"Episode 25"

Màu nền
Font chữ
Font size
Chiều cao dòng

He was just praying, didn't knew when he fell asleep.

*********

After sometime, Mimi enters in the room while holding the tray of dinner, her eyes was also dull and she can't sleep properly. She kept the tray on the side table, patted his brother head.

"Umeed?" Farjaad woked up and called her name, Mimi got shocked.

"Kya hua bhai?" Mimi asked in soft tone.

"Mimi, wo Umeed shayad mujhe bula rahi hai, mein iske pass jaraha hun, pata nahi wo kesi hai, mujhe yaad karahi hai" Farjaad said absent mindely, didn't knew what he had done. He was shivering and Mimi was trying to consoled him.

"Bhai, Umeed hospital mein hai, ap please apne apko sambhalein" Mimi said, tried to relaxed him.

Farjaad got normal, "mein hospital jaraha hun" He stated.

"Bhai, please mein apke liye khana layi hun, thora sa khana khalen" Mimi spoke gently.

"Nahi Mimi, mera dil nahi chah raha" Farjaad said and rejected.

"Bhai, thora sa khana khalein" Mimi requested.

Farjaad looked at Mimi with dull eyes, "Mimi beta, meinay apne apko bht samjhane ki koshish ki lekin meri jaan Umeed mein basti hai" He confessed to her gently while crying, tried to explained her. The tears were falling from his eyes like a heavy rain

Mimi got astonished, her eyes was teary. She can't looked at her brother like this.

"Bhai, apko?"

"Han, mujhe ab ehsaas horaha hai ke mein Umeed se bht pyaar karta hun, mein iske bagair marjaonga" Farjaad said quickly and gently, tried to control himself. He closed his eyes, "pata nahi kab, kaise, mujhe Umeed se bht mohabbat hogayi hai"

"Milke bhi ham na milen,
Tum se na jaane kyu,
Meelo ke, hai fasle tum se na jaane kyu,
Anjaane, hain silsile, tum se na jaane kyu,
Sapne hain, palkon taale, tum se na jaane kyu,
Tu jaane naa,
Tu jaane naa.."

"Song: "Tu jaane naa"
"Movie: "Ajab Prem ki gazab kahani"

Mimi wiped his tears, "bhai, ap agar karenge na to Umeed bilkul theek hojaigi, ap bas Allah par bharosa rakhein aur please khana khaye" Mimi reassured him.

*********

"Pasha Sahab, ap fikar nahi karein, Umeed bilkul theek hojaigi" Shujaat Sahab reassured him.

"Pata nahi, doctor kab se checkup karahe hain, abhi tak aye kyu nahi" Pasha Sahab said in tensed tone.

Doctor came outside the room.

"Patient ki bandages to hogayi hain aur bleeding bhi stop hogayi hai lekin inke sar par bht gehri chot ayi hai, abhi hamne inka check up kia hai, next 24 hours mein inka hosh mein ana bht zarori hai" Doctor explained them and leaves from there.

Pasha Sahab desperately sat on the chair, Sameer was consoling him.

"Insha Allah, Umeed ko hosh ajaiga, hamai aise himmat nahi harni chaiye" Niggo Jee said.

********

At 12:00am, Farjaad was freshen up, changed his previous clothes. Mimi enters in the room.

"Bhai, ap hospital jarahe hain? Mimi asked.

"Han beta, ap chal rahi ho?" He asked politely.

"Bhai, pehle maa aur baba ajain, phir ham chalte hain" Mimi demanded.

"Theek hai, tum ready hojao" He said softly, Mimi nodded and leaves from there.

Farjaad went towards the cupboard and opened the Umeed's almirah. He smilingly looked at her clothes, closed his eyes. Suddenly, he looked at the locker and got suspicious.

"Ye Umeed ki cupboard ke drawer mein kya hai?" He thought in his mind.

The lock was opened, Farjaad opened the drawer and looked at the diary first. He realized something.

"Ye kiski diary hai?" Farjaad asked curiously.

Umeed didn't replied, she bent down and took the diary.

"Ye meri personal diary hai" Umeed replied and went towards the bed.

