"Episode 10"

Màu nền
Font chữ
Font size
Chiều cao dòng

Farjaad was in big dillema, he took his phone and called Umeed.

Umeed was sleeping peacefully, she heard the ringtone, she took her phone from the side table and quickly sat on the bed. She turned on the lamp, rubbed her eyes and received the call.

"Hello, Umeed?" Farjaad said gently.

"Farjaad, sab theek to hai, apne mujhe is waqt kyu phone kia hai" Umeed asked curiously.

"Ap sogai thi?" Farjaad asked.

"Han lekin sab theek to hai?" Umeed replied and asked.

"Han, Umeed wo" Farjaad said, about to asked but he thought, "mujhe pehle Mimi se baat karni chaiye" Farjaad lost in his thoughts.

"Kya hua, bataye na?" Umeed asked.

"Nahi, kuch nahi, mein baad mein baat karonga aur i am sorry, tumhari neend kharab hogai" Farjaad said, changed the compliment.

"Theek hai, bye" Umeed said, Farjaad replied and declined the call.

Umeed lost in her thoughts, she didn't believed that Farjaad was called her. She again laying down and slept.

***********

Mimi was happily talking with her parents, they were present in the launch and sitting on the sofa while sipping tea. Farjaad joined them and sat there.

"Bhai, ap abhi tak soye nahi?" Mimi asked.

"Nahi, Mimi mujhe ek baat batao" Farjaad replied and then asked.

"Kya?" Mimi asked.

"Aj stage par kya hua tha?" Farjaad asked curiously.

"Acha, to matlab hamari hone wali bhabhi ne apko bharka dia" Mimi replied sarcastically, Farjaad irritatingly looked at her.

"Mimi, meinay jo sawal pocha hai iska jawab do" Farjaad asked in hard tone.

"Kya hogaya hai, mujhe bhi koi bataiga?" Shujaat Sahab asked, interuppted.

"Baba, aj Umeed, mein aur Saim ek dusre se mazak karahe the, apni personal baat karahe the to Reena ne akar Umeed aur mujhse batameezi ki, khud beech mein akar beth gai aur meinay sirf ise reply kardia tha" Mimi told everything.

"Mimi, tum Umeed ko defend nahi kia karo" Farjaad said in harsh tone.

"Bhai, mein kisi ko defend nahi karahi, Umeed meri best friend hai aur hamesha rahegi, Reena ko kahiye agar ise itna masla hai to wo hamare matters mein nahi bola kare" Mimi warned.

"Nahi, Umeed par to mujhe bhi trust hai, wo to kisi batameezi kar hi nahi sakti" Niggo Jee supported Mimi.

"Ap logo ko ho kya gaya hai, ap log Umeed ko kya samjhte hain" Farjaad replied.

"Mom, ye sab kuch Reena ki wajah se horaha hai, ise bilawaja attention seeking karne ki adat hai" Mimi said to her mom.

"Shut up Mimi" Farjaad yelled.

"Farjaad, tameez se baat karo, ye konsa tareeqa hai bhen se baat karne ka" Shujaat Sahab scolded him.

"Koi baat nahi baba, lekin mein apko ek baat batadun ke Reena agar is ghar mein agai to ham sab ko is ghar se out karwadegi" Mimi said confidently, angrily went from there.

Farjaad disappointed, gritted his teath and went from there quickly.

Shujaat Sahab shook his head, his blood pressure becomed high. Niggo Jee consoled him.

"Dekhiye, ap fikar nahi kijiye sab theek hojaiga" Niggo Jee said softly.

"Hmmm" Shujaat Sahab nodded his head.

*********

"Dekhiye Saim, mein apko bata rahi hun, mein Umeed ka sath kabhi nahi chorongi" Mimi said in ordering tone.

Mimi was walking in her phone while talking with Saim on phone call. Saim was silently heard her warnings, tried to consoled her.

