16. Foreshadowing?!

Màu nền
Font chữ
Font size
Chiều cao dòng

RECAP

Sh: "Haa hello Chipkali,"

Ra: "Shiva, hello, pahunch gaya tu, theek toh haina, kuch khaaya piya raaste mein?"

Sh: "Shaant hoja chipkali, theek hun main, bas abhi aur ek ghante ka rasta hai, pahunch jaayenge 8 - 8:30 aje tak."

Ra: "Hello, Shiva...Kya bola awaaz nahi aayi..Hello.."

Sh: "Hello, Hello, chipkali, hello Aayi awaaz... hello"

Ra: "Hell...."

Sh: "ayyeee," And *Crash*

Ra: "Shivaaaaaaaaaaa!!!!!!!"


...

Ra: Shiva, Hello, Shivaa!! Shiva bolna thrrk haina tu..(in a panic voice)

Sh: Ayye, dhakkan tere mein akkal wakkal hai ki nahi, speed breaker accident rokne ke liye hota hai karwaane ke liye nahi, theek se chala.....

Raavi heard some words of Shiva and sighed in relief that he was fine but still his voice was getting cut..

Sh: Chipkali, kuch nhi hua, bas jhatka laga tha zor ka, aur sunn tujhe mein Jaamnagar pohochne ke baad phone karta hun theek hai, Jai Somnath.

Ra: Jai Somnath, aur khayaal Rakhna apna.

She sat on the bed sighing in relief and clutched her mangalsutra. "Ek pal ko toh jaise jaan hi nikaal di thi, Hey Baba Somnath. Shiva ko ache se rakhna waha."

She was feeling dizzy but then remebered something and staright away went to the kitchen.

"Ek toh itni bari news hai, maan rahi hun Shiva ke aane se pehle kisi ko bataa nahi sakti, pann usse kheer ke saath baat toh sakti hun. Aaj kheer banati hun Raat ke khaane ke saath. Fir jab officially announce hoga toh sab celebrate karenge." Raavi chirped happily and twirled after taking milk from the freezer.

She was the happiest woman of the earth at the moment and her cheeks were glowing from the early pregnancy glow. She was humming a melody and very diligently making Kheer for the whole family.

At the Dinner time, Everyone were settled in their respective place. Rishita sat on her comfy chair. Raavi came and handed her a bowl. "Arrey Raavi Kheer?? Mujhe kheer ki koi cravings nahi ho rahi thi abhi."

Raavi beamed a happy smile and fed her a spoon of kheer. "Rishita, sirf tumhare liye nahi pure pariwaar ke liye banaayi hai kheer meine." Raavi blushed telling that.

Rishita who was now fully concentrated on the kheer asked her "Achaa?? Aisi kaunsi khushi ki baat hai jo kheer banaya tumne?? Shiva chala gya isiliye." Rishita teased her and laughed.

Raavi frowned listening to that. "Kya Rishita tum bhi?? Mazaak karna bhi hai toh soch samajh ke karo na, Shiva ke jaane se kya mein jashan manaungi??" Rishita realised it and said "Arrey achaa theek hai sorry, par tum naa aaj kal bari moody type ki ho gyi ho."

" Pata hi nhi chalta kab isko kya ho jaaye?" She muttered under her breath.

"Kuch kaha tumne??" Raavi narrowed her eyes asking "Arrey nhi nhi.... " "Kaan tez hai iske, bachke rehna rishita" Rishita again murmured.

Raavi then went to the kitchen and served the dinner and the Kheer. Everyone enjoyed The dinner and the Kheer.

"Arrey waah Raavi, Aaj kitne dino baad humare ghar mein kheer bani hai mazaa agya." Gautam praised her while licking the spoon.
Krish laughed watching Gautam and in return Gautam gave him a glare.

"Waise jo bhi bol Markundi, Itne dino baad meetha khaake achaa laga, warna wahi sab roz roz ka khaana khaake, ub gyi thi mein bhi." Raavi smiled widely for Suman's compliment.

