14

Màu nền
Font chữ
Font size
Chiều cao dòng

Kavi was in their room trying to sleep but but sleep was very far from their eyes...

Purvi: Kv..... Tum itne pareshaan kyu ho

Kv: purvi mai uss vajah se pareshan nhi hu.... Mai ye soch rha hu kya aisa nhi ho skta h ki... Khair chodo

Purvi: yhi naa ki abhishek hmara abhi to nhi h..?

Kv: tmhe kaise pta...

Purvi: buss yuhi hi....

Kv: purvi ye buss coincident ho skta h.. Vo bhi isiliye ki dono ki age lagbhag same h...face kch similar h...
Mujhe iss baat se dukh ho rha ki jb abhishek hmari shaadi mein aaya tha to taiji ko kitni taklif hui hogi uske presence se....
His face resemble too much with abhi 's childhood picture...
Vo ussi ki umar ka h.... Usse dekh kr taiji ke man mein ye jaroor ek baar aata hoga ki mera abhi agar yha hota to aisa hi hota... Mai ab tk kch nhi kr paaya..

Purvi: Kv.... Shaant itna kyu soch rhe ho

Kv: purvi... Mujhe kch smjh nhi aa rha hum kya kre abhi ko dhundhne me liye...

He wraps his arm around her, she puts her head on his shoulder.

Purvi: kv.... Hum koshish kr rhe h naa

Kv: koshish hi kr rhe h naa pari..... Result tk to nhi phoche naa

Purvi: mehnat kr rhe h to result tk bhi jldi hi phoch jaayege...

Kv: pari ye sab itna aasan nhi h taiji ki baatein mujhe khalti h ki agar maine uss wakt sahi kadam uthaya hota to abhi hmare sath hota....

Purvi: kv plz... Khud ko dosh dena band kro

Tears was flowing down his eyes...... She wipes his tears.

Purvi: buss.. Kavin busss
So jaao.. Bhot raat ho gyi h

She was creasing his head he slept in few mins followed by purvi.

Next day
CID bureau

Everyone was busy working tirelessly... It was looking like it's an hectic day.

A man appears in sight of everyone.
All of them stand up & give him a quick salute.

Person: inspector purvi... Meet me in
ACP 's cabin.

Purvi: sure sir...

She went after him.

Purvi: jai hind ACP Gajanan

ACP: purvi.. Senior h vo.

Purvi: mai inke under kaam nhi krti aur mai inhe kch khas izzat dena jaroori smjhti bhi nhi hu... Inke under kaam krne valo ke sath kya hota h mujhe bhot ache se yaad h

ACP Gajanan: I definately like it purvi
Ye official letter h kl se u have to report IB

Purvi: aur agar mai isse reject kr du to...?

ACP Gajanan: tmhe lgta h u can do it..?

Purvi: bilkul lgta h

ACP Gajanan: mai to yha ek offer lekr aaya tha.... Ab tmhari marzi h ki tmhe kya chahiye... Maine suna h tum aur kavin pichle kch mahine se kisi abhishek naam ke insaan ko dhundh rhe ho aur kavin ko aisa lgta h ki tmhara jo dost h abhishek vo uska bhai h..

Purvi: ye saari baatein to kl hui h aapko kaise pta..?

ACP Gajanan: yaad h do din pehle kavin ne mechanic ko bulaya tha for repairing AC

Purvi: aapne humare room rmin camera fit kiye h

 ACP Gajanan: nhii....sirf mic purvi point ye nhi h point ye h abhi ki what u want... Agar tum chahti ho ki abhishek tmhe jld se jld mil jaaye to uske liye tmhe ye orders ko accept krna hoga..

Purvi: kya proof h aapke pas... Ki aapko pta h ki abhishek kha h

ACP Gajanan: lgta h tum process par jyada believe krti ho result se bhi jyada

Purvi: haa krti hu kyuki mujhe naa aapke upar thora bhi bharosa h nhi

ACP Gajanan: kya chahti ho tum ki tmhara pati apne bhai ko dhundhne mein hi saari jindagi nikal de..?

Purvi: sir aap blackmail kr rhe h

ACP Gajanan: haa kr rha hu mai blackmail kyuki mujhe tum chahiye... Aur iss case ke liye mujhe jo krna hoga mai kruga

Purvi: proof chahiye mujhe ki aap abhishek ke baare mein kch jaante h

ACP Gajanan: vo abhi yhi mumbai mein h aur
YT Pvt Ltd mein software engineer ki job krta h...

 Purvi went to state of shock.

 ACP Gajanan: yhi soch rhi ho naa ki ye saari details tmhare uss dost abhishek se kaise milti......sochna bhi chahiye sochna acha hota h sehat ke liye...mai ye letter yha chor kr jaa rha hu jo bhi faisla hoga mujhe bta dena par pta nhi kyu mujhe ye feeling aa rhi h ki tmhara faisla mere support mein hoga

 he left saying all this...when he came out he found everyone except kavin,dushyant & ishita doing khusur-phusur.

ACP Gajanan: mujhe aisa lgta h ki yha aap sabko kaam krne ke paise milte h naaki gossip krne ki...get back to work.

he left the bureau.

Acp: purvi mai jaanta hu ki gajanan ka tarika sahi nhi tha par usse jarurat h tmhari iss case  ko solve krne ke liye

Purvi: uncle aapko pta h naa how much I hate him phir bhi aap mujhe release krne ko taiyaar ho gye

Acp: purvi maine, aakash ne aur meera ne tmhe bachpan mein kya sikhaya tha ki personal aur professional cheezon mein hmesha ek border line hona chahiye.

Purvi: phir bhi uncle ye to protocol nhi h naa ki aapko agar uss insaan ki jarurat h to aap usse apne sath laane ke liye saare protocols, privacy, sab kch tod denge...vo iss tarah se hmari baatein nhi sun skte

Acp: tum to jaanti ho naa vo kitna ziddi aadmi h usse jo chahiye vo usse paa kr hi rehta h.... Mai tmhare upar koi faisla thop nhi rha h jo bhi tmhara faisla hoga mujhe bta dena...

He affectionately pats her head.
There was a knock on door

Acp: come in
Aao kavin

Kv:  sorry sir disturb krne ke liye lekin sir mujhe ye file abhi ke abhi headquarter bhejni ...sir iss file par sign chahiye...

Purvi: sir mai jaau..?

Acp: haa

Purvi come out of his cabin & found pankaj, freddy, ishita, shreya near the door of Acp 's cabin. As she opens the door pankaj fall with a thud

Acp: kya hua purvi. Kaun h bahar

Purvi: koi nhi sir buss aise hi hath lg gya
Hatao isse (she whispers)

Freddy pulls him by his leg & purvi hold ishita & shreya & take them to her desk.

Purvi: kya tha ye...?
Sir dekh lete to kya sochte..?

Shreya: kch nhi sochte Tu ye bta kya keh rha tha vo chashmish

Purvi: pagal ho gya h IB mein transfer krwa rha h buddha mera

Kv: pari mere sath chlogi

Purvi: kha..?

Kv: headquarter

Before she can say anything he takes her with him.

heyy everyone
Hope u all liked this chapter.
Comment down your reviews on this chapter.

Bạn đang đọc truyện trên: Truyen2U.Pro