part 25

Màu nền
Font chữ
Font size
Chiều cao dòng


At night

In gaurika's room

Om enters room and see gauri and move towards her

O: gauri....

G: ji mr oberoi......

O: i m sorry........

G: for what

O: apne aap ko tum par force karne ke liye tumhe torture karne ke liye apni har woh galti ke liye jisse tumhe dard hua hai

G:mr oberoi ab iss bat ka koi faayda nahin hai

O: but gauri.....

G: please mujhe isske baare mein koi baat nahi karni......aur rahi baat aapko maaf karne ki toh humne aapko maaf kiya

O:gau......

Before he could say something gauri left from there

In neil's room

Mayur enter his room with plate of food

M: bhai aap dining table pe kyun nahi aaye khana khane ke liye......par koi baat nahi main aapkevliye khana laaya hoon

N:mujhe kuch kaam tha iss liye nahj aaya khane ke liye

M: ok bhai....

N: mayur baahar sab ne dinner kar liya hai

M: haan bhai.....

N: pakka sabne kar liya hai....

M: haan.....

N: ek baar soch le phir bata sab ne kar liya hai

M: saaf saaf bolo na bhai ki aap avni di ke baare mein janna chahte ho

N: agra tuje pata hai ki main avni ke baare mein pooch raha hoon toh tu saaf saaf bata de

M: bhai avni di dining table par toh nahi aayi but am sure ki unhone dinner room mein mangva liya hoga

N (thinking): yeh avni bhi naa mana ki tension mein hai par khana toh khana chahiye naa main hi jaata hoon khana lekar

Neil take food of plate and goes towards avni's room he see her and goes towards her

N: avni tumne khana khaya

Avni is silent

N: avni i am asking you

Avni nodded in no

N: pata tha mujhe lo main khana laaya hoon kha lo

A: i m not hungry

N: don't be stubborn and eat

A: maine kaha na mujhe bhook nahi hai

N: i know you are humgry please eat

A(angry): tumhe ek baar mein samajh nahi aata kya mujhe bhook nahi hai tum kyu mere perche pade ho.....aur waise bhi main khana khaun ya naa khaun zinda rahi ya marr jaun tumhe kya fark padta hai

N (irritated and angry):theek kaha tumne mujhe fark nahi padta.......kahana nahi khana hai matt khao bhookhi marr jao

Saying this he angrily left from oberoi masion  there all youngsters see

G: aap log avni ko sambhalo main aur mayur neil bhai ke peeche jaate hain(to mayur) chalo mayur

M: haan chaliye.....

Gauri and mayur left from there and shivomru and anivya goes towards  Avni's room

In Avni's room

They enter her room seeing them avni wipe her tears

A:aap loga aao naa

O: avni are you ok

A: haan

S:par hamein nahi lagta hai....tumne  neil ke saath fight ki

A: no.....

R: lie....

A:this is true main usdke saath kyun fight karoongi

O: avni abhi jo tumhare aur neil ko beech jo bhi baat huyi h sab ne suni.....aur hamein lagta hai ki tumne galat kiya hai....agar qoh tere paas aaraha hai toh tu kyu usse door jaa rahi ahi

A: kya galati ki hai maine bhai ab mete aur neil ke beech kuch nahi hai so kyun woh meri care karta hai mujhe pata hain ki ab hum dono ek sath nahi aa sakte toh kyun woh baar baar meri care karke mujh mein ummeed laa raha hai.....iss liye main usse door rehna chahati hoon

Mayur and gauri follow neil after some time they reached in hilltop neil walk towards a bench and sit there mayur gauri goes towards him and sat beside him

N: mujhe koi baat nahi karni

G: hamein bhi koi baat nahi karni h toh bass aapke saath baithna chahte hain

After 10 minutes neil brokethe silence

N: you know what aaj avni ne mujhse kaha ki woh marre ya jeeye mujhe fark nahi padta

M: bhai woh.....

N:shhh....mujhe bolne do......sach toh yeh hai ki jab woh roti hi toh mere dil mein dard hota hai..........jab woh dukhi hoti hai toh main dukhi ho jaata hoon.......aaj bhi mera dil darr jaata hai woh baat sochkar ki agar uss raat main sahi waqt par nahi pahunchta toh kya ho jaata.......aur aaj ussne kitni asaani de keh diya ki mujhe fark nahi padta....mujhe fark padta hai....agar usse kych ho gaya toh main bhi zinda nahi rahunga

Saying this tears flow from his eyes

Mayur and gauri hugs him and console him

M: bahi please chup ho jaiye.....dekha apki wajah se hum bhi rone lag gaye.....aur aapko pata hai agar main rota hon toh kaisa lagta hoon....... please don't cry nad lets go home

G: haan bhai mayur is right.... (to mayur )mayur tu doosri gaadi mein aa main neil bhai ke saath aati hoon

They left from there after some time they reached oberoi masion neil goes towards his room mayur and gauri see shivomru and anivya and goes towards them

G: mr oberoi gaurika aur avni so gaye

O:haan......woh gauri neil kaisa hai

G: aaj unhone apne dil ki baat zubaan par laa di

S: kya

M: kuch nahi......

G: par mayur......

M: di koi baat nahi hai.......di aap jaiye gaurika paas aur jaakar so jao.....main bhi apne jaa raha hoon

G: theek hai

In mayur's room

Mayur (thinking): samajh mein nahj aata hum badla oberoi's se le rahe hai yaa khudh se iss badle ke chakkar mein kabhi meri di toot jaati hai aur kabhi bhai......bass ek baar yeh ishana aur varun ka chapter close ho jaaye tab main di aur bhai ko har khushi doonga aur woh bhi apne style mein....

----------------------------------------------------------------------------------------------------------------------its done if you like my update please do vote and comments

Bạn đang đọc truyện trên: Truyen2U.Pro