Part - 7. Her Anger

Màu nền
Font chữ
Font size
Chiều cao dòng

Vineet was left shock, how can she slap him. he glare at Anamika "paagal ho gayi ho kya "he shouted

"paagal main nahi tum ho gaye ho ,agar abhi choda nahi na toh ek thappad aur padega "she shouted over him

this anger him more and he pull her more closer "nahi chodta, karo jo karna hai "he said firmly holding her more tightly by waist

"Vineet leave me " Anamika shouted trying to free herself

"no, aab main tabhi chodunga jab tum mujhe bataogi ki tumne mana kyun kiya birthday party mei jaane se. Aur agar tumne nahi bataya toh abhi toh pakda hai aage kya hoga wo main bhi nahi janta "he spoke and gave a mischievous look , Anamika gave a disgusting look

she tried to jerk away his hand "kitni bhi koshish karlo, chudha na paogi. Itni mehnat karne se aacha hai tum bata do mujhe "Vineet spoke

"Vineet tum kyun zid kar rahe ho ,kya karoge jaan ke ki main kyun nahi gayi. Please ,chod mujhe nind aa rahi hai "Anamika said, she tried to remove his hand

"zid main nahi tum kar rahi ho, ek chota sa sawal puch raha hoon .tum jawab kyun nahi de deti "he asked eyeing her

By now she was angry, forcefully she remove his hand and try to move out of the bed when Vineet held her hand "Anu please"he requested she jerk away his hand

"tumhe janna hai main kyun nahi jaa rahi party mei? she asked angrily Vineet shook his head positively

"tumhari wajah se, main jahan jaati hoon tum wahan aate ho piche piche aur fir kissi se ladai karte ho toh kissi ko peet dete ho, tumhe toh koi fark nahi padta par log badh mei mujhe sunate hai ki meri wajah se unka ye haal hua hai . Aur main ye sab nahi sun sakti , koi kuch aake bole ye mujh se bardasth nahi hoga. "she shouted frustrated

"meine bewajah aaj tak kissi se ladai nahi ki hai aur na hi maara hai "he exclaims

"oh please, itna bhi jhooth na bolo aaj tak sab kaam tumne bewajah hi ki hai, chahe wo mere office ke watchman ko peetna ho ya fir mere boss se ladai karna. Wo toh sukar hai usne mujhe job se nikala nahi iske liye "Anamika shouted glaring at him

"meine tumhare boss se bewajah ladai nahi ki thi usne galti ki tabhi main bola tha , ladai usne start ki meine toh aaram se hi bola tha "Vineet clarifies

"aacha tumne ais kya bola ki usne ladai ki"Anamika asked crossing her arms around her chest


Vineet sighed "wo tumhe ghur raha tha galat intensions se, issliye meine use toka toh wo ladne laga "Vineet said controlling his anger

"aue ye tumhe kaise pata ki uske intensions galat the "she questioned

"mujhe laga "he replied simply

Anamika raged "jaroori nahi jo tumhe laga wo sahi hi ho "

"wo sahi hi tha, agar main use nahi tokta toh wo jaroor kuch karta "he exclaims

Anamika join her hand before him "please for god sake, sahq karna band karo har aadmi pe , mujhe samajh nahi aata tumhe sab galat hi kyun lagte hai, tumhe aisa kyun lagta hai ki samne wala banda koi galti hi karega . Why " she shouted

"mujhe jo lagta hai sahi lagta hai . Main har kissi pe shaq nahi karta par jasper bhi kiya hai wo sahi hi nikle hai " he exclaims

"ye galat fehmi hai tumhari, agar aisa hota toh mere boss ne kuch toh kiya hota but usne kuch nahi kiya hai iss se hi prove ho gaya har bar tumhare anuman sahi nahi hote , aur tumhari issi shaq karne ki bimari ki wajah se mera dil nahi karta kahin tumhare saath jaane ko. Aakash ki party mei bhi issliye nahi jaa rahi main kyunki wo chahta hai hum dono aaye aur agar tum gaye toh ye obvious hai tum wahan bhi kuch karoge, aur main nahi chahti meri wajah se kissi ki party spoil ho jaaye" Anamika spoke pouring out all her anger

"toh tumhe lagta hai meri wajah se party bigad jaayegi ,haan" he asked his face fall to hear her words

"haan mujhe lagta hai ye "Anamika spoke, she herself don't know she is hurting him in anger

"thik hai fir tum akeli chali jaana ,main nahi jayunga tumhare saath. aur wahan jaane ke liye bhi koi taxi book kar lena jo tumhe safely pahucha de " Vineet spoke sadly

"ooh please mujhe koi shauk nahi jaane ka , tum nahi bhi gaye fir bhi sab piche padenge hi . iss se aacha hai main jaun hi naa."she sighed

"main nahi gaya toh koi kuch kyun kahega, problem meri wajah se hai aur main hi nahi jaa raha hoon.fir kya dikkat hogi, aur tum aaram se jaana aur party enjoy karna main piche piche bhi nahi aayunga. Bas ek baat ka khayal rakhna ki kahin fir koi Manoj na ho jaaye wahan "he spoke eyeing her with his fiery eyes

"har koi Manoj nahi hota hai, ek uske liye tum sabko kaise judge kar sakte ho " she shouted

Vineet held her hair "par kab kaun Manoj ban jaaye tumhe pata chalega ,nahi chalega" he shouted and jerk her .

he left her there and move to the balcony leaving her in thought .

Earlier, Anamika was working on a different company she had just join the office few days ago and Manoj was one of a colleague .he was a sweet kinda person and always ready to help others . soon,they became friends ,they help each other in their work. One day Anamika was late in doing work and manoj was helping her. They finished their work in late night .

"finally, khatam hua kaam" Anamika spoke

"chalo,chalte hain bahut late ho gaya hai, tumhara akele jaana thik nahi rahega . I'll drop you "he said , Anamika smile to him

"you are really a true friend yaar " she spoke

Manoj stuff his things in his bag "chalo dialogue badh mei marna "he said and pull her along with him , locking the office they move out and settles in his car and drive to her home chatting and laughing .

To be Continued..

Bạn đang đọc truyện trên: Truyen2U.Pro