GODDESS OF WARRIORS

Màu nền
Font chữ
Font size
Chiều cao dòng

Kartikeya after eating the food of Mata Parvati's hand was completely delighted, everything was filled with so much love.

"Kartikeya, samaye aagaya hai ki mai tumhe prasikshan de, Tarkasur se yudh karne yogya banayu." Mahadev said.

"Awashya Pitashree." Kartikeya agreed.

"Mere saath chalo." Mahadev said.

On the other side, Tarkasur has been doing laghottar tap, in which one can obtain a boon very quickly from the chosen deity, who in his case was Brahmadev.

The gods were getting worried as to what abomination of a boon will Tarkasur ask again.

Here at Kailash, Mahadev summoned an idol of a goddess with several hands all carrying different weapons, Kartikeya wondered whose idol was it.

"Putra Kartikeya, yeh hai Devi Yudh-kaushala. Harihareshwari ka ek mahantam swaroop. Yeh sabhi jeevo ko yudh kala aur shashtra kala ka gyan pradaan karti hai. Yoddhayao ka bal hai yeh. Inse gyaan lekar hi tumhara prasikshan aarambh hoga." Mahadev said.

"Awashya Pitashree. Batayiye mujhe kya karna hoga ?" Kartikeya asked.

"Inka awahan karo putra." Mahadev said.

Kartikeya went towards the idol and sat in front of it. He joined his hands and concentrated on the goddess of weaponry and warfare.

"Om Yudh-kaushalaye namah...." He kept chanting.

Soon emerged a bright light from the idol, which took form of a goddess, Kartikeya looked at her with astonishment.

She had several hands and all of them carrying different weapons. It seemed as though all the weapons of this universe resided with her only. She had everything from Trishul to Chakra to astras of Brahma.

"Pranam devi." He bowed.

"Yashashvi bhava." The goddess blessed.

"Devi Yudh-kaushala, Tarkasur ke annt hetu Pitashree mujhe prasikshan dene wale hai. Kintu sabse pehle mai yeh janna chahta hu ki satya mei ek yoddha kya hota hai ?"  Kartikeya asked.

"Yoddha woh nahi jo shashtra uthaye, yoddha woh nahi jo ran-bhoomi mei yudh kare. Yoddha woh hota hai jo jeevan ke sabhi kathinayio ko sahas se paar kare aur sadev dusro ki sahayata hetu tatpar rahe." Yudh-Kaushala said.

"Yoddha banne hetu sabse mahatwapurn kya hai ?" Kartikeya asked.

"Anushashan, saiyam aur sahas. Yeh 3 gun jinme hote hai woh hi sarvotam yoddha kehlate hai." Yudh-kaushala said.

"Ek yoddha ko sarvotam kab kaha jata hai ?" Kartikeya asked.

"Sabhi ko lagta hai ki jo yoddha yudh kar vijayee hota hai, wahi shresht hai . Kintu sarvotam yoddha woh hota hai jisse yeh gyaan ho ki yudh kab karna hai aur kab nahi." Yudh-kaushala said.

"Yoddhao ka sabse bada shashtra kya hai ?" Kartikeya asked.

"Sahas aur Dharm. Jab tak yoddha ke paas sahas hai woh yudh haar kar bhi parajit nahi hota. Aur jab tak tum Dharm ke liye yudh karoge Kartikeya toh sadev ajay rahoge." Yudh-Kaushala said.

"Dhanyawad devi." Kartikeya smiled.

Yudh-kaushala looked Mahadev, and bowed her head before disappearing.

□□□□□□□□□□□□□□□□□□□□
A/N

Wah wah wah !

*Nazar utaring*

Kya gyan hai !

Ready for the series of updates today ?

Bạn đang đọc truyện trên: Truyen2U.Pro