Part 71 Do Pal

Màu nền
Font chữ
Font size
Chiều cao dòng

Hii...Friends

Let's start

Here Rohit come and they went..

They reached there..

Jese jese monu aage badh rahi thi uski heartbeats fast hoti ja rahi thi..

Do pal ruka
Ye khwabo ka karwaan
Or phir chal diya
Hum kaha tum kaha

Inspector  : aaiye Mrs . Shergil..
Ye body hame jungle mese mili hai.. jaha pe Unki car mili thi..
Body jali hui hai.. isliye theek se pehchan ne nahi aa rahi hai.. par aap ek check kar lijiye.. kyuki height body  sab same ..

Monu's heart stopped for a second

Do pal ki thi
Ye dilon ki daastan
Or phir chal diya
Hum kaha tum kaha

Monu kapada uthake dekhti or tyrant apni eyes bandh kar deti hai..

Us insaan ka chera buri tarah se jala hua tha..
Wo sach mepehchaan me nahi as raha tha..

Aur phir chal diya
Hum kaha tum kaha

Monu : Postmortem karwaya..

She said with cracked voice..

Inspector  : Nahi..

Monu : To blood reports??

Inspector again nodded in no..

Monu : To aap kese keh sakte hai ki ye karan.. or wese bhi karan ka accident hue sat saal ho chuke hai.. to agar uski body jali hoti to aaj yaha nahi hoti..

Inspector  : pass madam..

Tum the ke thi
Koi ujli kiran
Tum the ya koi
Kali muskayi

Monu show her pal to stop him..

Tum the ya
Sapano ka tha saawan
Tum the ke khushiyo
Ki ghata chai thi

Monu : mera karan zinda..
Me zinda hu na.. meri Dhadkne chal rahi hai na.. matlab uski bhi chal rahi hai.. agar uski dhadkne nahi chal rahi hoti to aaj me bhi yaha nahi hoti..

Tum the ke tha koi
Phool khila
Tum the ya mila
Tha mujhe naya jahan

Monu take deep breathe in order to control her tears..

Monu : aap sab log bas karan ko dhoondhe.. or agar wo aapse nahi ho raha to mana kar dijiye.. par aage se ye mat kehna ki mera karan zinda nahi hai..

She left...

Rohit go behind her

Rohit : Monami ruko..

Monu : abhi nahi.. tum jao..  apne aap ghar chali jaungi..

Rohit about to say but she has already left

Monu is walking on the road remembering karan

Do pal ruka
Ye khwabo ka karwaan
Or phir chal diya
Hum kaha tum kaha

Tears are constantly falling but who cares.

Do pal ki thi
Ye dilon ki daastan
Or phir chal diya
Hum kaha tum kaha

Suddenly someone hit her with Iron Rod and she fainted..

Or phir chal diya
Hum kaha tum kaha

AB YAHI TAK
AAGE KA NEXT PART ME

KESA LAGA BATANA

DON'T FORGET TO COMMENT YOUR FAVORITE PART OR LINE

PROMO

FACE TO FACE

BYE

Bạn đang đọc truyện trên: Truyen2U.Pro