"Aisa bhi kya personal hai?" Farjaad asked.

"Bas hai, ap chorein" Umeed replied and closed her eyes.

**********

Farjaad took the diary which was decorated with shining stars and flowers. He smiled and again kept the diary in the drawer, he took the calender and surprisely looked at the dates which was marked by marker. He didn't understand what is this, he kept the calender as well. Then he completed opened the drawer and kept on the ground.

He took his beautiful sketches which were present in the drawer and he got hell shocked. He surprisely starred the sketches and kept it on the ground.

He quickly took the diary and turned the page.

"Farjaad Khan Bahadur, my whole world"

It was beautifully written on the first page along with the date, 22:12:2017.

Farjaad mind was blanked at that moment, he started turning the pages and started reading.

"Zindagi mein bht se log ate jate hain, bht se logo se hamara milna hota hai lekin Farjaad mere liye wo ek aisa shaqs hai jo mere liye sab se khas hai, shayad mujhe Farjaad se mohabbat hogayi hai"

Farjaad eyes was teary at that moment, he can't believed on his eyes. He again turned the page and found his photos which was beautifully attached with the page. He smiled lightly and move forward, started reading.

"Mein nahi chahti ke Farjaad ko mere bare mein pata chale ke mein inhe kitna chahti hun, mein apni mohabbat ka izhar to nahi karsakti lekin koshish karongi ke ek waqt aye ke mein inhe sab kuch batado"

He was heartly reading some pages.....

"Farjaad, ek saal ke liye landon jarahe hain, pata nahi mein inhe dekhe bagair kese rahongi lekin meri ye dua hai ke wo jahan par bhi rahe, khush rahen, mein nahi chahti ke inhe koi bhi takleef phonche, thora sa intezar karna hai mein karongi"

The tears was falling from his eyes. He started turning the pages.

Aj Farjaad ki yaad mein, khayalon mein, mera ek din aur guzar gaya, zarori to nahi hai ke ham jise chahe, jis se mohabbat karein, wo hamari ankhon ke samne ho, ek saal se meri Farjaad se mulaqat nahi hui to kya hua, inki ek tasweer hi mere liye kafi hai"

Mimi enters in the room while calling his name, got shocked to saw his brother. He came to him and sat on the ground, looked at the diary.

"To akhir, apko ye diary mil hi gayi" Mimi said gently and smiled.

Farjaad got astonished and looked at her, Haya also enters in the room.

"Tum janti thi?" Farjaad asked.

"Han, mein janti thi, Haya, Sameer aur Saim bhi, sab jante the lekin sirf ap nahi jante the" Mimi answered.

"Han Farjaad bhai, ye Umeed ki mohabbat ka wo fal safa hai jis mein Farjaad Khan bahadur ka naam likha hai" Haya expressed in soft tone.

"Bhai, Umeed ne apni pori zindagi mein apni family aur mere baad jise mohabbat ki hai, oh sorry, jisse ishq kia hai wo ap hain, ap hamesha se jaana chahte the na ke wo kon hai jise Umeed mohabbat karti hai, to sunein wo ap hi the" Mimi confessed in hard tone.

Farjaad blinked his eyes, "han Farjaad bhai, pichle 6 saalon mein Umeed ki zaban par, iske khuwabon mein, har khushi mein sirf apka hi naam tha" Haya added.

"Bhai apko pat agai, Mein Umeed se larti thi, jhagarti thi ke wo apko sach batade lekin shayad iski mohabbat hi itni thi ke apko khone ke dar se kuch batati nahi thi" Mimi stated softly and smiled.

"Aur jab apke pochne par apko batane wali thi to apne apni mohabbat ka izhar Reena ke naam par kardia, jise wo chup hogayi aur hamai bhi chup karwadia" Haya answered, Farjaad was just heard them.

Farjaad realized the hospital incident....

"Wese tumhe achanak kya hogaya hai?" Farjaad asked.

"Kuch nahi, zinda hun aur apke samne hun" Umeed replied while rolling her eyes.

"Acha, tumhe wo dekhne nahi aya jise tum mohabbat karti ho?" Farjaad asked jokingly.

"Aaa to gaya hai" Umeed replied absentmindely, looked at him.

