"Episode 22"

Màu nền
Font chữ
Font size
Chiều cao dòng

Umeed: "kya mazak hai ye?"

Farjaad: "mazaak nahi hai, mohabbat hai" he said romantically.

Umeed: "acha, mazak karahe hain?"

Farjaad: "meinay mazak kia kahan hai?" He wink at her and Umeed surprisely looked at him on its joke, Umeed pushed him and he started giggled, Umeed make a face and went in her room. Farjaad control his laugh and follows her. Umeed stopped walking and sits on a bed, Farjaad sits beside her.

Farjaad: "aree, mazak karaha tha" he said romantically.

Umeed: "pata hai"

Farjaad: "btw, i love you" he smiles at her.

Umeed: "but i don't love you"

Farjaad: "acha, paki baat hai?" He asked sarcastically.

Umeed: "acha ok, i love you" she lowered her glaze.

Then they smiles at each other other, started talking, spend their romantic and magical moments with each other🫶❤️

*********

Next Day, Farjaad and Umeed were sleeping peacefully, Farjaad woke up first and looked at Umeed, he smiles at her and turns his face towards her, started starring her.

"Khwaab rahe kis kaam ke mere,
Khwaab se pyaar tu sach mein,
Sun haaniyeeeee,
Jind jaaniyeeeee❤️

Umeed was still sleeping, she change her poster towards him. Her hairs was spreading on her face, Farjaad softly remove the hairs infront of her face💗

"Zakhmon ko mere,
Marham ki jagah,
Bas tera chuha chaiye,
Tu hai to mujhe phir aur kya chaiye,
Tu hai to mujhe phir aur kya chaiye🫶"

Umeed opened her eyes and surprisely looked at him, their eyes met. Umeed started starring him suspiciously and Farjaad was starring and smiling at her, Umeed stood up and leaned her head against the bed😇

Umeed: "aise kya dekh rahe hain?"

Farjaad: "dekh bhi nahi sakta?"

Umeed: "nahi, bilkul bhi nahi" she started looking around.

Farjaad: "mein to dekhonga, apko koi aitraaz hai"

Umeed: "acha, jab behosh hui thi to ap dekh nahi rahe the?" He asked with smile.

Farjaad: "mein bht dar gaya tha"

Umeed: "Arsalan ne bht tang kardia hai na?"

Farjaad: "han soch raha hun ke ise jo chaiye wo ise dedun" he shared his concern with her.

Farjaad woke up and leaned his head against the bed.

Umeed: "to agar apne yahi karna tha to pehle kardete, jab hamari shaadi nahi hui thi?" She asked.

Farjaad: "is time itna dar nahi tha na, mere pass meri koi kamzori nahi thi, Daniyal bhi bara hai samjhdar hai, isliye wo bhi tackle karna janta hai"

Umeed: "ye bhi hai, lekin aisi baat hai to apko pehle dar nahi lagta tha"

Farjaad: "nahi, pehle apni jaan ki parwah nahi thi lekin ab meri jaan ap mein basti hai na isliye, mein ab apko, Ahmed aur Rahim ko nahi khosakta" he said with a smile.

Umeed: "wohi to ab mein bhi apko nahi kho sakti" she replied with smile.

🤍🤍🤍🤍

Umeed was setting her wardrobe, Farjaad was busy in his laptop. Someone knocked the door of the room and Rahim enters in the room.

Rahim: "api, Rabia api ap se milne ayi hain, neeche ajain"

Umeed: "kya, Rabia ai hai?" She asked surprisely.

Rahim: "han han, abhi abhi ayi hain" he smiles.

Umeed: "han, tum jao aur jakar ise dining room mein bithao, iske sath jakar betho, mein arahi hun"

Rahim: "mein kahan betho, Daniyal bhai full company derahe hain" he giggled, Farjaad smiles at him and closed his laptop.

Farjaad: "kya matlab?"

