Heer Toh Badi Sad Hai

Màu nền
Font chữ
Font size
Chiều cao dòng

So, this story starts after some days of the picnic scene but iss baar na vo monu bro na sadme sadme mein jungle mein bhi nahi gayi thi to fir shot hone ki chances hi nai hai and now she is upset with karan bhai aur sid bhaiji ko ye bhi nahi pata laga tha that monu loves karan , The rest is same

Today there was no drills because of some problems so everyone gathered in mess

In Mess (meri story iske bina adhuri hi hai )

Bala - Bhaiji bore ho rahe hai 

Sanju - Koi na tere laane abhi yaha home theatre banwa deto hai 

Bala - Idea vaise bura nahi hai sanju madam

*Sanju glared Bala*

Sid (whispers to Bala) - Tujhe pata hai bro tu just maut ko takkk se chhuke wapas aaya hai 

Bala(whispers back to sid) - I agree 

Sid - Aaj pehli baar tune english ka murder nahi kiya 

Bala - Are haa sid bhaiji aur aapne hindi ko suicide karne se bacha liya

*In happiness they hugged each other*

Monu - Lagta hai deolali ke mental assylum mein baat karni waise bhi waha do logo ke liye room khaali hai aaj hi meri waha ke counselor se baat hui hai 

Sid - Ek minute aaj to friday hai

Bala - Nahi sid bhaiji aaj thursday hai 

Monu - AAJ SATURDAY HAI 

Bala and Sid - Ooooooooooooooooooooo

Sanju - Ho gayo

Bala - Ji madam

Chitra - #Let's play Truth and dare 

Sid - Jab puri ramayan khatam ho gayi ye draupadi ko bachane aayi hai 

Bala - Vaise draupadi mahabharat mein thi 

Sumanji - Are vo sab chhodo na chalo khelte hai vaise bhi aaj drill nahi hogi 

Sid and Bala - I am in

Monu - And I am out 

Karan - And me too 

Sid and Faizi - Are par kyu aao na maza aayega 

Monu - Dekh Sid vaise hi picnic ke drama se mera mood kharab hai aur mat kar (staring at karan bhai)

Sanju - Aur vaise bhi picnic se  mann nahi bharo tumahara

Koel - Please na monami mere liye 

Faizi - Haa sanju aur karan please

Sanju karan and monami - OK \ accha thik hai 

So after everyone's turn except monu bro bottle stopped on Bala 

Sid - Main puchunga

Bala - puccho 

Sid - Truth or Dare 

Bala - Truth 

Sid - Sacchi  sacchi bataiyo kal mere lotion ko tune dove shampoo se replace kar diya tha na 

Bala - Umm vo sid bhaiji ahh vo aa maine hi kiya tha kyuki aap hi ho jo itna lotion use karte ho isiliye ni matlab maine tuesday ko bottle mangwaayi thi aur saturday tak khatam aur mujhe pata hai agar abhi main room mein jaaunga to mujhe vo bottle khaali hi milegi 

Monu -I agree ni kya lotion peekar nasha karta hai kya 

Sid - Ahh Guys game par focus kare 

Monu and Bala - Hmm 

*They spinned the bottle and the bottle stopped on Monu bilo*

Sid - Main puchu main puchu 

Bala - Kya har baar aap hi pucchoge this time I am gonna ask 

Koel - Taaliya pehli baar isne english ka ek shabd bhi galat nai bola 

Bala - Yaar sab yahi keh rahe hai 

Sid - Accha chal pucch le

Bala - Hmm to doctor madam your first love 

Monu - My mother 

Bala - Mera matlab crush 

Monu - Well I can't say the name but uske name mein double A aata hai to guess kar lo

Bala - Ye kya hota hai doctor madam ab yeh bhi karna padega 

Sid - Wahi to 

Bala - Sanjana madam 

Sid and monu glared bala 

Bala - Ahh nahi umm haa Karan bhaiji 

Monu - Kuch bhi kya bala *but she stopped and realized that he got it correct* ahh aisa kuch nahi hai let's continue the game 

Sid - Par sabki turn ho chuki hai bro to tu apna answer de 

Monu - Haa to apne room mein aaram karle jaake (And went to her room )

Sid - Isko kya hua 

Bala - Pata nahi 

*But hamare karan bhai ko to tum jaante hi ho jab tak faaltu kaam nahi karenge to unko shaanti kaise milegi (shaanti bro ki baat nahi ho rahi yaha par) to janaab ji pahunch gaye monu vmro ke room mein *

Monu(while talking to gappu)- You know gappu uss khadoos shergill ki wajah se main aaj fas jaati but isme it's not his fault that I love him but firstly I want to be friend with him and want to know him deeply 

*Unknown to her our karan bilo heard it and he was like - Why am I here , He entered the room*

Karan - Wo kya tha mess mein 

Monu - Kya kya tha 

Karan - Accha you don't know 

Monu - Yes 

Karan - Accha suno I am sorry for that day (But our monu bro didn't gave bhaav to karan bilo and she went to garden with gappu aur fir kya karan bhai bhi chal diye picche )

Karan - Are monami suno to *And he held monu bro's hand very tightly (I am laughing while writing this cuz I am very bad at writing romance isiliye aage koi scene nahi hua )

Monu - What

Karan - See I know that was my fault maine uss din bahut kuch bol diya and that was not for you I mean galti se mera saara gussa  tum par utar gaya and I am really sorry for that umm FRIENDS???*with cute si smile ab itni pyaari smile ko koi kaise mana kar sakta hai *

Monu - FRIENDS *While shaking hand and having a cute eye contact with karan bilo*

Bala and Sid - OH TO YE BAAT THI 

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

Haa khatam I know bahut chhota OS tha koi naya bhi aane wala hai bas abhi   Hehe 1 maina aur lagega abhi agar idea na aaya to aur  vaise bhi tum logo ko apan ki faaltu bak bak nahi jhelni padi aue specially the starting waala dialogue 

Tab tak ke liye dekhte rahiye ziddi dil maane na whoopsie vo to khatam ho gaya koi ni maddam sir dekh lo yaar 

JAI HIND 

THIS IS YOUR AUTHOR WITH NO NAME 

TO CHALIYE BAND KARTE HAI 🙃

Bạn đang đọc truyện trên: Truyen2U.Pro