part 112

Màu nền
Font chữ
Font size
Chiều cao dòng

Next morning

All is present in hall except mayur All is waiting for sinha's just then sinha's enter all welcomed them with hug......they gave them cold drinks and starter for eating........

Shek: arrey bhai khillate hi rahoge ya mere hone wale damaad ko bhi bulaoge..........

Rikara: hum lekar aate hain mayur ko.........

They enter mayur's room and sat beside him

G: chal baahar ladki wale aa gaye hain........

O: tujhe dekhne ke liye........

M: maine kaha naa mujhe shaadi nahi karni.........

O:kyun.....jab meri aur gauri ki dobaara shaadi ho rahi thi toh tab toh tu daadi ko keh raha tha ki daadi ji aashirvaad se kuch nahi hoga shaadi ke liye ladki dhoond do...........

G: haan ab kya ho gaya......

M: tum log kyun nahi samajh rahe ho.........

O: hum samajh rahe hain tu chal abhi..........

Rikara held his both hands and drag in hall mayur see sinha's there and confused

G:itna confused kyun dikh raha hai yahi hai tere hone wali biwi ms naina sinha urf would be mrs.naina mayur singhania........

M(excited): really........

All: haan.........

O: hamein pata tha ki tum naina se shaadi karna chahte ho so humne socha pehle tumhe thoda sa tang karenge phir tujhe khush karenge........

M: you all are liers tum logon ko lata hai mera dil kitni zor se dhadak raha tha yeh soch ke ki meri shaadi kisi aur se ho rahi hai..........

O: achcha lao mujhe sunao tumhari dhadkan.........

He goes near mayur's heart slightly push him

M: peeche hatto......

All laughing

M: waise aap logon ko kaise pata tha ki main naina se shaadi karna chahta hoon.........

All (except sinha's): sam ne........

K: sam ne hamein teri feelings ke baare mein bata diya tha toh humne socha ki teri bhi shaadi karva dete hain ek kaam khatam ho jaayega.......

Mayur goes towards sam and side hugs her

M: you know what.......t duniya ki best bhaanji ho.........thank you.........

Aa: chalo ab marriage date ke baare mein discuss karein........

Sa: wait........main kuch soch rahi thi.......

K: kya........

Sa:yahi ki mayur mammu ki shaadi ke saath saath....mamma aur papa......bade papa aur badi maa.....chachu aur chachi......aur neil mammu aur avni mammi ki shaadi bhi karva den...........

Jai: great idea bachche.........

Nar: par shaadi mein ladke wale vs ladki wali tashan chalna chahiye...............ladki wale aur ladke wale ek hi gahr mein rahenge..........aur ek doosre ko tashan dekhayenge.......

Girls: manzoor..........

Boys look towards each other

Sa: so ab yeh decided karte hain ladke wale kaun aur ladki wale kaun...........toh sabse pehle saare ladke left side par aao aur saari ladkiyan right side par khade ho jao...........

Boys standing in left side and girls in right side

Sa: ab aap sab ek ek karke apni team chuno i mean jo ladki ki taraf jaana chahta hai to right side par jaaye aur jo ladkon ki taraf hona chaahta hai woh right ki taraf...........

Tej: main apni bahuyon ki taraf.......

Janvi: main apne beton ki side......

Pinky: main apni bahuyon ke paas......

Shakti: main apne beton ke paas.......

Jaidev: main apni betiyon ki taraf......

Nara: main apne beton ki taraf.......

Shek: main betiyon ki taraf.......

Shar: main beton ki taraf........

Sam: ab bachchon ki baari.......

Aarav: main mom ki side......

Raavi: main bhi......

Ruv:main bhi......

Kh: main bhi......

Sammy: main bhi.....

Sam: so main hoon.....main hoon.....

Tej: itna kyun soch rahi ho aa jao ladki walon ki taraf.........

Sam: sorry daadu par main apne dad bade papa chachu aur mammus ki side hoon.........

She goes towards them and stand in middle of them

Now only karan and daadi left

D: main mere potton ki taraf hoon.......main inn par nazar rakhoongi......

Boys: aap chahe toh wahaan jaa sakti hain.............

K: main ladki walon ki taraf........

Avi: mujhe bhool gaye.......

Avi come there and stand beside boys.........

A: main ladke walin ki taraf.........h ladke wale tum ladki walon ka band baja denge...........

Boys side: haan.........

Girls side:dekhenge.......

Pandit enter there and sat in sofa

Jai: pandit ji mere bachchon ki shaadi ka muhurat nikaliye woh bhi jldi........

P: jaidev ji shaadi k muhurat aaj se 4 din baad ka hai..........

J: 4 din mein itni taiyaarian kaise hongi.........

Te: ho jaayengi don't worry hum toh ready hi 4 din ke baad shaadiyan ke liye...........

Pandit left from there

(Precap: shaadi ki preparation start)

Bạn đang đọc truyện trên: Truyen2U.Pro