Rahim: "matlab ye, ke Daniyal bhai ke chehra khil gaya tha jab Rabia api yahan ai thi" he explained.

Umeed: "fuzool batein nahi karo, jao" she giggled.

Rahim: "han theek hai, mein jaraha hun, ap dono romantic batein nahi karna shuru kardijiye ga, neeche ajaiga" he quickly said and Umeed was shocked, she was even about to reply but Rahim ran in a second, Farjaad giggled.

Umeed: "isko mein dekhlongi, pehle filhal ham neeche chalte hain"

Farjaad nodded his head and they leaves the room. Umeed reached in the dining room and Rabia looked at her with soft smile, she stood up and hugs her tightly. Farjaad also greeted her.

Umeed: "tum kahan gayab hogai thi?" She complained.

Rabia: "yaar mein 1 month se london mein thi aur 2 din pehle wapis ayi hun, lekin mujhe pata chala ke tumhara sath ek incident hogaya to foran chali ayi" she explained softly.

Umeed: "incident to hote hi rahenge"

Farjaad: "Umeed, ap sari batein khare khare karengi, ap dono bethen jain"

They both smiles and sits on a sofa, Farjaad sits at another sofa beside Daniyal.

Rabia: "Farjaad bhai, Umeed sab theek to hai na?"

Umeed: "mein tumhe kya bataun, kuch theek nahi hai" she said in worried tone.

Farjaad and Umeed explained her about Arsalan, all the difficulties which they are facing🫶

Rabia: "Arsalan ka full name kya hai?" She asked suspiciously.

Daniyal: "Arsalan Malik"

Rabia: "wait"

She picked her phone and started scrolling, she gave a phone to Daniyal.

Rabia: "kahin wo ye Arsalan to nahi?" She asked shockingly, Daniyal and Farjaad looked at the photo and become shocked.

Daniyal: "han ye to Arsalan hi hai" he replied hesitately.

Farjaad: "Rabia, ap ise kese janti hain?" He asked curiously.

Rabia: "Farjaad bhai, ye mere bare bhai hain, Arsalan malik" she replied to them, they trio face was pale, they can't believe in her words.

Umeed: "are you serious, tum mazak karahi ho?"

Rabia: "Umeed, tumhe mere naam se nahi pata chal raha? Mera pora naam Rabia Malik hai, ye baat to tum janti thi"

Umeed: "lekin meinay kabhi tumhare aur Arsalan ke name ko compare nahi kia, name to sab ke ek jese hote hain" she replied.

Rabia: "han, yahi sach hai ke ye mere bare bhai hain"

Umeed: "lekin meinay inhe kabhi aj tak tumhare ghar par nahi dekha"

Rabia: "ye buisness ke silsile mein out of country jate rehte hain, tumhare mere ghar itna ana jana nahi hota tha, sirf mein hi ati hai"

Daniyal: "kya wo ye baat janta hai ke ap dono best friends hain?"

Rabia: "mujhe nahi pata, lekin sirf itna pata hai ke mein galat nahi hun, meri mom aisi nahi hai, mein Arsalan bhai jesi nahi ho" she become embrassed.

Umeed softly smiles and hold her hand🫶
"Mujhe pata hai ke tum aisi nahi ho, kafi time se tumhe janti hun, tumhe safai dene ki zarorat nahi hai" she said softly and console her.

Rabia: "baba hamesha se Arsalan bhai ki galat baton par parda dalte the, kabhi aj tak inhone inhe sahi aur galat ka farq nahi samjhaya, meri ami ne inki achi tarbiyat karne ki bht koshish ki thi lekin baba ne inhe bhi hamesha galat hi kaha" she explained innocently.

