Chapter 12 ( Outing )

Màu nền
Font chữ
Font size
Chiều cao dòng

The chapter start with naira and akshu wake up and came out . She is surprised to see kairav and kartik sleeping together . Her eyes have tears on seeing them . Akshu too was happy to saw them.

Akshu - I am so happy finally bhai ko bhi papa ke saath time spend karne ka mauka mila .

Naira ( hold her hand ) - haa akshu main bhi bahaut khush hu .

And the tears of joy fallen from her eyes. Suddenly kairav and kartik start waking up

Kairav - good morning mumma , papa aur akshu .

Kaira and akshu - good morning

But akshu and naira saw shockingly toward kartik and kairav . They were happy how this miracle happened . Kairav and akshu went inside the room .

Kartik - naira ji sorry woh kya hai kal raat kairav thoda pareshan tha toh ..

Naira - koyi baat nahi don't be sorry balki mujhe aapko thank you bolna chahiye atleast koyi toh hai jiske saath woh aapne maan ki feelings share kar raha hai.

Kartik - I don't know why but mujhe kairav ke saath ek alag ka connection feel hota hai I don't know ho kya raha pehale akshu aur ab kairav .

Naira ( in mind ) - connection toh hoga hi naa tumhare tadpole aur chotu sherni jo hai .

Kartik - naira ji .

Naira jerk

Naira - haa

Kartik - chalo naira ji it's time for your medicines aur breakfast bhi karna hai .

Naira - par

Kartik - par war kuch nahi jaldi aao .

Kairav and akshu smile saw his care for naira .

Akshu - mumma jaldi se medicines kha lo aur Phir ham Rishikesh ghumne jayege , jayege na ham .

Kartik - haa princess ham jayege naa ghumne par pehele ham charo breakfast karege maine kachori aur apni princess ka favourite bread kapoda banaya hai .

Kairav and naira was shocked to heard that . Kairav remember how he used to say kapoda to pakoda in childhood .

Akshu ( laugh ) - papa bread pakoda , kapoda nahi.

Kartik - pata nahi princess kaise kapoda nikal gaya muh se aisa lag raha hai yeh shabd bahaut special hai mere liye .

Hearing this kairav get emotional and start remembering his moment with kartik . Naira noticed it and change the topic and after that they settle down for the breakfast and leave to explore the Rishikesh .

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
AFTER SOMETIME

Kaira and kairav and akshu seen eating a food in a food stall they were eating a golgappa . Akshu and naira enjoy spicy gol gappa whereas kartik and kairav ke kaan se dhuaan nikalne laga theekhe gol gappa kha ke .

Akshu - mumma gol gappa bahaut acche hai ek plate aur khaye .

Naira - haa akshu bahaut maza aayega ( to vendor ) - bhaiya isse jayada theekhe banana .

Kartik ( shocked ) - aur kitna theekha khyoge baas karo .

Kairav - haa mumma , akshu aapko mirch nahi lag rahi hamri mujhe toh bahaut mirch lag rahi hai .

Kartik - mujhe bhi .

Akshu / naira ( in unison ) - yeh toh Kuch bhi nahi ham toh isse bhi teekhe kha sakte hai.

Kartik ( in kairav ears ) - dono maa beti ek jaisi .

Kairav - right papa .

Akshu and naira ate one more plate of gol gappe and kairav and kartik sigh in defeat . After that kaira and family went to the Lakshman jhula . Akshu and kairav went in another direction and leave kaira alone .

Naira - pata hai kehte hai ki jo bhi iss jhulein par aate hai naa unke tute rishte hamesha ke liye jud jaate hai aur yeh sach hota haar baar aapne experience se bol rahi hu.

She said and remember her and akshara 's meet after so many years and kartik and her patch up too .

Kartik - aapne experience se bol rahi ho par huaa kya tha ??

Naira - main aur mumma yahi mile the after so many years and akshu aur main bhi aur kaira ka patch up bhi yahi huaa tha

She whisper last line so that kartik couldn't hear . Suddenly kartik saw butta and shout .

Kartik ( shout ) - butta chalo naa naira ji butta khate hai .

Kartik get excited saw the butta like a child . Kartik ordered two butta , rubbed lemon on it . Naira who adore her mendak and a smile kept on his face .

Naira pov

Khud ko bhul gaya par aapni adatein nahi bhula . Aaj bhi wahi aadatein hai uski aaj bhi butta nimbu laga ke hi pasand hai isse . I wish jaldi se mere mendak ki yaadash waapas aajaye. Ab toh meri ummed aur bhi pakki hogayi hai .

Pov end

Naira also start eating butta and remembering how kartik used to engulf into romance in no time whereas kartik was just adoring and staring her .

Kartik pov

Haaye koyi butta khate huye bhi kaise itna khubsurat lag sakta hai aur uski smile haaye . Aisa lag raha hai jannat mere saamne hi hai . Ek minute kartik yeh kya soch raha hai woh do bade bade bacchon ki maa hai aur aapne husband se bahaut pyar karti aise uske baare main aisa maat soch agar naira ji ko pata chal gaya toh kya sochengi woh aur kairav aur akshu kya sochege . Shame on you kartik Goenka .

Pov end

They finish their butta and went toward the ganga ghat . Naira was standing on the ghat and remember her and kartik first meet then she remember how she meet kartik and he refuse to recognise her and that time her heart crushed into million pieces . Kartik just saw toward her .

Kartik - kya huaa naira ji kal ke baare main soch rahe ho naa .

Naira ( in mind ) - bhale hi tum mujhe bhul gaye ho mendak par tumhare dil main kahi naa Kahi hamre rishte ka ehsaas hai abhi bhi hai bina kahe hi mere maan ka haal samjh gaye tum kartik .

Kartik - sorry woh kal ke liye mujhe aapke saath aise behave nahi karna chaiye tha mujhe akshu ne bataya how you love your husband aur mujhe aap dono ki love story bhi pata by God I am impressed with it aaj ke zamane main bhi aisa pyar I can't believe it .

Naira ( smile ) - haa mera mendak hai hi special usse kisi ko bhi pyar hojaye . He is best.

Kartik ( murmured ) - aapse bhi toh kisi ko bhi pyar hojayega .

he said in a low voice but Naira heared it and blushed slightly .

Kartik - waise aapke husband ka naam kya hai .

Naira - Sid , Sid naam hai uska .

Kartik - nice name aapne aur aapne husband ke baare main kuch bataiye naa .

And naira told about Her and kartik to kartik and kartik just lost in her beautiful eyes .

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
So guys this was the chapter I hope you like it.

Precap - naira meet her old friend . Jealous kartik .

Do vote and inline comments too.

Bạn đang đọc truyện trên: Truyen2U.Pro