" Hmm, Raavi, Kheer toh tune bahut badhiyaa banayi hai, Pann dekhna, Ghar ke Haalat ache nhi hai, abhi ek ek paise jod jod ke hisaab karna par raha hai, aise befaaltu mein Doodh aur dry fruits baahaya mat kar. Dekh bahut mehnat se bacchat karti hun mein, Abhi dukaan bhi khari karni hai . Samjhi na tu!" Raavi's smile fade away after listening to Dhara. She fidgetted with her Dupatta and the Kheer she was eating so happily now wasn't going down her throat.

"Ayye Bhagodi ki beti, meethe ko kabhi manaa nahi karte samjhi. Warna teri tarah ho jaayegi sabki zubaan," Suman told sternly whilst adjusting her pallu. "Pann Maa, paise.." Dhara retorded but was cut by Gautam. "Dhara jaane dena." Dhara glared at Gautam and took the plates.

Raavi too took her plate and started  helping Dhara, while washing the Plates and a tear drop fell from her eyes. She suddenly back hugged Dhara and whispered a "SORRY". Dhara stood still by this action of Raavi.

"Raavi ...kya hua??" Dhara asked in a sugar sweet tone.

"Sorry Dhara di mujhe.. mujhe sochna chahiye tha, mein.... mein itni khushi thi.. Bina soche samjhe ki abhi condition aisi nahi hai, meine.... Kheer" . Dhara rolled her eyes and sighed. She poured some water and gave to Raavi.

"Chal achaa hai tujhe baat toh meri samajh aayi, dekh Raavi bura mat maan naa, pann abhi bahut zimmedariyan hai:
Dukaan, paise,aur insab mein zaruri Rishita ki pregnancy."

Raavi raised her head to meet Dhara's eyes. "Rishita iss ghar ko uska vansh de rahi hai, uska khyaal rakhna parega na... Ab kal ko tu maa banegi, tab tera bhi hume aise hi khyaal rakhna parega na.." Dhara said while cupping Raavi's cheeks. "Achaa hua jaise tum dono ki shaadi ek saath hui thi Bacche ek saath nhi ho rahe hai, warna itni bari resposibility hum sambhaal hi nahi paate... kahi dusra baccha sambhaalna abhi bojh ban jaata... kheir woh sab chor... Chal Jaa soja."

Raavi's heart started beating fast after hearing Dhara and she straight went to her room & latched it.

"Achaa hua jaise tum dono ki shaadi ek saath hui thi Bacche ek saath nhi ho rahe hai, warna itni bari resposibility hum sambhaal hi nahi paate...kahi dusra baccha sambhaalna abhi bojh ban jaata..."

Raavi's mind was constantly echoing the particular sentence of Dhara and a fear was settling in her heart. No one is financially prepared for responsibility of two Pregnancies. How can they manage?? Will Shiva after knowing about this will tell her to abort?!

"Nahi!!" Raavi gasped in shock and set on the bed with a thud. "Gadhedi, ek nanhi si jaan ki jaan lene ke baare mein Shiva kabhi nahi soch sakta hai. Rishita.... Rishita bhi toh pehle ready nahi thi, Pann Hogya na sab, Uske che mahine bhi pure hogye. Tu zyaada soch rahi hai, Dhara di ko thode hi na pata tha." Raavi said to herself .

"Yeh sab sochna band kar aur chupp chaap soja, No negative thoughts.. baby ke liye bura hoga.. achaa soch bas .. Haa .
Soja...
Waise bhi Kal reports leke aana haina." Raavi went to change in her night suit. After comeing to her room she sat on the study table and took the diary from the drawer.

~"Baby, So Sorry Mumma ne phone kiya tha papa ko Bataane ke liye, Pann himmat hi nhi hui tab, aur uske baad toh bahut kuch ho gya, woh chodo. Isiliye Ab jab Papa waapis aa jaayenge tab hum surprise denge Papa ko Ok.

Bye Baby, Mumma loves you the most."~

Raavi kept the diary back in the drawer and made herself comfortable on her side of the bed. She ran her hands around Shiva's side and a hollow feeling settled in her heart.

"Teri itni aadat ho gyi haina Bhootnath, Ab jab tak tujhse chipkali ke tarah na chipak ke sou, neend hi nahi aati hai, Pann ab mujhe apna khyaal rakhna parega iss chotu Pandya ke liye." She caressed her belly and smiled. She switched of the lights and turned on the dim lights & finally slept.

