Part 39

Màu nền
Font chữ
Font size
Chiều cao dòng

Gauri was sitting in living room when svetlana came to her.

Svetlana: Gauri ,, tumhy mehndi lagani ati hai naa !

Gauri : Haan lekin--

Svetlana saw om coming from study using his phone , she went to him and holding his arm she brought him to Gauri.

Svetlana: you know what omkara , Gauri ko mehndi lagani ati hai

Om : haan Achi lga lyti hai

Svetlana: to bs.. Aj mjy tmhary naam ki mehndi Gauri hi lagaye gi.. Thk hai gauri?

Gauri was shocked , she looked at Omkara hoping that he would say no.

Om : han.. Q nahi.. Lagao gi na Gauri.?!

Gauri: h..h..hum ,, humy achi Mehndi lagani nai ati..
Vaisy b sultana tm to dulhan ho na , tmhy koi specal mehndi vali mehndi lagaye gi..

Svetlana: Gauri..!! Mai ny kaha naa, tm mehndi lagao gi mjy

Svetlana said conveying a message to Gauri by her eyes which did not go unnoticed by omkara.

Omkara tm kaho na isy

Om : han Gauri.. Problem kia hai ? Laga dyna na.

Gauri nodded and almost ran from there to her room.

She started crying bitterly closing the door behind her.

After consoling herself a little decided to freshen up.

She opened cupboard to take towel and dress , when her gaze fell on her wedding dress present in the upper most shelf.
she took out her dress and sat with thud on bed. She creased her dress remembering every moment of her marriage with omkara.

She then hugged the dress started crying badly.

Gauri (crying): Hum ce nahi hoga !!  Sankar ji Hum ce nahi hoga ..
Hum kysy... kysy usko omkara ji K naam ki mehandi laga dain.,
Pehly jo saadi dekhny tk ruk gaye hain Oo kam tha kiyaa !
Bht.. Bht himmat dikha li Gauri sarma ny.. Bht seh lia ! Ab nai hota hum ce ,,
...hum kaa karen sankar ji?! Humari Qismat mai khusiyan Q nai hain?!
.....
Aur eh... Kch smjhty e nahi hain ,, itni asani ce keh dia naa k Gauri mehndi lga dy gi !! Pr gauri py kaa beety gi eh nai socha inho ny..
Kabi nai sochty hain kisi k bary mai ,
Aur ek hum.. Hum hain k un k PAYAR mai pagal hue ja rhy hain , Un ki behtari k lye un ce alag jany valy thy. Par inhy kaa " inhy na kisi ka payar dikhta hai naa kch aur ,,
..

Om Who was standing on the door had heard everything.
His heart was dancing joy.
He was having a satisfactory smile on his lips.

Om (in mind) : mai bata nai skta Gauri k mai kitna khush hoon.
Pagal kaheen ki.. Kitni dair laga di naa Ek bat kehny mai ,,
Pr mery samny yeh confess to tm ce krva kr rahoon ga ..

He entered inside and stood behind gauri who was still scolding omkara for asking her to put mehndi on svetlana's hands.

Gauri : ab hum b jaa kr keh dain gy k hum koi mehndi valy nai hain.. Hum ce nahi lagai jati.. Khudi lagayen itna soq horha hai to ,,

Om : Lekin mjy mehndi lagani hi kahan ati hai ..

Gauri widen her eyes in shock hearing him , she turned slowly and saw him standing there with smile.
She immediately turned.

Gauri : Kaa hai Gauri sarma.. Ab tu sapny b dekhny lagi hai.. Oo ka krny ayen gy tery kamry mai ,

Om : Arhmmmm !!

Gauri turned again and touched him to make sure that he was real.

Om held her hand and pinched it.

Gauri : aaa.

Om : agaya yakeen?!
Aur yeh kia halat bana rakhi hai ,,
Itna Ro Q rahi ho ?!

Gauri : ro? Ro kon raha hai.. !
Ap bataiye Q aye hain

Om : i see.. Yeh shadi ka jora tmhara hai naa
(he asked pointing towards the bridal dress present on bed.)

Gauri: Han to !! Almari saf kr rhy thy bs , to agaya samny.

Om : lekin mjy aisa q lg rha hai tm apni shadi ko yad kr k ro rhi thi

Gauri : n..na--

Om : Khair Choro.. Mai tm ce bs yeh kehny aya tha k decoration vaghera tm manage kro !
Dekho hall naa yellow flowers ce decorate krvana.
Aur mera room na red roses ce !
Blky mai chahon ga k humari suhag raat k lye mera room tm apny hathon ce decorate kro , aur na--

Gauri pushed him away with all her might and he hardly moved an inch from his place.

What?!

Gauri (slapping him on his chest with both her hands): kaa hai ? Hn? Kaa hai?!

Om (holding her wrists): Kia hai

Gauri : kaa lgta hai apko.. Bht mahan hain hum?!  (almost crying) kabi mehndi laga do. Kabi kamra saja do ! Msla ka hai apka ?!

Om : Arey to Tm Jo Chahti thi vo ho to raha hai to phr tm--

Gauri (crying+ angry ): acha..? Eh najar arha hai k ka chahty thy. Eh najar nai aya k Q chahty thy?!
Sb ki najron mai bury ban gaye sb ce jhagra kar liye lekin apko to kuch dikhta e nahi hai na..!
Itna PAYAR krty hain na ap ce k apki khatir--

Om : Stop..

Gauri stopped talking with confused expressions.
And moved his ear near her lips.

Rewind kro..!

Gauri did not say a word.

Arey bolo naa.. K itna payar krty hain ap ce k apki khatir ??!

Gauri blushed hard hearing him as she did not even realize when she confessed that.

Gauri downed her gaze and om pulled her in bone crushing hug.
Gauri hugged him back and cried in happiness while om was smiling all the time.

Gauri (breaking the hug) : Apko--

Om : yeh to hamesha ce pata tha k tm kisi vaja ya majboori mai yeh sb kr rhi ho.. Lekin jis din Saumya behosh hue thi aur tm uska khayal rakh rhi thi , tb Svetlana ny tm ce jo kaha tha sb sun lia tha

Gauri : tb ce.. Pata tha apko ?

Om : hmmm..!

Gauri : to bataya Q nai... Bht maja ata hai humen presan krny mai?

Om : of course.! Tm ny jo itny din tang kia hai badla na lyta mai?

Gauri : Omkara ji..!

Gauri expressions changed suddenly.
(worried) omkara ji.. Humara talaq , hum ny to--

Om smiled and took out papers which he had tucked in his belt.

Gauri snatched the papers and tore them in several pieces and threw them in air while laughing.

She smiled looking at om and he hugged her again.

Gauri (crying in happiness) : Ayenda kisi aur ce sadi krny ki baat to kr dikhaiye ga.. Phr batayen gy apko !

Om : Dekho ab yahan tk pohanch gai hai to shadi to mai kroon Ga.

Gauri came out of hug and looked at him with cute confused expressions.

(Pulling ber cheeks) tm ce

Gauri : hum.. Hum ce ?!

Om : Dekhti jao Meri jaan.

________


Bạn đang đọc truyện trên: Truyen2U.Pro