"To meinay kab mana kia hai ke ap Umeed ka sath choren, Umeed meri bhi to best friend hai" Saim softly said.

"Lekin apki bhen ne pora plan banalia hai mujhe aur Umeed ko insult karne ka" Mimi said.

"Meri Mimi ko koi insult karsakta hai, tum fikar nahi karo mein Reena se baat karonga" Saim said innocently, tried to relaxed her.

"Acha theek hai, baki baat mein Umeed se khud karlongi" Mimi said.

"Acha ek kaam karte hain, ham dono kal Umeed ke ghar par chalte hain, bht sari batein karenge aur is mamle ko handle karlenge" Saim popped an jdea.

"Theek hai, phir kal milte hain" Mimi agreed.

"Ok, take care, khayal rakhna" Saim said softly.

"Byee" Mimi replied, they declined the call.

*********

Next afternoon, Saim and Mimi reached inside the Pasha house, they met with Zeenat Ji and Hilal Pasha and greeted them, then they went upstairs.

Haya and Sameer were teasing Umeed while talking with her, Saim and Mimi enters. Umeed got happy to saw them, she stood up and hugged Mimi quickly. Haya also hugged her, Saim and Sameer hugged each other. Mimi sat with Umeed on her bed, Saim sat on the chair. Haya and Sameer sat on Haya's bed.

"Tum dono achanak yahan, sab theek to hai na?" Umeed asked curiously.

"Aree, tumhari yaad arahi this isliye tumse milne aye hain" Saim replied meekly.

"Bht acha kia jo milne agaye" Haya said respectfully.

"Wese, sab theek to hai na?" Umeed asked, she got little bit suspicious.

"Han, sab theek hain don't worry" Mimi said confidently.

"Dekho, tum dono kuch chupa rahe ho" Umeed asked, got sured. Saim and Mimi looked at each other confusingly.

"Tum dono actual baat batado ke hua kya hai?" Umeed again asked in curiosity, in hard tone.

"Acha, to baat ye hai ke hamari pyaari nand ko kal stage wali baat buri lagai hai" Mimi replied irritatingly, in sarcastic tone.

"Acha,to?" Umeed asked.

"To ye ke Farjaad aur Mimi ki larai hogai hai" Saim said dramatically.

"Acha matlab ab mere peeche ghar mein laraiyan hua karengi, tum dono meri position aur reputation kharab karahe ho" Umeed said, got tensed.

"Tumhari koi reputation kharab nahi horahi hai, maa aur baba dono tumhare sath hain" Mimi said confidently.

"Han Umeed, uncle aur aunti to tumse bht pyaar karte hain" Haya said, relaxed her.

"Mimi, Reena iski bhen hai" She said, pointed towards Saim. "mein nahi chahti ke meri wajah se tum dono ke relationship mein problem ajaye" Umeed said desperately.

"Umeed, mein apni bhen ko bewaja favour nahi karta, jab iski galti hoti hai mein ise galat karta hun, is baar Reena ki galti hai" Saim replied to her.

"Umeed, tumhe abhi bhi sab ki fikar hai?" Mimi questioned.

"Ye aisi hi hai, sab ke liye sochti hai aur apni bari mein haar jati hai" Haya said while looking at her.

"Tum kis mitti ki bani ho, tum abhi bhi Farjaad ke liye apni jaan, apne apko qurban karna chahti ho, tumne bht bari galti ki hai, tum ise apne dil ki baat to batati" Saim said shockingly, tried to explained her.

"Acha, agar batadeti to kya hojata, inke dil se Reena ki mohabbat khatam hojati?" Umeed asked sarcastically.

"Han, kya pata Farjaad ko bhi tumse mohabbat hojati" Saim said.

"Saim, ham kisi ko zabardasti mohabbat nahi karwa sakte" Umeed said softly.

"Umeed, dil ki baat agar dil se bahar nikal jaye na to bht se masle hal hojate hain" Sameer said, tried to explained her.

