UNIVERSE WILL PAY

Màu nền
Font chữ
Font size
Chiều cao dòng

"Mahadev humare saath iss liye hai kyuki Mata Parvati ne unhe hume daan kardiya." Sanatan said. The gods chuckled.

"Brahman dev surya pashchim se nikal sakta hai kintu Devi Parvati Mahadev ka daan nahi kar sakti." Mata Laxmi said.

"Dekhiye aap ghar mai aaye atithi ka apmaan kar rahi hai." Sanat-kumar said.

"Agar aap yeh sidh karde ki yahi Mahadev hai, toh mai aapse kshama maang lungi." Mata Parvati said and gestured Ganesh to bring some flowers. He bought some the flowers kept in a plate and stood next to Mata Parvati.

"Inn pushpo ko aap inke charno mai arpan kijiye. Agar yeh Mahadev huye toh awashya swikar karenge." Mata Parvati said.

Sanandan came forward and took a flower, he offered it to Mahadev by placing it in front of his feet but mysteriously the flower turned into ashes.

The Bal-rishis looked at it confused, they all one by one did the same and all there flowers turned into ashes.

"Yeh kaise sambhav hai ?!" Sanat-kumar asked his brothers.

"Mahadev toh yahi hai, kintu yeh phool bhasm kaise ho jaa rahe hai ?" Sanadan said.

They all looked at the family and were surprised to see Karitkey, Ganesh, Amarsri, Laxmi-Narayan and Mata Parvati.

"Aap sab ?!" The Bal-rishis exclaimed.

"Ha, hume jo satya ki anubhuti huyi humne bhi ussi satya se aapko awgat karane ke yeh leela rachi." Mata Parvati said.

"Humse bhool ho gayi, Mahadev ko apna samajhne ki bhool. Unn par keval apna adhikar samajhne ki bhool, aur aap sab bho yahi bhool karne jaa rahe hai." Mata Parvati said.

"Kintu daan ke pashchat daan ki vastu par toh keval humara hi adhikar hota hai na ?" Sanak said.

"Mahadev par kisi ek ka adhikar nahi, woh toh sabke bhagwan hai, sabke Jeevan mai samellit hai, sabke guru hai." Narayan said.

"Agar woh kisi ek ke ho jaye toh woh bhagwan kaise reh payenge ? Issi liye woh aapke dwara arpit pushp nahi swikar kar paa rahe the. Kyu daan ke pashchat unka ishwaratwa badhit ho gaya, seemit ho gaya." Amarsri said.

"Aur Mahadev ki awashyakta toh sabko hai, samast sansaar ke dukh inke alawa kaun hare ga ?" Mata Laxmi said.

"Mahadev ko paane ke baad khone ka dukh hum bhali-bhati jaante hai. Kintu sansaar ke Kalyan hetu, humara aapse nivedan hai kripiya Mahadev ko hume lauta dijiye." Mata Parvati requested joining hands.

The Bal-rishis got emotional and ran up to Mahadev holding him and crying. The gods looked at them sadly.

"Aapko paane ke pashchat hum aapko kaise kho de prabhu ?" Sanatan cried.

"Mata, inka dukh dekh kar aisa lag raha ki charo kumar Pitashree ko nahi lautayenge." Kartik said.

"Ha putra hume bhi aisa hi lag raha hai, humari ek bhool ka dand samast sansaar bhogega." Mata Parvati said.

Truly this was a mistake that the universe will pay price for if the Bal-rishis don't free Mahadev.

---------------------------------------
A/N
AB KYA HOGA ? ANY GUESSES ?

Bạn đang đọc truyện trên: Truyen2U.Pro