"Episode 07"

Màu nền
Font chữ
Font size
Chiều cao dòng

Umeed entered in the room, she looked at Farjaad who was sitting on the couch while leaning his head against the sofa.

"Farjaad?" Umeed called out his name softly.

Farjaad opened his eyes and looked at her.

"Baba sogaye, ab inki tabiyat kesi hai?" Umeed asked meekly.

"Ise tumhe kya farq parhta hai?" Farjaad scoffed in sharp tone.

"Kya matlab?"

Umeed asked, didn't understand his responde, she looked at questioning Farjaad.

"Ye ap kya kehrahe hain?" Umeed asked, rolled her eyes.

"Tum ne apni position clear karne ki wajah se baba ko itna heavy breakfast karwana shuru kardia, are you in your senses!"

Farjaad shouted at her, Umeed was surprised and shocked to heard his harsh tone. This was not the normal bunter, this was the huge dispute created between them.

"Ye ap kya kehrahe hain?" Umeed asked hesitantly.

"Matlab ye ke tumhari wajah se baba ki tabiyat kharab hui hai, tumne mujh se larne ke chakar mein, mujhe unki nazron mein girane ke liye is tarah ki harkatein karahi ho, wo heart patient hain try to understand"

"Ap mujhe galat samjh rahe hain, mein aisa soch bhi nahi sakti, mein kyu apko baba ki nazron mein giraongi?"

"Tum bht ziddi aur careless ho, tum mujhe tang karne ke liye baba aur mama dono se drame bazi karahi ho, tum sirf apna faida dekh rahi ho aur chahe iski wajah se kisi ki jaan par bhi baat ajaye lekin tumhe koi parwah nahi hai, you are so selfish" Farjaad shouted and taunted at her.

"Ab ye bht zyada horaha hai, ap mujh par ilzam laga rahe hain" Umeed warned him, her voice was slow now.

"Enough! Ye baat khatam kardo, mein warning deraha hun ke ye harqate karna band kardo, tumhe meri family ke liye care karne ki zarorat nahi hai"

"Dekhen! Mein jo karti hun pore dil se karti hun, ap meri intentions par shaq karahe hain" Umeed defended herself.

"Shut up yaar! Mujhe apni family bht aziz hai, shayad tum selfish ho sakti ho lekin mein nahi, tum kisi ki feelings ko samjhti ho, tumne kabhi kisi ko khoya ho to tumhe pata chale" Farjaad blurted out, said in frustration.

He even didn't realized what he had done, he was misberably frustrated. Umeed was starring desperately, the tears were filled in her eyes. Farjaad heart was melted, he blinked his eyes and realized what he had said. His words was deeply affected her. Umeed was lost her mother in very young age and she was still missing her intensely but now she was calling emotionless and selfish by her own husband.

"Seriously?" Umeed whispered, the words were stuck in her throat.

Farjaad closed his eyes and about to spoke but Umeed rushed out from the room. Farjaad shook his head in embarrassment, he was cursing his words. Her tears was broking his heart and now he was regretting his words and the harsh tone. It was not just a small fight and bunter, it was too much now.

********************

"Umeed! Tum roo kyu rahi ho, please chup hojao"
Mimi said meekly, tried to consoled her.

Umeed was crying and Mimi was consoling her.

"Kya hua? Bhai ne kuch kaha hai, agar kaha bhi hai to tumne kab se rona shuru kardia?" Mimi asked in concerned.

"Larai tak to theek hai, mujhe pata hai ke ham dono bht larte hain lekin aj to unhone mujhe bht hurt kia hai, matab mujhe lagta tha ke wo mujhe pasand nahi karte lekin wo to mujhe itna emotionless aur selfish samjhte hain" Umeed replied truthfully.

"Baba ki tabiyat ki wajah se bhai ne tumhe itna danta hai, wo bht pareshan the na" Mimi tried to explained her and tried to defended Farjaad.

"Jo bhi hai, mein selfish nahi hun agar hoti to kabhi bhi tumhare bhai se shaadi nahi karti, aj mein apna cafe own kar chuki hoti lekin har koi mujhe galat samjhta hai, mein sirf bachkana harkate apni khushi ke liye karti hun lekin sab ko mein immature lagti hun" Umeed explained her miserable situation.

She wiped her tears, Mimi cupped her face. "Tum jesi bhi ho lekin mujhe to bht pyaari lagti ho na" She tried to light her mood.

"Dekhna! Jis din mein badal gayi na to tum sab mujhe miss karoge" Umeed warned her, made a puppy face.

"Nahi nahi! Mat badalna warna bhai ko tang kon karega?" Mimi asked jokingly.

"Nahi! Mein ab sab ke sath serious rehne ki koshish karongi, mein ab zyada baat hi nahi karongi" Umeed said desperately.

"Meri Umeed haste hue, gaate hue aur tang karte hue achi lagti hai, bhai ki baat ka bura nahi mano, wo dil ke bht ache hain" Mimi replied meekly.

"Han! Tabhi hamesha mujhe hurt karte rehte hain" Umeed complained.

"Shayad tumhari care bhi karte hain, dekho na jab tum robbers ki wajah se akele bahar jane ki baat karahi thi to kese tumhare liye fikar mand hogaye the aur tum khud bhi inhe jane nahi derahi thi"
Mimi praised him lovingly.

"Han! Meinay to inhi fikar mein akar kaha tha" Umeed said and pouted.

"Han! Tumhe inki fikar to hai na?" Mimi scoffed.

Umeed furrowed her eyebrows, "acha naa Umeed! Ab ham koi aur baat karte hain, choro bhai ko" Mimi tried to changed the topic.