Meanwhile Shiva too reached Jamnagar but it was very late, The traffic and bad condition of the roads making their 4 hours journey , upto 3 hours late. Gaurav already booked two rooms for him & Shiva. And Shiva too being too tired without eating straight went to his room.

He freshened up and called Raavi but she didn't pick his call "Lagta hai so gyi chipkali, Kal karta hun." He took out his purse and kissed his & Raavi's wedding picture. "I love you chipkali, Good night."

Shivi's picture in Shiva's wallet.

NEXT MORNING

Raavi woke up early in the morning as she wasn't feelin good . "Maybe Pregnancy ke wajah se subah subah itni ajeeb si feeling aa rahi hai, Rishita ne bhi kaha tha na usse starting ke mahino mein aisi problem hoti thi, ...Naha leti hun theek ho jaayega."

Raavi went to the washroom to take a Bath. After that she saw Dhara was making oats for Rishita, she too started helping Dhara.

"Raavi, ek kaam kar... Rishita ka oats banane ke baad nashta mein bana lungi, Tu jaake kapde dho le." Raavi at first agreed but stopped after reality hit her. "Raavi, Dobi tu bhul kyun jaati hai, Tu pregnant hai, Bhaari kaam nahi kar sakti tu."

She turned back to Dhara who was now pouring the prepared oats in a bowl. "Dhara di, mein , kya keh rahi thi, aaj kapde nahi dho paungi...Aap dho dena, mein nashta bana deti hun" Dhara was about to protest but "Dhara Bhabhi, Nashta ban gya mera..." Dhara rolled her eyes and said coldly "theek hai"

Raavi prepared The breakfast and Dhara also washed the clothes.

"Raavi, jaa jaake kapde sukhaa la." Raavi saw the big bucket of Clothes and was about to refuse but Gautam called her and she went.

"Ab kya karun.... pehle hi Dhara di ko mana karke achaa nahi lag raha hai, ab aur mana kiya, toh bahut rude ho jaayega..." She bit her nails and fidgetted with her dupatta , in the mean time Krish was also hooting and was passing by her side looking into his phone.

Raavi thought something and called Krish "Krish, Yaha aana zara.." He went to Raavi and asked "Bolo Bhabhi , kuch kaam hai??"

"Haa Krish, dekhna yeh baalti kitni bhaari hai, ab tu toh jaanta haina Bhootnath mujhe aise hi Phoolkumari nahi bulata... Mujhse nahi uthaya jaayega yeh, Tu toh kitna bara hai (in a buttering tone) ab body bhi hai teri... (adding extra butter) Toh please apni Bhabhi ki madat karde isse Upar terrace mein le jaane mein." Raavi asked with a cute pout and Krish beamed .

"Arrey Bhabhi, itni si Baat hai, lo abhi kar deta hun." Krish picked up the bucket and Raavi went upstairs , Krish folloed her. He kept the bucket and said "Bhabhi ab se aapko koi bhi taakat wala kaam karana ho na, toh don't worry Shiva ki zarurat nahi hai, yeh aapka sabse cute aur pyaara aur 'Strong' Devar haina."

Raavi laughed at his expressions and pulled his cheeks. "Thanks Krishu..ab jaa, mujhe kaam karne de."

Raavi patted herself in mind for her awesome plan and started cliping the clothes for drying. After sometimes Suman called her & Raavi hurriedly clipped all the clothes.

She took the bucket and went downstairs in a haste, but wasn't aware of the fact that the stair had water. She slipped and shouted

"Aaaaaa...."

***

DONE FOR THIS PART, NEXT PART WILL NOT COME SOON. But still Stay tuned

MISTAKES CAN PE POSSIBLE, DIDN'T PROOFREAD, Ignore grammatical errors...

...

Also thanks to all of you for motivating me. I'm running very demotivated both in life & story ke maamle mein bhi. But aapki baaton ko jaan ne ke baad it was a great relief. I'm sorry I can't reply to the comments ,but trust me.. ek nazar mein padh leti hun... jab bhi time milega I'll reply back to all of you.

Won't be unpublishing it that soon now.😌

Bạn đang đọc truyện trên: Truyen2U.Pro