part 11

Màu nền
Font chữ
Font size
Chiều cao dòng

Oberoi's shocked to see them because they none other than

Mayur gauri and neil

They goes towards auction man and shake hand with him

Man: toh aap hai iss ghar ke malik

Gnm: ji

Man: par aap teeno mein se yeh ghar khareeda kissne hai

Neil: khareeda jissne bhi hai par ghar hum teeno ka hai.....i think you may leave now

Man: ok sir yeh lijiye iss ghar ke papers

Saying this he left from there

Mayur:ab aap sab yahaan kya kar rahe ho.....aap sab bhi jaa sakte ho

Everyone left from there except oberoi's

G (in dabangg style): aap log nahi gaye oh haan mayur....

M:han....

G: jayenge kahan rahenge kahan..... bechare oberoi's.....ab toh itne bade naam ka bhi koi faayda nahin

N: u r right gauri (to oberoi's )agar tum log chaho toh aap yahaan reh sakte ho....

S: par tum log hamari help kyun kar rahe ho

N: help nahin shivaay....iss ghar mein rehne ke badle mein.....tum sab log hamara servant bann ke rahoga

S:kabhie nahin hum abhi yahan se jaayenge

Saying this he tell oberoi's to pack their bags every one goes towards there rooms and pack there things and goes towards main door of oberoi mansion and suddenly they heard a voice

G (shouting ): stop....mr shivaay singh oberoi

S: now what

G: agar tum logon ka jaana hai toh jao....par jaane se pehle 1100 crores dekar jao

O: gauri yeh tum kya bol rahi ho

G: wahi jo tum log sunn rahe ho....apko yaad toh hain naa mr shivaay singh oberoi auction ke waqt aap ko ek caal aaya tha aur uss insaan ne kaha tha ki woh kuch papers bhej raha hai jiss mein usse tumhare aur tumhari family ki sign chahiye.......woh aadmi hamara hi tha....aur aapne jiss papers pe sign kiya hain naa....usske mutabik you all are belong to us ....it means ki jo hum kahenge aapko karna padega....hamari permission ke bina aap kuch nahi kar sakte......aur agar aal hamein paise nahi de sakte toh mujhe aapko jail mein daalna padega woh bhi ek din ke liye nahin balki 10 saal ke liye

S:one minute unn papers mein sabhi oberoi's ke sign nahi hai kyun ki avni yahaan hai hi nahin usske sign nahi hai papers mein

G: you know what mr oberoi avni ke sign nahi chahiye hamein mujhe toh sift unn logon ke sign chahiye jinhone muje dukh diya matlab ki aap sab ke.....avni ke nahin

Anika: shivaay mujhe jail nahi jaana please jo yeh keh rahi hai woh maan lijiye

S: theek hai tum tum jo kahogi hum woh karenge

G: great

O: gauri tum aisa kyun kar rahi ho

G: aap nahin jaante kyun kar rahi hoon mr oberoi aap logon ne jo mete saath kiya usske saamne toh yeh kuch bhi nahin hai

M: exactly di is right remember mr shivaay singh oberoi maine kaha tha pehla revenge neil bhai ne revenge no 2 maine liye......now its time to revege no 3 jo gauri di leggi

N: shivaay tum apna samaan seedha guest room mein le jao......kyun ki ab woh room mera tumhara nahi....aur waise iss ghar mein itne rooms hai kahin bhi shift ho jao

M: yaa rudy boy tum log bhi apna samaan kissi aur room mein muje woh room chahiye

O: gauri tumhare bahi itna kuch kar rahe hain tum kuch bolti kyun nahin ho

G: u r right mr oberoi mujhe bolna chahiye (to mayur and neil)bhai mr oberoi ko bol do ki apna samaan kissi aur roon mein shift kar le main uss kamre mein rahoongi

Saying this they left from there leaving shocked and dumbstruck oberoi's

B: yeh isse ho kya gaya hai pehle to aisi nahi thi phir yeh achanak woh kya kehte hai.....

A: badal kaise gayi

B: ha.....haan....wahi

Avni enter oberoi masion and see dumbstruck and shocked oberoi she goes towards them

A: bhai kya hua hai aap sab aur yeh samaan

Oberoi tell her everything Listening this avni left from there and goes to gauri

Avni enter gauri's room and hug her

A: bahbhi aap aa gayi mujhe pata tha aap aayengi

Suddenly neil enter there and said

N: yahan gauri tum sab ko mauka dene nahi aayi hai samajh gayi....yahan par gauri toh...

A: pata hai mujhe neeche sab ne mujhe bata diya hai

G: phir bhi tum mujhse naraaz nahi ho

A: main aapse naraaz kyun hone lagi aap sahi kar rahi hai....inhe toh sabak sikhana chahiya

N: oh reallyjab maine inhe jail mein daal tha toh tum mere paas kyun aayi thi unhe release karvaane

A: kyun ki tumhara unhe sudhaarne idea hi bakwaas tha

N: oh yeh idea bhi mere hi hai samji

A: muje tumse baat hi nahi karni hai

N: han toh phir tumse kon baat karna chahta hai....aur waise bhi tum bhool toh nahin gayi ab hamare beech koi rishta nahin hai

Listening this avni become sad and left from there

(Precap: avni not feeling well neil secretly take care of her and some nok-jhok)

---------------------------------------------------------------------------------------------------------------------- its done sorry for short update if you liked it then please do vote and comments

Bạn đang đọc truyện trên: Truyen2U.Pro