CHAPTER 30

Màu nền
Font chữ
Font size
Chiều cao dòng

Ravan's body was in immense pain after hearing about Devi Sita's beauty from Shurpankha. Every cell of his body craved her. And soon he left from Lanka and went to Marich who was living in Dandakaranya at that time.

Ravan told Marich about the killings of Khar, Dushan and disfigurement of Shurpnakha at the hands of Shri Ram and Lakshman. He then told him about his intention to kidnap Devi Sita.

"Woh Ayodhya ka Rajkumar atyant neech aur adharmi hai. Iss liye usko Rajya se nishkaasit kar diya gaya. Uss dusht ko apne Indriyo par niyantran nahi, woh keval dusro ko haani pahuchata hai. Ab mai uski Priya patni Sita ka haran kar, usse pratishodh lunga. Aur isme tumhe meri sahayata karni hogi." Ravan said.

Listening to this, Marich was startled. Ravan had no clue about who Shri Ram was. But Marich had, he barely survived the attack of Shri Ram in Siddhashram when he was not even 16, and in Dandakaranya also he had experienced the taste of Shri Ram's arrows.

"Rakshas-raj, aise kayi log mil jayenge jo woh bolenge jo tum sunna chahte ho. Kintu satya bolne wale hiteshi bahut kam. Aur unse bhi kam hote woh log jo satya ko grahan karne ki shakti rakhe. Tum Ram ko nahi jaante." Marich said.

"Tatparya ?" Ravan asked raising his brow.

"रामो विग्रहवान् धर्मः साधुः सत्य पराक्रमः ।
राजा सर्वस्य लोकस्य देवानाम् इव वासवः ||" Marich said. (Ram is the embodiment of dharma. He is saintly, established in truth and valiant. He is the king of all earthly beings just like Indra is the king of gods.)

"Rakshas-Raj Ravan, Ram na hi neech hai aur naa hi Dusht. Woh toh van mei apne Pita ke vachano ke palan hetu aya hai. Woh Dharmatma toh nirdhosho ke raksha hetu samarpit hai. Ram agni ke bhaati tejasvi hai. Aur Sita bhi ussi bhaati tejasvini. Ram apni patni se atyant prem karta hai. Mai Rakshaso ka subh-chintak hu iss liye kehta hu ki yeh yojna tyaag do. Ram ko krodhit karna, Rakshasho ke hit mei nahi." Marich advised.

"Mujhe bhayebhit karna chahte ho ?" Ravan asked.

"Kaikeshi-putra, kya tum bhul gaye jab tumne Devi Harihareshwari par ku-drishti daali thi, tab Amarsri-pati ne tumhara kya hashra kiya tha ? Rakshas Raj tum Patni-vrata Purush ke krodh se parichit ho. Pichli baar ek stree ke karan Lanka doob gayi thi. Iss baar dusri stree ke karan kahi jal na jaye." Marich warned.

Listening those names, that reminded him of his humiliation, Ravan became angry.

"Lankesh, kripiya ek baar Vibhishan jaise mantriyo se iss baat par charcha karo. Fir woh nirnaye lo Jo sabke hit mei hai." Marich said.

"Pralaap na karo Marich ! Tum Ram ki shakti se parichit ho toh kya mere shakti se nahi !? Yadi tum meri sahayata nahi karoge toh apne mrityu ko aamantrit karoge !" Ravan yelled.

Marich sighed, he was left with no option. He could only object or advise Ravan, but he couldn't disobey his king.

"Uchit hai. Lankesh jo aadesh kare mai uska palan karunga." Marich agreed.

"Yeh huyi na baat ! Ab suno." Ravan began to tell Marich his treacherous plan.

□□□□□□□□□□□□□□□□□□□□□
A/N

Beta Srinav.... Yeh Banda teri maar ko bhul gaya hai.... Tanik yaad dila do....

I swear Patni-vrata Purush ka krodh is underrated..... We rightfully praise Sati streeya, but overlook Patni-vrata Purush.

Bạn đang đọc truyện trên: Truyen2U.Pro