12

Màu nền
Font chữ
Font size
Chiều cao dòng

In previous chapter
CID officers plant trap for the criminal let's see will they succeed in plan Or they are going to fail.

At CID bureau

ACP Pradyuman; kch pta chla kha h vo sab

Vivek: haa sir baat hui meri unse,purvi ne kch plan kiya h isi liye vo log whi wait kr rhe h

ACP 's POV: purvi ko mai kaise smjhau meri baat manne ko taiyaar hi nhi h smjh kyu nhi rhi h vo ki mai jo bhi kr rha hu uski bhalai ke liye hi kr rha hu

He dials purvi 's number. But she was not picking up.

At the spot

Kavin: Kiska call h purvi

Purvi: ACP sir ka

Kavin: to utha kyu nhi rhi ho

Purvi: kv shaadi ho gyi h iska mtlb ye bilkul nhi h ki tmhe har baat mujhe btani hogi h,aisa tha to Pehle kyu nhi kha tha, ( she chided)

Kavin 's pov: isse kya ho gya h aise bhadak kyu rhi h

Purvi: abhijit sir ye smoke.... Mai dekhti hu

Daya: nhi purvi ruko...

Purvi: sir par iss smoke ki vajah se agar koi hoga bhi to vo hath se nikal jaayega...

Abhijit: hum koi aur tarika dhundh lenge usse pakadne par hum tmhari jaan khatre mein nhi daal skte...

Purvi: ye bhi ACP sir ka order h, h naa.. ?

Daya: purvi aisa kch nhi h tmhe kya lgta h...

Purvi: sir koi idhar hi aa rha h ye dekhiye shadow...

They all get extra careful & finally purvi get a chance to sneak inside the fog.

Kv: purvi... Ye kbhi sunti kyu nhi h purvi...

A bullet sound echo in the forest shocking everyone...! They got tensed as the fog layer was too thick making the visibility very low. But they saw a shadow & found purvi all okay with a man who was injured with bullet on leg.

Daya: aakash tum....

Purvi: sir maine kha tha naa ki iske piche aur koi nhi blki aakash hi khud h

Abhijit: chlo yha se mausam khrab ho rha h

Kavin: sir aap log chliye mai aur purvi aate h

Daya: thik h

Abhijit, daya with aakash left the place.
Kavin pins purvi to a tree.

Kv: kya hua h kya chupa rhi ho tum purvi...

Purvi: kavin choro pagal ban bano... Hath choro mera.

He leave her.

Kv: btao kya baat hui tmhare aur ACP sir ke bich subah...

Purvi: transfer orders aaye h ACP Gajanan chahte h ki mai permanently IB join kr lu...

He was shocked. No words can come out of his mouth. His throat becomes completely dry.

Purvi: ACP sir chahte h ki mai unn orders ko follow kru.....

Kv: tum kya chahti ho..?

Purvi: kavin tmhe pta h bureau join krne ke pehle naa mai bhot lonely feel krti thi mujhe aisa lgta tha ki nhi mere pas to koi h hi nhi.... Par jab maine join kiya naa bureau tb pta chla ki family kya hoti h... Care kise kehte h.... Jab mujhe bukhar hota tha na aur mai bureau nhi jati thi... To abhijit sir ya daya sir fauran mere ghar par hote the dawai ke sath.... Jab mere dar ki vajah se ek case ki lead hmare hathon se chut gyi thi tb salunkhe sir ne mujhe ek chote bache ki tarah sambhala tha.... Ishita, shreya, pankaj, vivek, tasha,taarika ye sab sirf dost nhi h balki usse khi jyada bdh kr h mere liye... Sabse badi baat tmhare aane ke baad mujhe mera pyaar mila.... Ek nayi jindagi mili....ek itna pyaara pariwar mila bhai mile to mai soch bhi kaise skti hu ki mai apna ghar chor khi aur permanently shift ho jau..

Kv hugs her.
At bureau.
Everyone was present.

Pankaj: purvi tujhe kaise pta chla ki inn sabke piche aakash h...

