Anubhav's Changed behaviour

Màu nền
Font chữ
Font size
Chiều cao dòng

Copyright ©: @janescripter

Note:- There are some situational changes

Hassena was trying to find the network on her mobile phone when she collided with Santosh. "Yeh kya madam, hum holiday par aye hai aur aap hai ki apne phone par busy hai. Very bad!", Santosh said. "Santosh, hame bohot jaruri kaam hai. Isiliye toh abhi network dhund rahe hai." "Are madam, kitni baar kahu aapse ki hum holiday par hai. Aap kaam kyu kar rahi hai?", Santosh asked. "Bohot... Hame maaf kar dijiye Santosh. Aap jaye hum abhi ate hai.", Hassena said and Santosh left.

Hassena was experiencing the cold breeze closing her eyes. "Kitni thandi hawa hai na?", Karishma said to Hassena. "Ha! Bohot dino baad accha lag raha hai. Vaise DSP sir kaise hai?", Hassena asked. "Voh kaise honge madam. Vaise hi hai. Na thik se khate hai, na thik se sote, hai aur na hi thik se kisi se baat karte hai. Pata nahi aaisa ka hogaya hai unhe. Doctor se kehkar hum unhe yaha le toh aye par unke halchal mein kuch badlav hi nahi aa raha. Pata nahi aaisa ka hua hai?", Karishma said. "Karishma Singh aap batayengi ki yeh saab kab se shuru hua?", Hassena asked. "Kuch dino pehle, matlab holi vali din ke ek hafte baad, hum Anu bhaiya se milne gaye the kyuki hum unse uske baad mile nahi the toh..." Karishma remembered.

Flashback

Karishma rung Anubhav's door bell. Anubhav's mother opened the door. "Are Karishma! Kaise hai?", Maa took her into a hug. "Hum bilkul thik hai Chachiji. Aap kaisi hai?", Karishma asked. "Hum toh bilkul thik hai. Par..""Par ka Chachiji? Saab thik hai na?", Karishma broke the hug and asked. Karishma noticed her changed expression. "Hum toh thik hai beta lekin Anu thik nahi hai", Maa said. "Ha hum bhi unse hi khas milne aye hai. Ek hafte se dikhe nahi. Headquarters gaye toh pata chala voh hai hi nahi. Toh ghar chale aye", Karishma said.

"Kya bataye Karishma? Ek hafte se ghar par nahi tha. Pata nahi kaha chala gaya tha. Aur aab aya hai toh kuch bol nahi raha, kuch thik se kha nahi raha. Bohot pareshan hai", Maa said. "Ka baat kar rahi hai hai??", Karishma said. "Ja mil ke usse. Shayad tujhe kuch bata de", Maa said and left for his room. "Aaisa ka baat hai ki Anu bhaiya itne pareshan hai?? Kahi Madam sir ne unhe reject ka diya isiliye toh nahi?? Nahi nahi baat jarur kuch aur hai ", Karishma thought and moved to his room to have a talk with him.

"Anu bhaiya!", Karishma called out from outside the room, but no response. She again knocked the door, again no response. But when she was going to bang on the door she noticed that the door was opened. She slightly pushed the door only to find Anubhav sitting on a chair facing the window. She couldn't see him properly as his back was facing her. "Anu bhaiya!", She whispered and walked towards him.

She saw him; he was aimlessly staring outside the window with a blank face. He had closed his eyes, dried tears on his face. "Anu bhaiya!", She called out placing a hand on his shoulder. He didn't moved a bit just opened his eyes. "Anu bhaiya aaise kahe baithe hai?? Pata hai Chachiji kitni pareshan hai. Anu bhaiya??", she shook him. His face was still showing a blank face without any expression. "Karishma, kya bataye hum kaise hai. Maa se keh dena hum thik hai. Hume dekh lengi toh vyarth hi chinta karengi. Aaj hum headquarters nahi ja rahe ka chale jayenge", He finally broke the silence but his face was still blank and he had expertly avoided any eye contact with her. Karishma was not able to understand anything. But she decided to leave him alone. His state was really miserable.

Karishma left without having any conversation with him. While driving his state was flashing infront of her eyes. Why was he like this? Why is he doing this? Her mind were filled with these thoughts. Karishma finally reached MPT only to find everyone working. They had been saved from Karishma's anger today. As soon as Santosh noticed her, she saluted her and Cheeta, Pushpa ji followed her. She didn't spoken a work and quietly sat on her desk chair.

"Yeh Karishma madam ko kya ho gaya? Kuch bola bhi nahi aur jakar sedhe apni chair mein baith gaye", Santosh whispered in Cheeta's ears. "Sahi keh rahi hai aap Santu ji. Madam aaj kuch badli badli lag rahi hai", Cheeta whispered back. Karishma saw them whispering something. "Ka chal raha dono ka? Kuch kaam vaam nahi hai ka? Jakar kaam karo. Aur Maiya kasam agar koi timepass karte hue dikha na toh bhaukaal macha denge hum.", Karishma roared which left both of them shaken. They quickly held their sits and started working again. Pushpa ji who was observing this was confused. "Yeh inhe kya ho gaya? Ghar se nikalte vakt toh khush thi. Aab achanak gussa karne lagi. Inka toh kuch samajh hi nahi aa raha. Baat karte hai inse lunch time mein", Pushpa ji thought.

-To be continued

Bạn đang đọc truyện trên: Truyen2U.Pro