"Episode 05"

Màu nền
Font chữ
Font size
Chiều cao dòng

Umeed was fine now, Haya tried to feed her soup but she refused.

"Umeed, kuch to khalo tumhari tabiyat theek nahi hai, phir medicines bhi leni hain" Haya said in concern.

"Haya, mein theek hun, tum bas jaldi se ghar chalne ki tayari karo" Umeed demanded.

"Umeed, tum jab recover hojaogi to ghar chale jaingay" Haya told her.

"Acha wo, Farjaad aye the?" Umeed asked hesitately.

"Umeed, tum kis mitti ki bani ho, bhool jao Farjaad ko" Haya said, got shocked.

"Haya, mein mohabbat karti hun ye koi khel nahi hai ke mein Farjaad ko bhool jaon" Umeed said sadly.

"Nahi, Farjaad nahi aya tha lekin Mimi apne parents ke sath tumhe dekhne ayi thi" Haya explained while feeding her.

"Acha theek hai, tum Mimi ko kehdena ke wo aj nahi aye, meri wajah se pareshan nahi ho" Umeed said in concern.

"Wo aigi, tumhari dost hai lazmi aigi"

Mimi enters in the room, Umeed got happy to saw her. Mimi went to her and they did a side hugged.

"Kesi ho Umeed?" Mimi asked softly.

"Theek hun, tum abhi kyu agai, baad mein ajati?" Umeed complained.

"Umeed, mujhe tumhari bht fikar horahi thi, isliye nahi ai" Mimi replied.

"Lekin Mimi, tum ai kiske sath ho?" Haya asked.

"Farjaad bhai ke sath" Mimi replied.

"To kahan hain Farjaad?" Umeed asked in curiosity.

"Wo bhai bahar Reena se phone par baat karahe hain, aj mama aur baba Reena ke ghar proposal lekar jaingay" Mimi said, sarcastically smiled.

"Tum nahi jaogi?" Umeed asked.

"Nahi, mein aj apni Umeed ke pass hi rukongi" Mimi replied softly, sat beside her.

"Nahi Mimi, buri baat hai tumhara bhai hai, tumhe iski khushi mein khush hona chaiye" Umeed explained softly.

"Dekho Umeed, tum mujhe force nahi karna, mein Reena ke ghar nahi jaogi, infact mein to shaadi mein bhi nahi jaongi" Mimi said confidently.

"Kya reason dogi?" Umeed asked, confused her.

"Kuch nahi lekin mein Reena ko pasand nahi karti, mein hamesha se tumhe apni bhabi dekhna chahti thi" Mimi answered.

At that moment, Farjaad enters in the room. Umeed looked at him, Farjaad looked at her. Their eyes met, Umeed heart was beating fast, she lost in him again.

"Maana ke ham yaar nahi,
Loo tee hai ke pyaar nahi,
Maana ke ham yaar nahi,
Loo tee hai ke pyaar nahi"

Farjaad reached towards her, smilingly looked at her. Mimi gestured Haya to leaves from there.

"Wo Haya ham chalke Umeed ke liye kuch khane ke liye lekar ate hain" Mimi said.

Haya nodded her head, they both went from there.

Tabiyat kesi hai Umeed?" Farjaad asked softly.

"Hmm, ab theek hun" Umeed replied, looked at him lovingly.

"Wese tumhe achanak kya hogaya hai?" Farjaad asked.

"Kuch nahi, zinda hun aur apke samne hun" Umeed replied while rolling her eyes.

"Acha, tumhe wo dekhne nahi aya jise tum mohabbat karti ho?" Farjaad asked jokingly.

"Aaa to gaya hai" Umeed replied absentmindely, looked at him.

"Matlab?" Farjaad asked.

"Matlab, wo ab nahi aiga" Umeed replied.

"Kya hua hai, sab theek hai?"

"Jise mein mohabbat karti thi wo ab mujh se bht dur jaa chuka hai, wo kisi aur ko pasand karta hai" Umeed replied, without making eye contact.

"What, aisa kesa hosakta hai?" Farjaad asked shockingly.

"Aisa hi hua hai, tabhi mujhe anxiety attack agaya tha" Umeed replied.

"Umeed, wo tumhe deserve nahi karta tha" Farjaad explained her.

"Aise to nahi kahen, mein na iske bare mein ek lafz nahi sun sakti" Umeed yelled like a baby.

"Aree, tum to aise insaan ke liye gussa karahi ho jo tumhari kadar nahi karta" Farjaad said, got surprised.

"Meinay kabhi ise apni mohabbat ka izhar kia hi nahi to wo mujhe samjhta kese" Umeed told him.

"Jo bhi hai lekin ab tumhe move on karna parega, tum ise bhool jao" Farjaad ordered her.

