"Episode 13"

Màu nền
Font chữ
Font size
Chiều cao dòng

Farjaad reached in the hospital's garden, started calling Reena. She received the call.

"Hello Farjaad" Reena said with smile.

"Hi, Reena tum kahan ho yaar?" Farjaad asked gently.

"Kahin bhi to nahi, apne ghar par hun" Reena replied attitudely.

"Tum baba ko dekhne nahi aogi?" Farjaad asked.

"Han to ajaongi, what's the problem" Reena said relaxingly.

"Umeed bhi subah se yahan agayi hai, tumhe bhi yahi hona chaiye tha" Farjaad said, tried to explained her.

"Acha, to tum directly mera aur Umeed ka comparison karahe ho" Reena stated.

"Meinay aisa nahi kaha hai, lekin tumhe yahan hona chaiye tha" Farjaad said meekly.

"Acha, mein ajaongi, tum fikar nahi karo" Reena agreed.

They declined the call, Farjaad enters in the hospital.

********

After sometime, Reena enters in the hospital. She looked at Umeed who was talking with Farjaad and Mimi normally and softly. Reena got annoyed and went to them.

"Hii guys" Reena said and smiled.

"Hello, to finally apko fursat ho hi gai" Mimi said sarcastically, Umeed abruptly held her hand, tried to stopped her.

"What do you mean by this?" Reena yelled.

"I mean, ke apka intezar horaha tha" Umeed said softly.

"Han, sirf bhai hi apka intezar karahe the, baki ap ati na ati apki marzi thi" Mimi said and interuppted, she taunts at her.

Farjaad was silence, tried to stopped her.

"Umeed, chalo ham chalte hain, ab bhai ko hamari zarorat nahi hai" Mimi said softly, held her hand and leaves from there.

"Farjaad, tumne mujhe yahan insult karne ke liye bulaya tha?" Reena asked.

"Reena, i am so sorry wo" Farjaad tried to apologized but Reena cutted, "please Farjaad, enough bht hogaya hai" She yelled and went inside the patient room.

Farjaad shook his head, went behind her.

**********

Umeed and Mimi reached in the hospital garden, Umeed crossed her arms and angrily looked at Mimi.

"Kya hua, aise kya ghoor rahi ho?" Mimi asked gently.

"Tumne kya harqat ki hai?" Umeed asked.

"Meinay jo bhi kia, bilkul theek kia hai" Mimi said confidently.

"Tumhara dimag kharab hogaya hai, tum mujhe insult karwa rahi ho" Umeed complained.

"Umeed, koi tumhe kuch bhi nahi kehsakta, tum na meri dost nahi bhen ho" Mimi said confidently.

"Acha meri jaan lekin wo tumhari hone wali bhabi hai, to ise thora respectfully baat kia karo" Umeed said meekly.

"Meri hone wali bhabhi to tum hi banogi, inshallah" Mimi said and giggled.

Umeed fakely offend and slightly slapped on her arm, Mimi giggled and did a side hugged.

"Acha, ham canteen mein chalte hain" Mimi popped an idea, Umeed smiled and they went towards the canteen.

*******

Reena was irritatingly walking in the reception. Umeed came there and looked at her, she smiled and directly about to enters in the room but Reena held her arm, Umeed surprisely looked at her.

"Tumhe sabko bht ache se bewakoof banana ata hai" Reena taunts at her.

"What?" Umeed asked shockingly.

"Matlab ye ke Mimi aur bakiyon ki to mujhe parwa nahi hai lekin Farjaad ko bhi tumne bewakoof banalia hai" Reena yelled.

"Dekho Reena, agar Mimi tumhe pasand nahi karti to is mein meri koi galti nahi hai, wo meri bht achi dost hai that's it" Umeed said softly, tried to explained her.

"Acha, aur Farjaad tum ise jitna dur raho tumhare liye itna behtar hai" Reena said and warned her.

"Oh, to tumhe ye galat fehmi hogai hai ke mein Farjaad ke kareeb ane ki koshish karahi hun aur inhe apni taraf karlongi" Umeed said and smiled mischievously.

"Tumhara koi bharosa nahi hai" Reena replied, Umeed removed her hand from her arm.

"Acha, sirf itna yaqeen hai tumhe tumhari mohabbat par?" Umeed asked sarcastically.

Reena angrily looked at her, "just shut up" She yelled misbehavingly.

"Acha to matlab tumhe inse mohabbat hi nahi hai tabhi to tumhe ek insecurity hai ke wo tumse dur na hojai" Umeed said.

