Part.5 Time management

Màu nền
Font chữ
Font size
Chiều cao dòng


In morning ,

Ustad ji go and nock everyone room as it was 4:45 and all wake at that time

Ustad : yeh karan sir ji abhi tak aaya kyu nhi humasa aa ja ta hai , sayad kal late ho gaya ho ga so Raha ho ga ek bar bula la ta ho

He go near karan room and nock

Ustad : karan sir sir ji subha ho gyi hai

He said and leave

In room ,

Moran were hugging eachother and sleep as ustad voice was coming they Monami sleep get disturbe

She look around

Monami : yeh muja gala laga kar kyu so raha hai karna , karan utho

She wake up and shake karan

Monami : utho karan koi tum ko bula raha hai

Karan : so na do na

Monami : karan wake up Khadoos Shergill utho

After so many try at last she take glass full of water and throw on his face

Karan : Ahhh.. rani Saibaba yeh kya kar Rahi ho

Monami : utha rahi hu

Karan : aasa kon utha tha hai

Monami : mena bahut bar bol la ke utha javo per tum utha na ka naam he nhi la raha tha isliye aur koi option nhi tha

Karan : aaga se Subha subha nahla mat Dena mujhe aise

Monami : fine vasa koi tum ko bula raha tha

Karan : kon

Monami : pata nhi , kal jo sab tha na us mai kis ke bhi voice nhi thi koi different thi

Karan : ustad ji ho ga , time kya huva

Monami : 5 baj na mai 10 min

Karan : oh god late ho gaya

Monami : late itne subha kya kar na hai tum ko

Karan : drill hai

Monami : 5 baja ?

Karan : nhi abhi warm up hai 5:30 to 7 fir 9 ko morning drill

Monami : oh mai bhi kar sakte ho mera work out jo mera gym instructor kar va tha if u all don't mind

Karan : ismai puch kyu rahi tum kar sakti ho

Monami : thank

Karan : tum bhi ready ho jav girls change room left mai hai

Monami : ho jav ge 5:30 hai na half hour hai , don't worry so jav 15-20 min

Karan : kya so javo tum so javo mai trainer ho mai late nhi ho sakta , mai ja raha hu

Monami : vasa mil na kaha hai

Karan : main hall mai

Monami : fine i will be there at 5:30 good night

He go from there

At 5:30 all trainers came and we're surprise to see monami and karan was shock

Monami outfit

She was looking like a black cat in two ponytail and black outfit.

Fazi : monami tum

Monami : ha

Fazi : vo rose nhi hai na

Monami : nhi vo so rahi hai

Fazi : thang god

All laugh

Sanju : tum bhi humara sath workout kar na wale ho

Monami : nhi mai abhi workout kar na wale ho

Karan : vasa tum itne jaldi ready kasa ho gyi i mean tum so Rahi thi 5:15 tak aur 15 min mai ready ho gyi

Monami : ha , shower la na mai aur ready ho na mai 10-15 lag ta hai aur yeh do rubber laga da na ke baal mai ho accha se Baal mai bad mai bana lu ge .... Time manage kar na aana chahiye and second muja na half na hr nhi lag ta ready ho na mai tumari aur kya mila tum 30 min pehle utha ke tum na 30 sec late aaya ho

Karan : ha to 30 sec he hai

Monami : 30 sec na bahut ho te hai khadoos shergill bahut kuch kar sakte hai

Karan : kya ho sakta hai

Monami : 30 sec mai hum dictionary mein se ek new word learn kar sakte , Pani pe sakte hai , aur to aur jab koi mar raha hota na uske liye 30 second 30 sal jitne lambe hote hai , 30 sec mai bhut kuch ho sakta hai kis ke life save ki ja sakti ect ...

Karan : ha to thik hai kal se time pe aavu ga

Monami : fine per aaj late aay ho na so 5 min extra work out kar la na

Saju : fazi sir ji ab to gyi yeh

Fazi : ha matlab Aaj Tak Jo sab ko punishment da raha ta vo karan ko koi aur punishment da raha hai pata nhi ab bhabhi ka kya ho ga

Karan : tum punishment da rahi ho

Monami : ha

Karan : kya ka

Monami : punishment da rahi ho tak ke tum yeh lagti repeat na karo aur sirf 5 min extra kar na hai

Karan : mai nhi kar na wala

Monami : tum ko kar na ho aur koi option nhi hai

Karan : yeh kya bat huve

Juhi : tum log lad Kyun rahe ho leave it

Monami : aaj aagar chod diya to 30 sec ke kabhi tum value nhi kar pav ga

Karan : 30 sec ke kya value

Monami : bahut value ho te hai aur Rani saibaba bol ta ho na muja bas to yeh Rani saibaba ka order hai kar na ho ga

Karan : Rani saibaba

Monami : khadoos shergill yeh sab discussion mai aur times waste ho gya so ab 10 min kar na aur mera bhi time waste ho gaya muja 10 min extra kar na ho ga ab no more discussion

Param : bilkul sahi patni mil hai karan ko

Barkha : ha bichara ke bol te hai band ho gyi

Juhi : Barkha, Param bahut jam na wale hai isko

Param : yes ma'am

Fazi : aaj to bahut maza aaya .... Karan ko takar da na wale jo aa gyi

Sanju : sir ji

Fazi : humasa yeh muja punishment da ta tha na ab maza aaya ga

Fazi : bhabhi aap bahut aachi ho love u

Monami laugh

Karan : tum ko bad mai dakha ta ho aur tu shand

Monami : tum mera devar ko shand nhi bol sakta

Karan : pyari monami ke devar fazi sir ji

Fazi : itne respect

Karan smile : aap bhi 10 min extra karo ga kyu ke aap bhi late ho

Monami : dakha la na vasa mai abhi aaye

Bạn đang đọc truyện trên: Truyen2U.Pro