"Mein Farjaad se baat nahi karongi" Umeed took a decision.

"Acha nahi karna! Ok?" Mimi said temporarily, tried to changed her mood.

Mimi was trying to changed her sad mood. Umeed was immature and bubbly girl but she was not selfish, she loved her all family members, her best friend and specially her mother but she lost her in her college life.

************

Farjaad was sitting in the lawn, regretting his behaviour towards Umeed. He was recalling her crying face constantly and closed his eyes. He leaned his head against the bench.

"Farjaad?" Someone whispered his name.

He opened his eyes, "Umeed!" He called out her name but he looked at questioning Reena who was looking at him.

"Hii Farjaad!" Reena said meekly.

"Hi" Farjaad replied smiling.

"Kya hua, tum aise kyu bethe ho?" Reena asked in concerned, sat beside him.

"Kuch nahi, tum batao tum achanak yahan kese?" Farjaad questioned.

"Wo mom ne uncle ki tabiyat ke bare mein bataya tha dekhne ayi thi" Reena told.

"Acha!"

"Tum batao, sab theek hai, tumhare chehre se lag raha hai ke tumhari Umeed se larai hui hai" Reena guessed.

"Ye to sari zindagi chalta rahega, kher abhi filhal meri galti hai" Farjaad replied relaxingly.

"Acha! Kya galti hai?" Reena asked.

"Meinay ise bht hurt kardia, i mean meinay aisi batein kehdie ke jo mujhe bilkul nahi kehna chaiye thi" Farjaad cursed himself.

"To Umeed ne bhi to tumhe pagal kardia hai, tum bhi ise pata nahi kese bardasht karlete ho" Reena tried to insult Umeed.

"Jo bhi hai wo jesi bhi hai lekin meinay baba ki pareshani mein bht galat kehdia" Farjaad added.

"Farjaad! Tumhara aur Umeed ka koi match nahi hai, tum ise chordo that's it" Reena advised her.

"Meinay kabhi is bare mein socha nahi hai" Farjaad replied worriedly.

"To socho aur ise farig kardo, wo bhi is rishte se khush nahi hai" Reena suggested.

"Kher tum sab choro, tum jakar baba se milo, phir ham baat karte hain" Farjaad tried to changed the topic.

Reena nodded smilingly, walked inside the home.

*******************

Reena was walking towards the Mr. Shujaat room, Umeed came from opposite direction, they looked at each other. Umeed smiled lightly, Reena smiled sarcastically.

"Hi!" Umeed greeted.

"Wese, tum jaa kahan rahi ho?" Reena asked in attitude.

"Lawn mein jarahi thi" Umeed replied.

"Farjaad ko tang karne, kuch der ise akela chordo wese bhi tum se bezar hogaya hai" Reena taunted at her.

Umeed giggled, "acha to matlab tumhe bhi Farjaad ne bata hi dia" she said jokingly.

"Han lekin tum has kyu rahi ho, is mein funny kya hai?" Reena asked, rolled her eyes.

"Tumhare bare mein Mimi ne mujhe sab batadia tha lekin afsos ke tumhe ye baat abhi tak samaj nahi ayi" Umeed replied back confidently, crossed her arms.

"Kya bataya tha aur tumhara dimag kharab hogaya hai?" Reena yelled.

"Yahi ke Farjaad ne tum se bezar hokar mujh se shaadi ki thi" Umeed taunted and smiled.

"Shut up! Mujh se muqabla nahi karo, koi faida nahi hai tum har jaogi" Reena warned her.

"Mein har bhi jaongi na to Farjaad ne phir bhi tumne lift nahi karwana" Umeed mocked and smiled mischievously.

Reena blood was boiled like lava, Umeed sarcastically smiled and rushed out from there.

*****************

The day was passed, Umeed and Farjaad didn't interacted with each other in the whole day. Umeed was peacefully scrolling her phone while sitting on the bed. Farjaad entered in the room, starring at her. Umeed ignored and didn't looked at him.

"Baat nahi karogi?" Farjaad asked meekly.

"Hamare beech mein baat karne ko kuch hai?" Umeed scoffed.

"Naraz ho?" Farjaad asked softly.

Umeed finally glared at him, "hamare beech mein koi narazgi ka rishta hai, agar hai to ap ise mante kab hain?" She said with broken smile.

"I am sorry" Farjaad apologized, lowered his glaze.

"Nahi chaiye" Umeed yelled.

Umeed kept her phone on the side table, she took her pillow and walked towards the couch.

"Tum kya kar rahi ho?" Farjaad questioned.

"Ap aram se sojaye, mein yahan sojaongi" Umeed said seriously.

"Koi zarorat nahi hai, apni jagah par ao" Farjaad ordered.

"Ap mujh se zabardasti nahi karsakte" Umeed yelled.

Farjaad didn't argue, he snatched the pillow and kept her on the bed.

"Agar bagair pillow ke so sakti ho to sojana" Farjaad scoffed.

Umeed rolled her eyes, she again sat on the bed and laid down. She fastly turned off the lamp, Farjaad controlled his smile miserably. She laid down, turned her poster towards the lamp.

"Umeed! Please ab dobara rona shuru nahi karna" Farjaad mocked.

Umeed raised her eyebrows, she turned around and throw pillow towards him. Farjaad catched the pillow and lightly giggled, he laid down. Umeed smiled mischievously and closed her eyes. They both fell asleep.

***************

"To Be Continued😭😊"

Bạn đang đọc truyện trên: Truyen2U.Pro