"Sameer, meri Farjaad se tut kar mohabbat karti hun, mere liye inki khushi zyada ahem hai, mein nahi chahti ke wo meri wajah se guilt mein rahe" Umeed said in sad voice, her voice was deep.

"Umeed, tum ek baar bhai ko sab kuch batado" Mimi popped a idea.

"Acha, taake wo mujhe galat samjhe, wo ye samjhe ke mein tumse dosti karke in par nazar rakh rahi thi" Umeed replied.

"Nahi, aisa nahi hoga, wo mohabbat ko samjhta hai" Saim replied confidently.

"Saim, tumhe pata hai ke meinay Farjaad ka 6 saal intezar kiya hai jab pehli baar dekha tha to mohabbat hogai thi, inhe dekhte hi awaz band hojati thi, inke liye diary mein apni mohabbat zahir karna shuru ki, darti thi ke kahin dil ki baat samne agai to wo mujhe galat nahi samjhe" Umeed explaining them, the tears were falling like a rain. She was crying, her heart was crumbled.

"Umeed, tum please roo kyu rahi ho, tumhari tabiyat kharab hojaigi" Mimi said tensely, held her hands tightly.

Umeed wiped her tears and looked at Haya, "tum to janti ho na Haya ke jab Mimi se ghar se ati thi to kese Farjaad ki har baat akar discuss karti thi, inki pasand na pasand, inki wajah se meinay coffee peena shuru ki halake mujhe wo bilkul pasand nahi thi" Umeed said in paining voice and fakely smiled.

"Pori pori raat jaag kar Sameer se inki paintings banwati thi, meinay abhi tak inki har photo, har memory ko sambhal kar rakha hua hai" she looked at Sameer emotionally.

"Jab Farjaad ek saal ke liye dubai gaye the na to mein Mimi se call karwati thi taake inki awaz sun sakun, jab awaz sunti thi to itni khushi hoti thi ke inki awaz ko mehsos karti thi" Umeed said and started coughing, she started crying.

Saim was freezed after looking her condition, Haya and Mimi eyes was teary. Mimi hugged her tightly and Umeed hugged her back.

"Kaise bataye, kyu tujhko chahe,
Yaara bata na paaye,
Batein dilon ki, dekho jo baki,
Ankhein tujhe samjhaye,
Tu jaane naa,
Tu jaane naa"

They broke the hug, Mimi wiped her tears slowly.

"Mein kya karun, meinay jab koshish ki thi batane ki to inhone mujhe Reena ke bare mein bata dia tha to isliye mein chup hogai" Umeed replied to Saim.

"Umeed, tum bas kuch nahi kaho aur na kuch karo, bas tum meri dost ho aur sari zindagi rahogi" Mimi said with soft smile.

"Han, i am sorry Umeed, meinay tumhe bht hurt kia hai na" Saim said in authorative tone, apologized to her.

"Nahi Saim, tumne mujhe hurt nahi kia, mein tumhe sirf bata rahi thi ke Farjaad ke liye mera intezar bht mushkil raha hai aur ab ye intezar khatam hojaiga" Umeed replied softly.

"Umeed, i don't know agai kya hone wala hai, bas meri dua hai ke tum hamesha khush raho" Mimi said, cupped her face softly. Umeed smiled.

"Aur mein to wese bhi tumhare sath hun na" Haya said and giggled, went towards her and did a side hugged.

"Bas, ab tum roya nahi karo, hamesha khush raha karo" Sameer said smilingly.

"Saim, tum please mere liye Reena ka dil nahi todna, mein janti hun ke tumhe meri bht fikar hai lekin Reena tumhari bhen hai, mein nahi chahti ke wo tumhari wajah se hurt ho" Umeed requested to Saim.

"Acha, mein koshish karonga ka is mamle ko handle karlon, tum fikar nahi karo" Saim said and reassured her.

********

"To Be Continued🫶"

Reviews????

Bạn đang đọc truyện trên: Truyen2U.Pro