"Episode 12"

Màu nền
Font chữ
Font size
Chiều cao dòng

In dining table, all were taking their lunch quietly, Farjaad and Umeed were secretly looked at each other.

Daniyal: "Rahim, exams kese horahe hain?"

Rahim: "bht ache horahe hain"

Farjaad: "Rahim beta, jaldi se exams khatam karo aur phir yahi ajana"

Daniyal: "han na, please" he insist him.

Rahim: "nahi to mein milne aya karonga naa" he said in hesitation.

Farjaad: "dekho, meinay kaha na ke tumhe yahan ana parega, wahan akela rehna theek nahi hai" he said in demanding tone.

Daniyal: "ok fine, agar koi problem hai to week mein 4 din yahan aur 3 din apne ghar spend karlo"

Rahim: "han 3 din yahan aur 4 din wahan, ab sahi hai?"

Farjaad: "wese to 5 days yahan ka rakhta lekin tunhari zid ki wajah se chup chap 4 din yahan aur 3 din wahan" he said in strict tone.

Umeed: "ap log pehle sukoon se lunch karlen, iske baad decide karli jiyega ke kya karna hai aur kya nahi" she complained.

Farjaad: "ok fine" he said quickly.

After lunch, Umeed and Rahim went to lawn and sits on the ground.

Rahim: "api, wese yahan ap comfortable to ho na?" He asked in a concern.

Umeed: "han, meinay yahan bht ache se apne apko adjust karlia hai"

Rahim: "nice"

Umeed: "tumhe pata hai, meri dosti hogai hai" she said with smile.

Rahim: "kis se?"

Umeed: "aree wohi Halaku khan" she came closer to him and whispered into his ear.

Rahim: "acha, sirf dosti hui hai?"

Umeed: "han, to koi masla hai?"

Rahim: "abhi jo ap logo ne sence on kia hua tha, wo dosti to nahi thi, wo to romantic sequence tha pora ka pora" he giggled and Umeed pushed him.

Umeed: "sara mood kharab kardo, itni achi baat bata rahi thi" she complained.

Rahim: "acha sorry sorry, wese dosti tumne ki thi ya Farjaad bhai ne"

Umeed: "meinay nahi ki thi, unhone khud ki thi, mere samne dosti ka hath barhaya aur meinay hath tham lia" she explained innocently.

Rahim: "ohhh, to dosti hogai hai, agai pyaar bhi hojaiga"

Umeed: "tumhara to dimag kahin aur chala jata hai, ham dono bht ache dost hain aur sirf Ahmed ke parents hain" she said in confident tone.

Rahim: "bas karo, kuch dino ki baat hai, ek dusre ki adat hojaigi na to pochonga ke kon dost hai ya kon husband wife" he said teasingly and Umeed angrily looked at him.

Umeed: "tumhari umar tumhari akal ke muqable mein bht choti hai, tumhari umar mein to mohabbat ka matlab bhi nahi pata hota tha" she said in irritated tone.

Rahim: "han to, mein bht advanced hun, love story shuru karwane mein ek minute nahi lagta, kaho to tumhari karwao?"

Umeed: "nahi, thank you"

Rahim: "as your wish" he giggled.

Farjaad came in the lawn and he was holding the cup of chai. He was standing behind Umeed and Rahim, went towards them.

Umeed: "wese jo baat hai Halaku khan bht acha hai, itna bura nahi hai" she said with a smile and Farjaad heard this, Rahim saw him and his face was pale, Farjaad gesture him to keep quiet and put finger on his lip, Rahim was trying to control her smile.

Rahim: "acha to Farjaad bhai apko ache lagne lage hain?" He said in hesitation.

Umeed: "aisi samjhlo, bht zyada caring hain, kher gharyal to wo hai hi, lekin changez khan ka robot version nahi hai" Farjaad smirk at her and said.

Farjaad: "chalo, shukar hai ke mujhe ab ye naam sune nahi parenge" he said teasingly and Umeed get shocked to heard his voice, they quickly stood up and turns towards them and Farjaad was softly smile at them.

Umeed: "ap yahan? Ap kab aye?" She said in hesitation.

Farjaad: "jab hi aya hun jab ap meri tareef karahi thi" he said innocently.

Umeed: "nahi, aisi koi baat nahi hai mein to"

Farjaad: "to kya ap meri burai karahi thi?" He said in sarcastic tone and trying to confused her.

Umeed: "ye baat nahi hai, ye jo sare naam hai na ye apko Rahim ne diye the" he pointed his fingers towards him and Rahim shockly looked at her and hold her finger.

Rahim: "api, kitna jhoot kahogi, meinay aise koi naam nahi diye" he said confidently and trying to defend himself.

Umeed: "Rahim" he said angrily and ran behind her, Umeed ran behind him and Farjaad was controlling his smile, Rahim immadiately went to Farjaad and hold him arms from behind.

