hayat Villa ke baasi

Màu nền
Font chữ
Font size
Chiều cao dòng

Phir dono jhat se tyyar hokar phat se Bahar nikli....
"Matloob hayat' maashre mein naam hi kaafi hai kaam banne aur bigadne ke liye..intehaan hii nafees aur baraub shaksiyat Jo apni kamyabi k liye si okrf apne Amma Abba se sikhe usuloon ko hi maante the Jo unhone apne kaam aur pariwaar mein sakhti se kaargar Kar rkhe the .jaise Sach ka saath Dena ,paiso se zyada jeene ke liye rishte zaruri hote hai.. betiya Beto se zyda Azeem hoti hai wagerah wagerah..
Jab inki shadi hui to yeh dua thi beti ho .. lekin Allah ne yeh khwaish chaar Beto k baad Puri kri..
Sabse pehle firoz hayat'   gusse k jalal hadd se zyda waise to karobaar k silsile m Ghar se Bahar hi rehte lekin jab bhi ghr mein hote bachhe aaspaas aate hue bhi ghabrate ..inki aihliya mehar hayat' hai to khamosh tabiyat khatoon par har baat mein yehi khti'daim k abbu jaane'wo alag baat thi unke har faisle ke peeche dimaag khud ka hi hota..inke do bachhe daim aur parizaat jise sab pari kehlate
Phir Saleem hayat' mauj mein rehne wale bachho k dost h biwi mehar hayat' ki jii huzuri mein lage rehte wo bhi inki baato pr muskurati rehti ... Inke 3bachhe saquib ..phir ana phir chota amaan
Phir raquib hayat' Inka pta hii nhi chalta yeh Ghar mein hai ya nahii khamoshi fitrat saadgi pehchaan wli baat lekin aihliya khatija hayat' Ghar m raunak lagaye rakhti... Inke do bachhe hai rabab aur chota ayaan...
Phir aayii matloob hayat' ki dili dua Fatima ... Ghar ki khushiyo k sabab ..karobaar ki tarakki sab inke naam ..haath k chaale ki tarah badi huii.. aur 20 saal ki Umar mein hii Ameer kabeer mustajab wahab   ka rishta aaya ..toh do bade Beto k saath inki bhi zimmedari se farig hua gya lekin kismat ko khushiya kaha manzoor thii ek haadse mein mustajab chal base ..yeh bahut bada jatka tha matloob hayat' k liye wo har baar beti se saath chalne ka kehte toh har baar yehii jawab aata "aap bura na maniye Abba lekin mein sarfaraz ko waise hii paalna chaati hu jaise mustajab chahte the ..Mera bachha abhi 5saal k hii to hai apne Ghar rahega to sambhal jaega.. aur waise bhi Ghar kitna Durr h aap sab mere saath hai janti hu main ..." Phir kya tha hayat' Villa mein sab maaf tha lekin Fatima aur bete sarfaraz ki shaan m gustaki bilkul bardasht nhii ki jaati hai...
Jitne alag matloob hayat' utne ajab inke bachhe aur utne hi gazab unke bachho k bachhe... Aaj Fatima k beta sarfaraz waqeel hai Walid k khwaab k mutabiq ... Inke saath k do pote daim hayat Ghar k business mein pura pura hissa liye rakhte lekin gusse mein pure baap par gye h.. hayat' Villa k Waheed ek personality Jo Sach bolte hue dadajaan se bhi nahi darte..dadiammi ke laadle...
Dusre saquib hayat ghar k karobaar hote hue bhi dusri jagah kaam karte nhii nhi kuch Kar dikhane k junoon mein nahi balkii classfellow jis company mein kaam karti thi waha...Ghar mein sab ko apni shadi k shor sunae phirta wo alag baat thi koi dilchaspi nahi leta...
Aur amaan ayaan Jo kehne ko to Ghar ke shehzaade the lekin koi inko chalne nhi deta 8wi mein hone k bawajood...khelne k liye behno k peeche bhaagte lekin sirf pari Inka saath deti jiski wajah se pari ki dhum kehlate ..
Ab baari inn Ghar ki chidiyoo koi... Most special personalities of hayat Villa....
Ting ting that's 2nd chap..

I hope you like it n pray u love it😉

Achha btae koi aisa character laga Jo aapke Ghar mein maujood ho

I know this chapter is descriptive lekin future k liye history to zaruri hai naa ..

Raise your hands who are waiting for next chapter...

So I m waiting for lots of votes and comments ... Ki mein pareshaan hojao padhte padhte. 

Hey do votes and comments na. 
Pleaseeeeeeeeeeeeeeeeewwww

Allah Hafiz
Take care

Bạn đang đọc truyện trên: Truyen2U.Pro