"Mohabbat karna asaan hota hai lekin ise peecha churana bht hi mushkil, mein kuch bhi karlun lekin ise kabhi nahi bhool sakti" Umeed said confidently.

"Umeed, meri dua hai ke tumhe wo sab kuch mile jo tum chahti ho, dekha tumhe tumhari mohabbat miljaigi" Farjaad said meekly, tried to consoled her.

"Agar ye dua qubool hogai to wo khush nahi reh paiga aur mein nahi chahti ke wo na khush rahe" Umeed said, tears were forming in her eyes.

"Umeed, baad mein to mohabbat hosakti hai na" Farjaad explained to her.

"Hmm, wese aj ap Reena ke ghar jarahe hain?" Umeed asked with smile.

"Hmm, finally mujhe wo miljaiga jo mujhe chaiye" Farjaad happily told her.

"Inshallah" Umeed said softly.

"Dekho, ab jaldi se theek hojao tumhe meri shaadi mein bhi to ana hai na" Farjaad said and lightly chuckled.

"Hmmm" Umeed smiled.

Mimi and Haya enters in the room while holding the cup of tea.

"Umeed, ab tum chai peelo" Haya requested to her.

"Bhai, ap jana chahte hain to chale jain, mein Umeed ke pass hi rukongi" Mimi told him.

"Baat suno, tum shaam mein hamare sath nahi chalogi?" Farjaad asked shockingly.

"Nahi, apka proposal hai, ap jain" Mimi said rudely.

"Mimi beta! What happened, tum meri khushi mein shamil nahi hogi?" Farjaad asked, got sad.

"Ofcourse hogi, Mimi tum milne agai ho na, ab tum chup chap Farjaad ke sath wapis chali jao" Umeed ordered to her.

"Umeed, mein" Umeed interuppted, cutted her. "Meinay kaha na, baad mein milne ajana wese bhi mein discharge hojaongi" Umeed ordered to her.

Mimi didn't agrue with her, she agreed. Umeed and Mimi hugged each other, then they both leaves from there.

*********

In afternoon, Umeed was discharged from the hospital, came back to her home. Everyone were concerned and tensed about her, sitting in the room.

"Umeed beta, koi pareshani ki baat hai, yun achanak tumhari tabiyat kese kharab hogai?" Pasha Sahab asked curiously.

"Nahi baba, wo to bas achanak se mujhe asthema attack agaya, apko pata hai na ke mujhe light asthema hai" Umeed replied confidently.

"Han lekin doctor ne bataya hai ke tumhe anxiety attack aya hai, aisa kya hogaya tha" Hilal Pasha asked.

"Chachu, bas meri tabiyat aisi kharab hogai" Umeed said, wanted to changed the topic.

"Acha tum apne dimag par zor nahi dou, aram se rest karo, lekin koi baat ho ya kuch bhi chaiye ho to Haya ko kehdena" Hilal Pasha said softly.

Pasha Sahab patting her head, everyone leaves from the room except Haya and Sameer.

"Umeed, ab tumne agai kya socha hai" Sameer asked.

"Kuch nahi, zindagi chal rahi hai, chalti rahegi" Umeed replied innocently.

"Umeed, kisi ek par zindagi khatam nahi hojati" Haya said, tried to explained her.

"Jab ek hi shaks se apki zindagi ho, to zindagi isi par khatam hojati hai" Umeed replied.

"Acha, tum araam karo, tumhari tabiyat theek nahi hai" Sameer said.

"Han, tum bhi jao aur jakar aram karo, Haya tum bhi sojao pori raat ki jagi hui ho" Umeed ordered her.

Sameer went for his room, Haya sat on the bed and laying down, Umeed took out his diary from the drawer and took the pen from the pencil holder, she wrote the date and started writing.

"Ke miljai bina maange,
Koi aisi dua dekar chala gaya,
Mujhe wo chaiye tha,
Jo ye dua dekar chala gaya"

Umeed smiled.

"Aj mere liye ise bari baat koi nahi ho sakti, ke Farjaad mera haal pochne aya tha, mujhe dekhne aya tha, ise mujh se mohabbat nahi hai to kya hua kam se kam ek dosti to hai, mein inhi chote chote lamho ke sath apni zindagi guzarongi"

"Kisi ko bhoolna aur mohabbat hasil karna asaan nahi hota, mein Farjaad ki mohabbat mein haar gai hun, mujhe is haar se bhi mohabbat hai, mujhe ise mohabbat hai jise kisi aur se mohabbat hai"

Aj ye Umeed Pasha, Farjaad khan babadur ko apni mohabbat ke bare mein to nahi bata sakti, lekin sari zindagi apni is duniya mein reh sakti hai, jo duniya isne apne aur Farjaad ke liye banai thi"

"Ishq sab hi karte hain,
Maane se darte hain,
Ishq jo zakham de wo,
Ishq se hi bharte hain"

Umeed smiled, her eyes was teary but she control herself, she turned the pages of her diary and looked the photographs of Farjaad, she took the picture and closed the diary, kept the diary again in the drawer.