Rahim: "Farjaad bhai, ap please api se bachalein, meinay aisa koi naam nahi diya tha"

Farjaad: "han han mujhe pata hai, apki bhen ne ek dafa call cut karna chor dia tha to meinay sab sunlia tha" he said and smiles at her. Umeed was shocked and confused, she started looking around.

Rahim: "ab bolo api, kon jhoot kehraha hai aur kon sach" he said in teasing tone.

Umeed: "tumhe to mein dekhlongi, tum mujhse bach kar dikhao"

Rahim: "han fine, pehle ap aur Laiba api aisi mere peeche bhagte the aur Rayyan bhai bacha lete the" he said innocently.

Farjaad: "koi baat nahi, is baar mein hun na" he said softly.

Umeed smiles at them and Daniyal calls Rahim, Rahim went inside the home and Farjaad softly looked at Umeed, she was not maintaining eye contact, she went towards the home but Farjaad hold her wrist, Umeed get shocked and starred at him.

Farjaad: "han to ab kahen, kya kehrahi thi ap?"

Umeed: "aree wo to meinay aisi naam rakh diye the" she said in innocent tone.

Farjaad: "gharyal?" He giggled.

Umeed: "apko hasna bhi ata hai, bht hi ajeeb si baat hai"

Farjaad: "kyu mein insaan nahi hun"

Umeed: "nahi, meinay aisa kab kahac naam to meinay isliye rakhe the kyuke ap non-stop time ke peeche bhagte rehte the, itni baat coffee par rokne ki koshish ki lekin ap nahi ruke" she describe in annoying tone.

Farjaad: "acha theek hai baba, i am sorry, bas" he said in expressive tone and with bright smile.

Umeed: "meinay sorry kehne ko nahi kaha, mein to apko bata rahi hun" she replied in hesitation.

Farjaad: "hmm, ye bhi theek hai" he eyes was filled with love.

Umeed: "andar chalein, Rahim aur Daniyal wait karahe honge"

Farjaad: "hmm chalein" he said innocently and Farjaad leaves her hand and they both went inside.

They both went in the launch, Daniyal and Rahim were happily play a ludo, Umeed and Farjaad sits beside them. They both started supporting to Rahim and Daniyal, Farjaad supported Rahim and Umeed supported Daniyal.

Farjaad: "Rahim beta! Ye bht cheater hai, agar khelo to bach kar khelna"

Umeed: "ek minute, ye masoom si shakal bhi kam nahi hai, bht bari fitnah hai" she replies in irritated tone.

Rahim: "aur khud ke bare mein kya khayaal hai, ap to cheating karne mein master hain" he giggled and Umeed angrily looked at him, Farjaad smiles at her.

Suddenly Farjaad phone started ringing, he looked at his phone and become disappointed.

Rahim: "kya hua Farjaad bhai, kiska phone hai?" He asked politely.

Farjaad: "kuch nahi beta, mein ek minute mein aya" he replied softly and quickly.

Farjaad leaves from there and reached in the  balcony and receives the call.

Farjaad: "tumne mujhe call kyu ki hai Arsalan?" He asked angrily.

Arsalan: "aree, shaadi mubarak ho, akhir ap ne bhi apni zindagi ki shuruwat kar hi" he said with a evil smile.

Farjaad: "to tumhe bhi pata chal gaya, achi baat hai" he replied sarcastically.

Arsalan: "mujh se koi baat nahi chup sakti, ab tum dekho tumhare ek masoom sa sala bhi hai, "Rahim" aur tumhari wife "Umeed" dono hi bht masoom hain aur masoom log to hamesha mushkil mein ate hain" he said with smile.

Farjaad: "just shut up Arsalan, aj ke baad mere bache aur meri wife ke bare mein ek lafz nahi kehna, warna phir tumhe pata hai ke tumhare dad ke sath kya hua tha?" He said angrily.

Arsalan: "oh, to tumhe bura lagaya, sorry" he said teasingly.

Farjaad: "apni bakwas band karo aur ainda ke baad mujhe call nahi karna" he said and cuts the call.

Farjaad become irritated and disappointed, he was trying to control his anger and went from the balcony, he went to the launch and saw the smiling face of Umeed and Rahim, he was so disturbed after heard the Arsalan threads, he went to them and sits beside Rahim.

Daniyal: "kya hua bhai? Kiski call thi?" He asked.

Farjaad: "nahi wo office se call thi" he replied softly.

Rahim: "baat suno, mera parso exam hai to ham ye sab baad mein khelenge"

Umeed: "han to jakar parho, fail nahi hojana"

Rahim: "api, jab khud achi ho to baat bhi achi karo"  he said in irritated tone, Farjaad giggled.

Rahim stood up and leaves from there.

Daniyal: "ap dono bhi jasakte hain, privacy bhi kuch cheeze hoti hai" he said in flirty tone and quickly leaves from there, Farjaad angrily looked at him.

😂😂

"To Be Continued❤️"

Guys stay tuned for more episodes, you will gonna enjoy🙏

Bạn đang đọc truyện trên: Truyen2U.Pro