"Han aisi samjhlo, mohabbat mein insecurity hoti hai" Reena said confidently.

"Aisi mohabbat ko time pass kehte hain" Umeed yelled, Reena got angry. She held her shoulder, "how dare you"

Mimi came there and looked at them, she quickly went towards them and slightly pushed Reena. She gave a dead glance to Mimi.

"Tumhari himmat kesi hui mujhe dhaka dene ki" Reena shouted.

"Reena, yahan tamasha nahi karna" Mimi warned her.

"Mimi, meinay kuch nahi kia" Umeed said and got tensed, she tried to justified herself.

"Mujhe pata hai, tum fikar nahi karo" Mimi replied.

"Ane dou aj Saim ko, wohi tumhe theek karega" Reena threatened her.

"Acha, to meri ek baat yaad rakhna, na hi mein tumse darti hun aur na hi Saim se, Saim bhi janta hai ke kon kitne pani mein hai" Mimi said confidently.

"Ye kya horaha hai?" Farjaad said from afar, Farjaad and Saim was standing there, they came towards them.

"Acha hua ap dono khud agaye, yahan Umeed mujhe insult karahi hai aur" Reena lied, but Mimi interuppted, "jhoot mat bolo Reena"

"Mimi, bas bht hogaya, ye tamasha khatam karo" Umeed whispered slowly.

"Ek minute Umeed, ye tamasha Reena ne shuru kia hai to khatam bhi yahi karegi" Mimi looked at her.

"Mimi, what happened?" Saim asked curiously.

"Reena ne Umeed se batameezi shuru ki hai, ab ye jhoot bolkar apne apko masoom sabit karahi hai" Mimi said truthfully.

"Reena, kya ye sach hai?" Saim asked and looked at her.

"Saim tumhe mujh par yaqeen nahi hai?" Reena said and ignored his question.

"Mimi, enough baat khatam kardo" Umeed interuppted, tried to stopped this argument.

"Reena, sorry kaho Umeed ko" Mimi said and ordered.

"Wait, tumhe lagta hai ke mein ise sorry kahongi?" Reena said.

"Theek hai, to aj ke baad mujhse aur meri dost se dur rehna warna agli baar hath uth jaiga" Mimi said and warned her confidently.

"Mimi, behave your self" Farjaad scolded her.

"Bas Mimi, chalo yahan se" Umeed said and held her hand, she forcefully walked from there while holding Mimi.

"Tum dono ne dekhlia, ye dono kitni batameezi karahi hain" Reena lied, tried to seek attention.

"Acha, mein dekh kar ata hun" Saim said and went from there.

******

"Reena, tum apna mood off kyu karleti ho?" Farjaad asked gently.

"Dekho Farjaad, mein tumhe yahan news deni ayi thi" Reena said.

"Kya?"

"Mein agle ek saal ke liye landon jarahi hun" Reena told happily.

"What?" Farjaad asked shockingly, his smile disappeared for a second.

"Hmm, mein jarahi hun" Reena replied.

"Tum pagal hogayi ho, abhi hamara nikkah nahi hua hai aur tum landon jarahi ho?" Farjaad asked tensely.

"Farjaad, tum bhi kahin nahi jarahe ho aur mein bhi kahin nahi jarahi, tum bhi pichle ek saal se out of country the, ab mujhe jana hai" Reena explained.

"Tumhe kyu jana hai?" Farjaad asked.

"Farjaad, mujhe abhi shaadi nahi karni, jab tak nahi karni jab tak Umeed ki shaadi nahi hojati" Reena replied.

"Tumhara Umeed se kya concern hai?" Farjaad asked.

"Tumhare ghar mein mujh se zyada Umeed ki value hai, aj Mimi ne mujhe Umeed ki wajah se dhaka dedia, kal hath bhi utha degi" Reena said annoyingly.

"Aisa kuch nahi hoga, tum Umeed ke liye mujhe chor kar jarahi ho?" Farjaad sighed.

"Han ek reason ye hai aur dusra reason hai ke mein apni life enjoy karna chahti hun, meri soch wo backdated Umeed jesi larkiyon ki tarah nahi hai, tum to yahi ho shaadi to baad mein hojaigi na" Reena said and explained him softly.

"Acha, matlab mein tumhare ek saal wait karun?" Farjaad asked.

"Dekho, tum intezar karloge to is mein problem kya hai?" Reena asked.

"Problem hai, mein tumhe pasand karta hun, tumhari wajah se meinay thora time wait time karlia tha na, ab dobara wait karwaogi" Farjaad yelled.