Purvi: vo aise pankaj ki maine ye socha ki jab khooni gayab krne ke baad ye letter aur he nishani chorta h to aakash ko gayab krne ke baad usne aisa kyu nhi kiya..... Jha sabka dhyaan aakash ko kaise dhundhe iss par tha mera dhyaan uss letter par tha...

Kv: phir ye baat purvi ne mujhe btayi... Maine uss letter ki handwriting apne ek dost ko bheji aur luckily hume wha jo saaman mila usme se aakash ki hi writing mein likhi hui ek diary mili aur mere dost ne ye confirm kr diya ki ye dono writing same h.... Buss tb to ye pakka tha ki aakash hi muzrim h...

Daya: aur ye cameras lgane ke piche ki vajah...

Purvi: sir hume inn sabne kya kha tha ki kbhi kbhi ye kya kr rhe h kha jaa rhe h sabki recording inhe bheja jata h to mujhe buss lga ki ho skta h hum investigation kr rhe h vo bhi culprit apno aakhon se dekh skta h to buss uske liye cameras.... Aur mujhe pakka yakin tha ki vo aayega vapas kyuki usne ek gehra saboot whi chor diya tha harbari mein....

She takes out a knife covered in blood.

Kv: to aakash saara kch to sun hi chuke ho ab btao kyu kiya ye sab...

Aakash: badla lena tha mujhe inn sabse.... Mujhe aaryan, nisha, raghav aur prateek se badla lena tha.... Inn sabki vajah se mere bhai ne suicide kr liya... Sirf aur sirf inki ragging krne ki aadat ki vajah se.... Sab kch sahi chl rha tha par achanak..... Nisha ko maarte hue kartik ne dekh liya aur mujhe usse maarna tha lekin vo khi bhaag gya aur ye chaaku yhi chut gya..!

Vivek enters with a man. A girl from trekking group come & hug him.

Girl: kartik... Tum thik ho..!

Kartik: haaa mai thik hu...

Abhijit: btao laasho ko kha chupaya h..?

Aakash: maine saare saboot mita diye h kch nhi milega ab...

Aur ye lga daya sir ka hazar volt ka thappad....

Daya: bta kha chupaya h..

Aakash: vo to kartik ko pta hoga naa... Lasho ko thikane lgane ka kaam yhi krta tha...

Kartik: sir... Sir ye jhooth bol rha h aisa kch nhi h....

Kv: aisa kch nhi h mr. Kartik to aapko itna paseena kyu aa rha

Kartik: haa ki maine iski madad kyuki isne dhamki di thi mujhe ki agar maine iski madad nhi to ye aditi ko maar dega aur mujhe bhi jaan se maar dega...

Abhijit: tum police ke pas kyu nhi gye..?

Kartik: sir ye har wakt mere upar nazar rkhe hue tha... Aur isne kha ki mujhe paise dega isiliye....

Daya: paiso ke liye kch bhi krne ko aatur ho jaate ho naa tm sab.

ACP: kartik tmhe to thodi kam saza bhi hogi lekin aakash tmhe to faasi hi hogi...!

Abhijit: le jaao panka isse...

Pankaj takes both of them to intogation chamber & locked them there.

Abhijit: good job kavin purvi...

Ishita: really purvi hmne to iss angle se socha hi nhi tha....

Dushyant: aakhir behan kiski h..!

Everyone was praising purvi & kavin. But kavi was smiling with the plastered smile.

Heyy guysss..!
I hope you all liked this chapter.

Ek taraf kavin h jisko purvi ko khone ka dar h.... Vo iss baat se dar rha h ki khi IB join krne ki vajah se purvi usse dur naa ho jaaye.... Dusri purvi ke man mein koi aur hi baat thi jo usse dra rhi thi...!

Kch to aisa h jo ab tk raaz h..!
Jld hi iss raaz se bhi parda uthega.. Uske liye bane rhiye HUMRAAJ ke sath.

Don't forget to vote, comment & share.
What u guys think kaun sa raaz h.... Kya ACP pradyuman aur purvi ka ek dusre se koi connection h..!

Bạn đang đọc truyện trên: Truyen2U.Pro