hua hoga ek kam karo main seat flat karta hu tum rest karo
Naira:aapko mereliye ye sab karne ki zarurat nahi hai maim karlungi
Kartik:shush rest karo

And the screen frozed!!

•○•○•○•○•○•○•○•○•○•○•○•○•○•○•○•○•○•○•○•○

Whats coming up?

♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡

Precap:something.........kyu batau?

♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡

Do read vote n comment!!!

Bạn đang đọc truyện trên: Truyen2U.Pro