Umeed laying down on the bed while putting the picture on the chest, then she peacefully fell asleep.

**********

In evening, the Bahadur family arrived inside the Reena's house. Reena's family welcomed them respectfully, Reena was the daughter of Mr. Farooq and his wife, Ms. Saima. Reena have one elder brother "Saim" the handsome, charming personality.

They all were sitting in the drawing room, Mimi's mood was off, she didn't wanted to came there. Her phone started ringing, the screen showing the name of Umeed. Mimi stood up and went towards the lawn and received the call.

"Han, kya baat bani?" Umeed asked curiously.

"Dua karahi hun ke koi baat na bane" Mimi said irritatingly.

"Kesi bhen ho yaar, tumhare bhai ki khushi ka sawal hai" Umeed said in sarcastic way.

"Tumhari mohabbat bhi to hai" Mimi replied.

"Jo bhi hai lekin mein inki khushi mein bht khush hun" Umeed said confidently.

Mimi again went towards the drawing while talking but suddenly she accidently collide with Saim who was coming from opposite direction, Saim fell on ground. Mimi got scared and shocked.

"Ahhh, i am so sorry" Mimi said scarely.

"Kya hua, tum kise sorry kehrahi ho?" Umeed asked.

"Aree, Umeed mein thori der baad call karti hun, bye" Mimi said, quickly declined the call.

"Ahh, its ok koi baat nahi" Saim replied, still in the same position.

"I am so sorry, mein utha deti hun" Mimi said, quickly extended her hand, he held her hand and stood up. Their eyes met for a second.

"By the way, ap kise baat karahi thi?" Saim asked with smile.

"Wo meri best friend hai, Umeed to ise baat karahi thi" Mimi responded softly.

"Acha, ok" Saim said.

Mimi smiled and quietly went inside the drawing room. Saim went behind her, Mimi sat beside Farjaad and Saim sat on the another sofa.

"To Adeel sahab, mein Reena ka rishta maangta hun, apne bete Farjaad ke liye" Shujaat Sahab asked for the proposal normally.

"Jee, hamai koi aitraaz nahi hai" Farooq Sahab replied, Farjaad smiled towards Reena.

"To theek hai, ham engagement ka function rakhlete hain" Saima jee popped an idea.

"Ek minute, engagement ki kya zarorat hai, ham direct nikkah ka function rakhlete hain" Shujaat Sahab replied.

"Lekin uncle itni bhi kya jaldi hai, ham engagement baad ye sab decide kar sakte hain" Reena demanded.

To beta, is mein problem kya hai?" Niggo Jee asked softly.

"Wo actually, hamne apne bete Saim ke liye bhi ek rishta dekha hai" Farooq Sahab told them.

"Acha, kahan?" Niggo Jee asked meekly.

"Niggo Ji, mein apko photo dikhati hun" Saima Jee replied.

Saima Jee showed the picture to her from the mobile, Niggo Jee surprised after looked at picture. It was the picture of Umeed Pasha.

"Aree ye to Umeed hai" Niggo Jee said surprisely.

"Maa, Umeed?" Mimi asked.

"Han han Umeed" Niggo Jee replied.

"Ap log is larki jante hain? Farooq Sahab asked.

"Jee, Mimi ki bachpan ki dost hai, bht hi pyaari, bht hi achi bachi hai, sab ka bht khayal rakhti hai" Shujaat Sahab lovingly appreciated her, Reena got irritated.

"To matlab, ham sahi jagah rishte lekar jaingay, ye to achi baat hai ke ap log inhe jante hain" Saima Jee said and smiled.

"Hmm, mom itni bhi koi achi larki nahi hai, bht hi koi porani soch wali aur old fashion hain, itni bhi koi khas nahi hai" Reena said attitudely, Mimi made a face.

"Reena old fashion hona bura nahi hota, log aj ke lifestyle par chalne ke baad bhi logo ko critize karna nahi bhoolte, Agar mera koi aur bhai hota to shayad mein Umeed ko apni bhabhi banaleti" Mimi responded to her meekly, Reena got hell angry on her replied.

"To tum Farjaad ke liye Umeed ko choose kar leti?" Reena yelled.

"Reena, tum ye kya bakwas karahi ho" Saim annoyed at her.

"Beta, sab ki kismat kisi na kisi sath judi hoti hai, hamare hath mein kuch bhi nahi hai" Saima Jee replied to her daughter.

"Shayad ham kal Umeed ke ghar rishta lekar jain" Farooq Sahab said softly.

********

"To Be Continued🫶"

What do you think, Umeed love wins or not?"

Bạn đang đọc truyện trên: Truyen2U.Pro