Chapter 1 ( Sirat 's accident )

Màu nền
Font chữ
Font size
Chiều cao dòng

The scene start from sirat was taken to nearby hospital by few people . Akshara and arohi was just crying continuously seeing their mother lifeless on the hospital bed . After sometime Goenkas came in hospital . They saw arohi and akshu crying continuously and sirat was on hospital bed .

Akhilesh Console arohi whereas manish and Surekha console akshu .

Suhasni (crying ) - yeh kya hogaya manish hamare saare bacche ek ek karke aise ...pehele naira phir ranveer phir kittu aur ab sirat ki aisi halat mujhse nahi dekha jaa raha yeh sab , yeh sab akshara ki wajhse huya hai .

Manish was shocked to heard that Akshara crying continuously heard this . Manish and surekha console her .

Akshara ( crying + stammer ) - m..aine..si..rat ...mum.ma...ko..na..hi..maa..ra..hai...wo...h baa...s e..k acc..ident....th..a

She crying continuosly . Manish hug her and rub her back .

Manish ( console her ) - haa baccha mujhe pata hai tune kuch nahi kiya you are my good baccha aur meri akshu kisi ke saath galat kar hi nahi sakti . I know baccha woh ek accident tha . Jaao choti dadi ke saath jaao aur kuch khalao ( to surekha ) - surekha jaao isse le jaao Shant karwao aur kuch khila do .

Surekha take akshu and they both went toward the canteen . Here Manish give an angry glare to suhasni .

Manish ( angrily ) - maa yeh kya keh rahi thi aap akshu ke saamne woh pehele se hi itni buri halat main hai aur aap usko blame kar ke aur kyu hurt kar rahe hai aur usme akshu ki koyi galti nahi thi woh baas ek accident tha .

Swarna ( support suhasni ) - Manish ji maaji sahi toh keh rahi hai . Naa woh Arohi ke peeche jaati aur naa hi yeh sab hota bechari Arohi dekho kitna ro rahi hai .

Manish ( shout) - Arohi , Arohi , Arohi Akshara ke baare main socha hai uspe ilzam lagane se pehele . Akshu ki koyi galti nahi hai .

Arohi ( intrupted) - bade papa sari galti Akshara ki hai uski wajhse mumma giri hai ..

Manish - aarohi beech main maat bolo aur iss accident main uski koyi galti nahi hai yeh baat tum samjh lo Arohi and you all of you stop blaming my doll otherwise mujhse bura koyi nahi hoga .

Said Manish glaring all of them . Arohi get scared and hid behind akhilesh he protectively hold her and hug her .

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

SCENE SHIFT TO AKSHARA AND SUREKHA

AT CANTEEN

Here we seen that akshu is crying continuously and hadn't eat a single bite and Surekha tried hard to make her eat food ..

Surekha ( tried to feed her ) - akshu baccha thoda sa kha lo agar aap Khaoge nahi toh bimar padh jaaoge naa ..

But akshara refused to eat the food. She saw manish came . She get up , ran toward Manish and hug him .

Akshara ( hug him ) - mumma kaisi hai ab ..

Manish - unka treatment abhi chal raha hai woh jald hi theek ho jaayegi okk akshu .

Akshu nod . Manish noticed akshu hadn't eat a single bite.

Manish ( take a plate from Surekha ) - akshu beta aapne kuch nahi khaya kyu baccha agar aap khana nahi khoyege toh aapke mumma papa ko bahaut bura lagega naa aur papa woh toh aapni princess se kitna pyar karte hai aur agar woh aapni princess ko aise dekhege toh woh hurt hoge naa ( akshu nod ) aur maine bataya tha naa aapki naira mumma aapse kitna pyar Karti thi agar aapke mumma papa aapni princess ko aise dekhege toh unhe bura lagega naa aapne parents ke liye kha lo please .

( Note in my story manish and Surekha tell about naira to akshu not sirat )

Akshu eat food for the sake of kaira . Manish emotionally saw toward akshu ..

Manish pov

Bichari meri doll itni se Umar main kya - kya sehana padh raha hai usse . Iss sirat ne meri akshu ki life barbaad kar di aur yeh arohi ne meri bacchi ka bachpan cheen liya hamesha usse sab kuch cheena hai aur meri family bhi uski side le rahi hai aur meri akshu ko blame kar rahe hai . Kartik , kairav , vansh aur Surekha ko chod kar koyi bhi akshu se pyar nahi karta tha sab usse for granted lete the . Sab baas arohi - arohi karte rehete hai . Mere bete ne jo ranveer se waada kiya tha uski wajhse main chup hu warna main kabhi inn maa beti ko aapne ghar main rehene nahi deta . Aur ab toh mera beta bhi nahi hai usse protect karne ke liye main kuch bhi karuga mere kaira ki aakhiri nishani hai woh main uske liye kuch bhi karuga .

Pov end

He lovingly crassed akshu 's hair after sometime akshu fall asleep in manish lap . She mummered in sleep I miss you papa please waapas aajao . I miss you naira mumma .

Manish and surekha helplessly saw toward her .

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

AFTER 3 HOURS

Doctor came out with worried face and everyone ran towards him.

Arohi - doctor meri mumma kaisi hai

Dadi - haan doctor bataiye na humari bahu thik to hai na ?

Doctor - Sirat bilkul thik hai par wo coma mein chali gayi hai aur mujhe nahi pata ki wo kab uthegi maybe in 2 years or never in her whole life .

