SUFFERING OF BHU-DEVI

Màu nền
Font chữ
Font size
Chiều cao dòng

The battle between the gods and the Asurs started because of the treachery that happened during Amrit paan.

Brave warriors from both the sides fought the only difference was that death could befall on only one.

Indra also arrived at battlefield, that's when the real massacre of Asuras happened.

The immortal gods were so strong compared to the Asuras, that they eliminated them even from Patal Lok.

The Asurs which escaped landed on a new Lok, where they started asserting their dominance. This was none other than Prithvi.

As the Asuri shakti increased in Bhulok, it cause great pain and suffering to Bhu-devi. When it was too much to bear, she herself went to Narayan so he can end her suffering.

"Narayan ! Raksha kare !" Bhu-devi called for him.

Narayan appeared in front of her and she with shaking hands bowed to him.

"Narayan, Asuro ne dharti par apna atikraman sthapit kiya hai. Jeevan ka naash ho raha hai, mujhe ashaniye peeda ho rahi hai." Bhu-devi said showing him her hands.

"Bhu-devi, har peeda anye anubhav ke dwar ko kholti hai." Mahadev said appearing in front of her with Brahmadev.

Suddenly Amarsri appeared there with Srinav as they came to know about Bhu-devi's suffering.

"Prithvi ?" Amarsri walked towards.

"Mata, kripa kar iss peeda ko bhi har lijiye." Prithvi said.

Amarsri caressed Prithvi's hands soothing the pain a little bit.

"Inn sabhi Asuro ko adharm ke maarg par agrasar karne wala Kali hi hai, jo inke man mei vish ghol raha hai." Srinav said.

"Pitashree, yadi Asuri shaktiya Kali ke saath mil gayi, toh treta aur dwapar nahi sidha Kaliyug aayega aur woh bhi prachand aur Vikral roop mei." Amarsri said.

"Iss duvidha se toh hume ab Trideviya hi ubhar sakti hai." Narayan smiled.

The Tridevs closed their eyes calling for their wives, and thus came Mata Laxmi, Mata Saraswati and Mata Kali.

"Kali se bada adharmi aur paapi koi nahi, aur ab uske saath devi Alaxmi bhi hai." Mata Saraswati said.

At that statement everyone looked at Amarsri.

"Paramaatma ki yojna thi." She defended.

"Jo bhi ho. Kintu ab uski shaktiya Vikral ho chuki hai, jisse woh sabhi jeevo ke man mei vish bhar raha hai." Mata Laxmi said.

"Yadi Kali se ladna hai toh paapi ka nahi paap ka naash karna hoga." Mahakali said.

"Paap ka sanghar ? Yeh toh keval Devi Adi-para shakti hi kar sakti hai." Srinav said.

"Satya vachan putra. Iss liye hum teeno punah ek ho kar, ek nayi shakti ka srijan karna hoga." Mata Laxmi said.

"Hume apni shaktiya ek kar, use ek Naveen roop aur ek Naveen aakar dena hoga." Mahakali said.

"Ek aisi shakti ka srijan karna hoga, jisme meri ki subuddhi aur sangyaan hoga, Devi Laxmi jaisi daya aur Kripa hogi, aur Devi Kali ki prachand shakti aur parakrami shakti hogi." Mata Saraswati said.

"Aisi devi ka abhirbhav hoga jo Prithvi ka santulan banaye rakhengi aur bina kisi hinsa aur vidhwansh ke Asur Kali ko rok ke rakhengi." Mata Laxmi said.

"Toh shigreh kare aisi shakti ka srijan." Brahmadev said.

□□□□□□□□□□□□□□□□□□□□□
A/N

BEST FRIEND OF AMARSRI AND SISTER OF SRINAV COMING SOON !!!

Amarsri and Vaishno Devi ! Best friends 5ever (cause it's longer than 4)

Next chapter will be last.

Bạn đang đọc truyện trên: Truyen2U.Pro