"Matlab?" Farjaad asked.

"Matlab, wo ab nahi aiga" Umeed replied.

"Kya hua hai, sab theek hai?"

"Jise mein mohabbat karti thi wo ab mujh se bht dur jaa chuka hai, wo kisi aur ko pasand karta hai" Umeed replied, without making eye contact.

"What, aisa kesa hosakta hai?" Farjaad asked shockingly.

"Aisa hi hua hai, tabhi mujhe anxiety attack agaya tha" Umeed replied.

"Umeed, wo tumhe deserve nahi karta tha" Farjaad explained her.

"Aise to nahi kahen, mein na iske bare mein ek lafz nahi sun sakti" Umeed yelled like a baby.

"Aree, tum to aise insaan ke liye gussa karahi ho jo tumhari kadar nahi karta" Farjaad said, got surprised.

"Meinay kabhi ise apni mohabbat ka izhar kia hi nahi to wo mujhe samjhta kese" Umeed told him.

"Jo bhi hai lekin ab tumhe move on karna parega, tum ise bhool jao" Farjaad ordered her.

************

Farjaad desperately closed his eyes, "tum logo ko mujhe batadena chaiye tha"

"Bhai, Umeed ne hamai kasam dekar chup karwadia, ham kuch nahi karsakte the"

Haya gestured Mimi and they leaves the room. Farjaad cried, his emotions and feelings were increasing. His pain was falling from his eyes in the form of tears. He again turned the pages and started reading.

"Ke miljai bina maange,
Koi aisi dua dekar chala gaya,
Mujhe wo chaiye tha,
Jo ye dua dekar chala gaya"

"Aj mere liye ise bari baat koi nahi ho sakti, ke Farjaad mera haal pochne aya tha, mujhe dekhne aya tha, ise mujh se mohabbat nahi hai to kya hua kam se kam ek dosti to hai, mein inhi chote chote lamho ke sath apni zindagi guzarongi"

"Kisi ko bhoolna aur mohabbat hasil karna asaan nahi hota, mein Farjaad ki mohabbat mein haar gai hun, mujhe is haar se bhi mohabbat hai, mujhe ise mohabbat hai jise kisi aur se mohabbat hai"

Aj ye Umeed Pasha, Farjaad khan babadur ko apni mohabbat ke bare mein to nahi bata sakti, lekin sari zindagi apni is duniya mein reh sakti hai, jo duniya isne apne aur Farjaad ke liye banai thi"

**********

"Aj wo din bhi agaya aur chala gaya, ye raat bhi guzar jaigi aur meinay jise chaha tha wo bhi chala gaya"

"Haya kehti hai ke zindagi mein bht log ate hain aur chale jate hain lekin mera maan na  ye hai ke kuch log apki zindagi ka ek khas hisa hote hain aur Farjaad meri zindagi ka koi khas hisa nahi balke meri pori zindagi hai, mein ye sochti hun ke kaash waqt ko rewind karke wahan lejao jahan sirf mein mohabbat hui thi aur wahan jakar apne qadam peeche karlun, mein Mimi ko kabhi chor to nahi sakti kyuke Mimi bhi meri zindagi ka ek khas hissa hai"

"Lekin pata nahi mujhe aisa kyu lagraha hai ke sab kuch theek hojaiga, meri mohabbat har gai hai lekin phir bhi mujhe wo haar mehsos nahi horahi, na mere dil se Farjaad ki mohabbat khatam hui aur na hi mein inhe bhool parahi hun lekin abhi bhi mujhe ek alag sukoon milraha hai"

**********

"Ye kesi mohabbat hai Umeed, tum itni khushi khushi sab kuch face karti rahi" Farjaad said and cried. He kissed on the diary and kept it on the heart.

Farjaad looked at the drawer and found his things, his pictures and smiled brightly. He took the drawer and again fixed it inside the cupboard.

He went outside the room and leaves for the hospital along with Haya and Mimi...!!

*********

"To Be Continued🫶"

**********

What if something will happen, what if Umeed didn't heard the confession from Farjaad?"

***********

Bạn đang đọc truyện trên: Truyen2U.Pro