Farjaad: "isi reason ki wajah se Arsalan ek evil bangaya hai"

Rabia: "lekin mein Arsalan bhai ko kuch bhi galat nahi karne dungi, mom ko bhi ab inki koi parwah nahi hai, sirf mein aur ami hi jo hain ek dusre ke liye hain"

Umeed: "tum please aunti ko kuch bhi batakar pareshan nahi karna, ham kuch na kuch solution nikal lenge"

Daniyal: "Rabia, ap koshish karein ke hamai information miljai ke Arsalan kya karta rehta hai aur kya nahi"

Rabia: "Arsalan bhai to raat ko kabhi ghar ate hain ya kabhi nahi ate lekin ap teeno fikar nahi karein, mein koi na koi solution nikalongi lekin ap log bht sambhal kar rahiye ga, kyuke bhai bht dangerous hain wo kisi ko bhi harm karsakte hain. Umeed, tum Rahim ka bht khayal rakhna, kyuke mujhe lagta hai ke Arsalan bhai Rahim ko torture karne ki koshish karenge" she warned her.

Umeed: "han tum fikar nahi karo"

Suddenly they heard the crying voice of Ahmed.

Umeed: "Rabia, chalo andar chalte hain, Ahmed bhi roraha hai" she said with smile and Rabia nodded her head, they both leaves from there. Daniyal smiles at Rabia and Farjaad notices her.

Farjaad: "come on Daniyal, please don't flirting" he giggled.

Daniyal: "bhai ab aisa bhi nahi hai" he make a face.

Farjaad: "agar waqai mein mohabbat hogai hai to Umeed se baat karun, acha hai unki best friend ghar par ajaigi" he said teasingly.

Daniyal: "nahi koi zarorat nahi hai" he started blushing.

Farjaad smiles and started scrolling his phone, Daniyal leaned his head against the sofa and take a newspaper from the table, hid his face😂

🫶🫶

Umeed and Rabia were in the Ahmed's room, sitting on the bed, talking with each other.

Rabia: "to finally tumne Farjaad bhai ko accept kar hi lia" she said teasingly.

Umeed: "meinay inhe reject kia hi kab tha?" She replied confidently while looking around.

Rabia: "itna handsome banda hoga to kon pagal reject karta hai, mein janti hun ke shaadi se pehle tumhe ise pyaar hogaya tha" she giggled at her, Umeed control her smile and take a pillow, hits her. Rabia stopped giggling.

Umeed: "tum bht fuzool bakwas karahi ho" she was blushing.

Rabia: "aree mazak karahi hun, by the way tumhe to Farjaad bhai se mohabbat to hogai hai" she asked with smile.

Umeed: "han, mujhe bhi nahi pata ke ye sab kese hogaya lekin i love him"

Rabia: "aur inhe to tumse ishq hai, mujhe dikhta hai" she said teasingly, Umeed started looking around.

Umeed: "i mean, ab sab kuch acha hone laga hai, wo bht ache hain, inhone mujhe dil se accept kia hai" she was totally lost in his thoughts.

Rabia: "han, mujhe pata hai ke wo bht ache hain" she pinch Umeed, Umeed smiles.

Umeed: "tum meri choro ye batao ke Daniyal tumse bht frank horaha hai, kya chakar hai?" She asked teasingly and Rabia was shocked.

Rabia: "pagal hogai ho?"

Umeed: "bano mat mein sab janti hun, you love him"

Rabia: "shut up Umeed, aisa kuch bhi nahi hai" she said without maintaining eye contact.

Umeed: "bas kardo, aisa hi hai, sach sach batao"

Rabia: "pata nahi, hoga to bata dungi"

Then they both were talking like this😭🫶

"To Be Continued"

Guys, so sorry for late and now i will trying to post the episodes daily, stay tuned. Do comments and votes as well.

I am pretty sure that you all were watched the 4th episode of Fairy Tale 2 and you all got crazy like me🫶❤️😂

The dance performance, bridal shower and the upcoming shaadi sences are enough to make you fall in love with them again and again🥹❤️

Bạn đang đọc truyện trên: Truyen2U.Pro