Engagement

Màu nền
Font chữ
Font size
Chiều cao dòng

Preeta was crying when someone kept a hand on her shoulder.

Preeta wiped her tears and plastered a fake smile on her face. She turned.

Preeta: Karan...

But the person was Rakhi,

Rakhi(in tears) : Bacha... Mere saamne apne aanson chupane ki koi zarurat nhi h...

Rakhi wiped Preeta's tears.

Rakhi: Itna pyaar krti h tu Karan se... Mujhe toh pta hi nhi chla... Kaha tum dono baat baat pr jhagda krte the aur aaj ek dusre pr jaan dete ho...

Preeta hugged her sobbing.

Preeta : Mom...Nhi dekhi jaa rhi mujhsi Karan ki yeh halat... Ye sb kya hua... Aur mere saath hi kyu hua..

Rakhi rubbed her back while Mahesh kept his hand on her head.

Mahesh: Jaane anjaane mein humne tum dono ke saath galat kiya h... Par ab nhi... Rishabh ki zidd ki vajah se hum tum dono ki khushiyaan kurbaan nhi krege...

Preeta broke the hug and looked at both of them.

Preeta (in tears) : Mtlb...

Rakhi: Mtlb yeh kii kal teri aur Karan ki sagai h... Tayaariyaan kr..

Preeta looked at them in shock. They nodded.

Shrishti : Di aap bas outfit try karo.. Baaki Tayaariyaan hum krege... Kyu shorty...

Sameer: Bilkul bhabhi... Aap bas apne or bhai ka look decide kro... Baaki sab hum pr chod do..

Preeta smiled a little.

Preeta : Par kya karan maanega...

Karan(from behind) : Tumhari khushi ke liye jaan bhi de skta h tumhara bajarbattu...

Preeta glared him.

Preeta(angry) : tumhe mana kiya tha na aisi baatein krne se...

Karan started running. Preeta chasing him. Everybody started laughing.

Rakhi(laughing) : Jab tak ye dono saath h, inse inki smiles koi nhi cheen skta..

Karan: Maaf krde laadaku vimaan... Galti se nikal gya tha...

Preeta : Abhi batati hu iss galti ki saza..

Karan : Pakad hi nhi paogi tum...

Preeta : Mujhse bach kar kahi zindagi mein nhi jaa paoge tum..

Karan stopped her and pulled her.

Karan: Jaana kon chahta h...

Preeta started hitting him on chest.

Karan: Ow... Lag rhi h kareli..

Preeta : Isliye marr rhi hu... Gande.. Kitne bure ho na..

Karan pulled her closer.

Karan(huskily) : Ab jsa bhi hu... Tumhara hi hu...

Preeta(smilingly) : Vo toh h...

Karan kissed her forehead.

Karan: Babydoll I love u...

Preeta : I love u too..

Karan dropped Preeta, Shrishti home and went back.

Decorations started in Luthra Mansion for Preeran engagement.

Rishabh came out of his room for dinner. Everybody was sitting on table trying to act normal.

Rishabh(sitting) : Mom yeh decorations kis cheej ki chl rhi h...

Rakhi: Puttar kal preeta aur Karan ki sagai h...

Rishabh looked at her with hurt look.

Mahesh : Rishabh samajhne ki koshish kr... Vo dono ek dusre se pyaar krte h....

Rishabh stood up and went to his room without saying anything.

Karan also left his plate and got up.

Sameer: Bhai khana toh khalo...

Karan: Rishabh ne nhi khaya toh main kse khalu... Pet bhar gya mera..

Rishabh was sleeping in his room. Karan entered his room quietly with a plate of food.

He kept plate on table. Karan looked at Rishabh.

Karan (in mind): Bhai bahut pyaar krta hu main tujhse... Lekin uss pyaar ke naam pr main teen zindagiyaan barbaad nhi kruga... Babydoll ki khushi mere saath h... Main na use dukh de skta hu... Na tujhe... Mujhe maaf krdena bhai...

Karan applied ointment on Rishabh's wounds and touched his feet.

He smiled and was leaving but saw Sameer at gate.

Sameer signed him to come out.

Sameer: Kr li care.. Nibha liya bhai hone ka farz... Ab aap khana khaoge ya main di ko phone kru....

Karan (in tears) : Sammy... Bhai...

Sameer hugged Karan.

Sameer: Rishabh bhai samajh jayege Bhai... Aap chinta mt karo... Vo aapse bahut pyaar krte h... Vo aap ko smjhenge... Aap bilkul sahi ho... Sab acha hi hoga ab...

Karan : Pkka sab thik hojayega...

Sameer wiped his tears.

Sameer: Sab thik hoga bhai... Sab kuch... Ab chliye khana khayiye vrna...

Karan(hitting Sameer's head): Bhabhi ke chamche...

Sameer: Kuch hi smjhlo...

Karan smiled and went with Sameer.

Rishabh woke and saw the plate of food on table. He was not sleeping when Karan came in.

Next morning,

Karan was sleeping in his room peacefully when Sameer came with dhol wale.

Karan woke up with a jerk listening all the noises.

Karan(shocked) : Kya ho rha h yaha...

Sameer(dancing) : Aaj aapki engagement h.. Khushiyaan toh manayege hi hum..

He danced accompanied with Kritika.

Karan (throwing pillow at them) : Toh niche hall m kro... Meri neend ke dushman kyu bante ho...

But he got a pillow on his face,

Kyunki haq h yeh hmara...

And there was Ruchika, all smiling.

Karan smiled seeing her.

Karan (happily) : Roo...

Ruchika : Bhai aapki engagement kse miss krti... Aur vo bhi jab sagai Preeta k saath ho...

Karan started running behind her but she was faster.

Karan (throwing things at her) : Roo ki bachi... Bataya bhi nhi... Kii maine wali hu... Upar se meri neend kharab kii... Aur pillow maara..

Ruchika (showing him tongue) : Bonus...

Karan: Tere bonus kii toh...

He finally caught hold of her and started tickling her.

Ruchika(laughing hard) : Bhai... Please stop... Dard hone lg gya pet mein..

Karan stopped and hugged her.

Karan: I missed u roo...

Ruchika : I missed u too...

Karan smiled.

Ruchika(pushing him) : Kaash main aisa bol skti h..

Karan(glaring her) : Roo...

Ruchika ran to her room and locked it.

Karan: Aagya mera chota packet vapas...

Ruchika: Chota packet bada hogya h..

Karan(shouting) : Dekhte h...

He smiled.

Precap

Married

*********

Do leave reviews.

Iss ke baad shaadi ka part aur phir epilogue...

Aur yeh story samapt😊

Bạn đang đọc truyện trên: Truyen2U.Pro