Everyone became numb except manish who rolled his eyes because he already know that chudail's real face 😑

Arohi ( crying drama ) - nahi aisa nahi ho sakta meri mumma coma mein nahi ja sakti hai .Ab mujhe pyaar se khana kaun khilayega, mujhe lori kaun sunayega,mujhe pyaar kaun karega?🤢

Dadi - hey bhagwan aap kyun humare saath aisa kar rahe ho.Pehle apne humare kittu aur naira ko humse chin liya aur ab sirat ko bhi chinna chahte ho kya ?

Swarna - aap bhagwan ko kyun blame kar rahi hai maaji ? Aap pehle bilkul sahi keh rahi thi ki sirat ki ye halat uss besharam ladki akshara ki wajah se hai.Maine kabhi nahi socha tha ki wo itna niche gir jayegi

Manish ( angrily ) - bas kijiye aap sab jab maine pehle bola tab kan kharab the kya sabke ? Meri doll ko koi blame nahi karega kyunki usne kuch galat nahi kiya hai.Apki ladli sirat ka accident hua hai aur kuch nahi

Swarna - manish ji aap to aisa bolenge hi afterall sirat to apko pehle se hi pasand nahi thi isliye aap to man hi man naach rahe honge

Manish - Shutup swarna apni bakwas band karo.And listen everyone agar kisine meri doll ko kuch bhi kaha na to sabke muh todkar khayi mein fekh dunga fhir waha karte rehana aapni bakwas baate .

Manish angrily left from there.

Arohi's pov

ye sab kuch teri wajah se ho raha hai akshara. Aaj bade papa ne mujhpar gussa kiya teri wajah se.
Meri mumma coma mein hai wo bhi sirf aur sirf teri wajah se.Tujhe to mai chodungi nahi teri life barbaad na ki to mera bhi naam arohi goenka nahi

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

AT GOENKA VILLA

Sirat was lying in her room pale and weak because of her bad deeds while everyone were downstairs.

Dadi - manish tum kahin ja rahe ho kya?

Manish - haan wo mai 1 din ke liye mumbai ja raha hun ek zarrori kam aa gya hai aur akshu beta aap bhi mere saath chalo

Akshara - nahi bade papa aap jao mujhe yahin rehna hai please

Akshara's pov

agar mai yahin rahun to shayad mai sabko samja paun ki meri isme koi galati nahi hai par agar main bade papa ke saath chali gayi to misunderstandings aur bhi bad sakti hai

Pov end

Manish - doll are you sure that you want to stay here ?

Akshara - yes bade papa aur waise bhi surekha dadi bhi to hai na

Manish smiled and nodded.He kissed her forehead and left from there.....!

Arohi 's pov

Abb ayega maja ab to bade papa bhi nahi hai isse bachane ke liye

Pov end

Arohi - tujhe kya lagta hai akshara ki tu yahan rehkar hume mana legi par nahi aisa kuch bhi nahi hone wala.Tu meri mumma ki gunegar hai aur hum tujhe kabhi maaf nahi karege samjhi

Akshara - arru tu chup kar kuch bhi mat bol wo meri bhi mumma hai aur mai unhe kabhi hurt nahi kar sakti aur ye baat tu bhi janti hai isliye please

Dadi came towards akshara and slapped her hard making her cry in pain.

Dadi - Tumhari himmat kaise hui humari arohi se aise baat karne ki.koi sharam bachi bhi hai tumme. Mujhe khudpar itna gussa atta hai ki maine tum jaisi ladki ko apna mana.Tumhe to bachpan mein hi mar jana chahiye tha

Arohi - nahi dadi isse to jail jana chahiye because ye hume aur humara pyaar bilkul deserve nahi karti. Kash tu kabhi iss duniya mein hi nahi atti

Akshara became scared after listening jail and ran from there to her room.

AKSHU / KAIRA ROOM

Akshara (crying) - nahi mai jail nahi jaungi kyunki maine kuch galat nahi kiya hai.What if arohi ne sabko convince kar liya aur unhone mujhe sachme jail bhej diya to? Nahi aisa nahi ho sakta mai aisa nahi hone dungi.Kash aap yahan hote mumma papa to mujhp
ar koi itna ganda ilzaam nahi lagata.yahan koi mujhse pyaar nahi karta bas bade papa aur surekha dadi karti hai par wo dono to ghar par nahi hai. Mujhe sabko samjhana hi hoga...!

Akshu wiped her tears and went downstairs. She saw dadi sitting in the living room talking with someone. She went towards her and.....

Dadi - aap please akshara ko abhi akar le jaiye. Hume usse aur bardaash nahi kar sakte.Behtar yahi hoga ki wo humare parivaar se dur rahe

Akshu became numb after listening dadi and tears started coming from her eyes.

Akshu's pov

dadi police se baat kar rahi hai.Wo mujhe akar le jayegi aur mujhe jail mein band kar degi.nahi mai nahi jaungi jail mai innocent hun. mai nahi rahungi yahan chali jaungi sabse bohot dur taki koi mujhe jail na bhej sake

Suhasni talk to singhania family on phone

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

Hii guys so this was the chapter I hope you like it.

Precap - akshu breakdown , akshu ran away from house

Do vote and inline comments too.

Bạn đang đọc truyện trên: Truyen2U.Pro