Bhuvi

Màu nền
Font chữ
Font size
Chiều cao dòng

Siddharth's POV
"To yeh kaha Bhai ne?" I asked Parul. The next day she told me what the conversation between her and Bhai was the night before.

"Ab kya kre yaar?" I asked.

"Jeth ji tab badlenghe jab Didi unse pyaar krenghi, Didi unse tab pyaar krenghi jab woh badlenghe" She said.

I sighed. "Ho gaya kaam fir to" I said.

She kept quiet.

"Ek tareeka h shayad" She said suddenly.

"Kya?" I asked excitingly.

"Ek plan h, lekin usme hame Didi ki help chahiye hogi" She said.

"Impossible!" I said. "Siddharth, lets try na. Agar woh maan geyi to saap bhimar jaega aur laathi bhi nhi tooteghi" She said.

"Fine chalo" I said and left for Bhabhi's room.

*******

"Pichle ek ghante se naa bol rhi hu; baat samajh me nhi aa rhi kya?" Bhabhi asked irritatingly.

"Bhabhi, last time help maang rahe h. Agar iss baar kamyaab naah hue to kabhi kucch nhi manghenge. Please Bhabhi, last chance" We begged.

She rolled her eyes.

There a silence for a couple of seconds.

"Last, ok?" She asked. We smiled and nodded.

"Bolo kya krna hoga" She asked.

I looked at Parul as she had the plan.

"Didi, aapko sabse zada bharosa kis aadmi pe h?" Parul asked.

Bhabhi looked at her confusingly.

"Mahi Bhai pe ofcourse" Bhabhi replied. "Woh to Bhai h...koi aur?" Parul asked.

"Umm...Virat pe" She said with a smile.

"Usko to aap har saal rakhi bandh'ti ho! Koi aur?" She asked.

"Pooch kyu rhi ho?" Bhabhi asked.

"Aap bas btao. Aur koi esa jo apka muh-bola bhai na ho" Parul said.

"Esa...to...kon h yaar!? Well...arey haan! Bhuvi h!" Bhabhi said with an ear to ear smile.

"Bhuvi? Yeh kon h? Pehle to kabhi naam nhi suna" I said.

Bhabhi made a poker face.

"Bhuvaneshwar Kumar ka naam nhi suna?" She asked. "Ohh woh! Arey haan ofcourse suna h. Aapne ese hi liya na to..." I said.

"Anyways...uska kya krna h?" I asked Parul.

"Plan simple h: Didi aap Jeth ji k saamne Bhuvaneshwar Kumar k close jaane ki koshish krna. Aap dono ko saathme dekh kr Jeth ji jealous honghe. Kucch din yeh chalta rahega. Aapko kisi aur k saath dekh kr, unka dhyaan poori tarah aapke upar aa jaega. Woh dusri ladkio k bareme nhi sochenge. Unka focus hoga k aap unpe focus kro" Parul explained.

"Tumhe actual me lagta h Thakur itne se maan jaega?" Bhabhi asked. Parul nodded.

"Bhai andar se boht naram h, jaldi vishwaas krenghe. Aapko wapas paane ki koshish me ho sakta h woh dusri ladkio se door aur aapke paas aa jae?" I said.

"Mujhe nhi aana uss darinde k paas!" Bhabhi said angrily.

"Okk mat jaana, ek baar Bhai sudhar gey to aap unko divorce deke kisi acche ladke se shaadi kr lena" Parul said.

I looked at her. I was about to speak when she held my hand and signed me keep quiet.

Bhabhi agreed. "Cool! I'm in!!" She said.

We left her room.

"Yeh kya idea diya tumne Bhabhi ko? Ese kese divorce?" I asked Parul.

"Why don't you understand!? Jeth ji sudhar gey to Didi ko unse automatically pyaar ho jaega. Didi unse pehle pyaar krti thi na, bas unki galat harkato ki wajah se sab khrab ho gaya. Lekin agar Jeth ji sudhar jaate h to koi point hi nhi hoga unse nafrat krne ka. Inka rishta pakka track pe aega" Parul said confidently.

"Tum bol rhi to theek hi hoga. Dekhte h kaha takk kaam krta h tumhara plan" I said. "End takk karega" She said. I smiled and hugged her.

*******

Here is the picture of Bhuvaneshwar Kumar for those you don't watch cricket or don't know who Bhuvaneshwar Kumar is.

Bạn đang đọc truyện trên: Truyen2U.Pro