"Farjaad, agar tumhe wait nahi karna na, to tumhari jo marzi hai wo karo lekin mein ye fuzool mohabbat ki wajah se apni life kharab nahi karsakti" Reena said.

"Fuzool mohabbat?" Farjaad asked shockingly.

"I mean, ke mein ek saal baad wapis ajaongi, then iske baad sab set hojaiga, ham dono shaadi karlenge" Reena said smilingly.

"Matlab tumne decision lelia hai?" Farjaad asked sadly.

"Han, mom dad ne bhi permission dedi hai" Reena said happily.

Farjaad just smiled, "ok"

"And mein ye Umeed ki wajah se bhi karahi hun, wo tumhe mujh se door kardegi" Reena said annoyingly.

"Tum aisa kyu soch rahi ho, wo aisa kyu karegi?" Farjaad asked gently.

"Isne tumhare mom dad ko apne control mein kia hua hai, Mimi to already iske peeche pagal hai" Reena stated.

"Dekho, tum paka jarahi ho?" Farjaad asked sadly.

"Hmmm, acha mein uncle aur auntie se mil kar ati hun" Reena said smilingly, enters in the room.

********

Farjaad face was pale, "ye sab Umeed ki wajah se horaha, i hate her" Farjaad thought, angrily enters in the room.

********

After sometime, Shujaat Sahab was discharged from the hospital and came back to his home. Saim's family also reached there, greeted him. Reena mood was still off towards Umeed. Farjaad was sad and depressed after hearing the Reena's plan.

All the family members were sitting on the sofa in the launch except Umeed and Mimi.

"Reena, ye tumne kya naya plan banalia hai landon jane ka?" Farooq Sahab complained.

"Dad, ye mera final decision hai, mein landon jarahi hun" Reena ordered.

"Aur shaadi?" Saim asked.

"Tumne shaadi karli hai wo kafi hai lekin mein agle ek saal tak landon se wapis nahi aongi, mere apne bhi bht dreams hain" Reena explained rudely.

"Dekho Reena, ham jald se jald Farjaad ki shaadi karna chahte hain" Niggo Jee explained meekly.

"To ap Umeed se Farjaad ki shaadi karden, wese bhi wo apki bht favourite hai" Reena said misbehavingly.

"Shut up Reena, tameez se baat karo" Saim scolded her. Farjaad looked at her surprisely.

"Reena, say sorry" Saima Jee said and ordered her.

"Sorry aunti lekin mein abhi shaadi ke mood mein nahi hun, agar ap logo ko decision lena hai to lesakte hain" Reena said normally.

Everyone remained silent after hearing her decision. Farjaad was so sad because of her rude behaviour.

After sometime, Farooq family leaves from the Bahadur house. Umeed also leaves for her home, got satisfied by the Shujaat Sahab condition.

*********

"Ap log meri baat samjhne ki koshish karein, ye sab Umeed ki wajah se horaha hai" Farjaad yelled on his parents and Mimi.

"Bhai please, ap Umeed ko blame nahi kia karein" Mimi warned him.

"Han, Reena ne apne moo se khud is rishte se mana kardia hai" Niggo Jee supported Mimi.

"Han to aj to hospital mein mess create hua hai, iske baad koi bhi ye sab bardasht nahi karsakta" Farjaad said, took a side of Reena.

"Bhai, ap Reena ke pyaar mein itna pagal nahi hon ke sahi aur galat mein farq bhool jain" Mimi said and advised him softly.

"Shut up Mimi" Farjaad shouted angrily.

"Farjaad, mind your language" Shujaat Sahab scolded him.

Mimi told them everything about the hospital argument.

"Acha, to Umeed ka mood isliye kharab tha kyuke Reena ne ise batameezi ki hai" Shujaat Sahab said.

"Theek hai, Reena jana chahti hai to chali jai lekin ap log Umeed ka ana jana band karwa den" Farjaad demanded.

"Bhai, she is my best friend, mein is Reena ke liye apni dost ko nahi chor sakti" Mimi refused his demand.

"Reena jana chahti hai to chali jaye, wese bhi wo hamai pasand nahi hai" Niggo Jee said truthfully.

"Ap logo ko Umeed ne Reena ke against ki hai na, she is so dumb" Farjaad yelled and angrily leaves from there.

*********

"To Be Continued🤧

What do you think? Will Farjaad fall in love with Umeed?

Bạn đang đọc truyện trên: Truyen2U.Pro