Chapter 7 ( Rishikesh)

Màu nền
Font chữ
Font size
Chiều cao dòng

AT RISHIKESH
2 DAYS LATER

Kartik and naira along with kairav and akshu ( separately ) went Rishikesh . Naira and kairav came Rishikesh because naira want some peace and kartik and akshu came Rishikesh because akshu insist him to come Rishikesh . She hope that if he will live in Rishikesh may be he get back his memory .

Naira , kairav and kartik , akshu came out of the airport but they didn't saw each other . Naira get nostalgic to saw the Rishikesh . She remember her childhood days which she spend in Rishikesh and how kartik and naira Meet their fights everything . How she meet Akshara ( her mother ) and she take her to udaipur . She miss both kartik and akshara ( her mother ) . Kairav noticed that her mother getting emotional and miss his father and nani . Kairav kept his hand on her shoulder and indicate her not to cry .

Kairav - I know mumma aap papa aur nani ko miss kar rahi hai but aise sad hokar unhe miss maat kariye unhe happy hokar miss kariye warna papa aur nani bhi sad hojayege

He indicated her to smile . She smile and.proudly saw toward his son .

Kairav ( confused ) - kya huaa mumma aise kya dekh rahe ho ??

Naira ( patted his cheeks ) - yeh dekh rahi hu ki mera kairav baby kitna bada hogaya .

Kairav - nahi main koyi bada nahi huaa hu main abhi bhi aapka chota sa kairav baby hu papa ka tadpole hu .

And he hug her protectively and said

Kairav - baas ab akshu bhi hame mil jaye phir ham sab saath main rahenge puri kaira family , main, aap , akshu aur papa ki memories .

Naira ( break the hug ) - haa kairav bahaut jald hame akshu milegi aur ham usse dhundh kar hi rahenge .

Naira said with determined face and look toward akshu 's photo .

Naira Ganga maiya please mujhe meri beti se milwa do main already aapna kartik kho chuki ho aur mumma bhi aab aapni akshu ko nahi khona chahti . Jaise aapne kayi saal pehele ek maa aur beti ko milaya tha waise hi ek baar aur maa aur beti ko mila dijiye ganga maiya .

And she start remember how she and akshara meet . Somewhere in her heart she get intuition that she will meet her daughter soon .

Kairav saw naira is lost somewhere he call her ..

Kairav - mumma

Naira ( came back from her lala land ) - haa kairav

Kairav - mumma chale ashram .

Naira nod and both take a taxi to went to the sparsh ashram in naira spend her childhood .

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

SCENE SHIFT TO KARTIK AND AKSHU

Kartik and akshu seen standing outside the airport . Kartik feel connection with this city . Akshu was very happy to came in Rishikesh because in this city her mother Spend her childhood , her parents meet there first time . This city is very special for kaira so obviously it is very special for akshu also . Earlier when she came Rishikesh with her father and brother she always feel connection but now she feel her mother is with her and blessed her .

Kartik get blur flashes of incident first meet of kaira . He tries to remember who girl is this but unable to remember .

Kartik pov

Mujhe kyu aisa lag raha hai ki yeh jagha bahaut special hai mere liye why I feel someone special is near me . Pehele akshu ki mom ko dekh kar laga ki woh Meri aapni hai yaa main unhe jaanta hu .

Please ganga maiya kuch rasta dikhaiye mujhe aisa kyu laga raha hai kuch toh hint dijiye .

Pov end

Akshu ( in mind ) - finally I am in Rishikesh where I can feel my mumma presence . I can feel my mumma is near me . I miss you mumma . I love you .

Akshu - papa chale flat main .

Kartik nod and they both went toward the flat of sunny which is in Rishikesh .

SKIP :-

Kartik was sitting in his room after freshen up when akshu entered their with a pout and sad face.....!

Kartik - kya hua akshu aap sad kyun ho ?

Akshu - papa i am getting bored naaa

Said akshu making cute pout kartik came sit beside her .

Kartik - haan waise bore to mai bhi ho raha hun fhir hum kya kare aapke paas koi idea hai kya ?

Suddenly an idea pop in her mind ..

Akshu - haan mere paas ek idea hai nahi mere paas na ek story hai mai apko sunao kya ?

Kartik - Afcourse bacha i am excited

Akshu - ok so story ka title hai sherni mendak ki unique love story

Kartik { girl :- i love you mendak will you marry me ? Boy :- i love you too sherni and yes i will marry you love }

Akshu looked towards kartik and saw him lost she smirked seeing that the st
ory is affecting his lost memories.

Akshu - ufff papa aap kaha kho gaye ?

Kartik - nothing bacha aap continue karo

Akshu - ok so sherni aur mendak first time rishikesh mein mile the. Sherni wahan apni friend ke saath ayi thi aur mendak apne friends ke saath rafting kar raha tha. Tab na mendak ka ek friend paani mein gir gya aur mendak bhi paani mein gir gya pucho kyun ?

Kartik - Afcourse usse bachane ke liye

Akshu - ji no mendak ka balance biga d gya tha isliye wo gira par fhir wo apne dost ko bachakar kehne laga ki usne usse bachane ke liye jump lagayi thi

Kartik - wow kuch kiya bhi nahi aur mahaan bhi ban gya smart mendak

Akshu - par sherni ko ye baat achi nahi lagi ki mendak free ka credit le raha hai isliye wo uske paas gayi aur usse defend karne lagi aur sabko pata chala gya ki mendak free ka hero ban raha tha. Aur wahan se hui unki love story ki shuruat.mendak aur sherni ki shuruat.

Kartik { girl :- bade aaye hero banne,
rafting karne,mendak kahi ke tar tar tar }

Akshu - offo papa aap phirse kaha gayab ho gaye ?

Kartik - kuch nahi akshu bas aise hi asp continue karo

Akshu - apko pata hai mendak ko jab apne pyaar ki realization hui to usne sherni ko propose kiya but usne usse reject kar diya because wo sure nahi thi tab bichare mendak ka dil toot gya. Par kuch din baad sherni ko bhi realize ho gya ki wo apne mendak se kitna pyaar karti hai wo usse confess karne ja rahi thi jab usne apni fox behen ko kehte dekha ki wo fox mendak se pyaar karti hai. Sherni bahut hurt hui lekin usne apni fox behen ke liye apna love sacrifice kar diya aur wo mendak se distance banane lagi. Par kehte hai na ki humesha pyaar ki jit hoti hai waise hi fox ko realize hua ki wo dono lovers ko separate karne wali thi isliye usne unse apologise kiya aur fhir sherni ne mendak ko propose kiya aur wo sherni aur mendak se sherman ban gaye

Akshu looked towards kartik after get
ting no response from him. She face palmed herself after seeing him sleeping.

Akshu - yahan maine itni mehnat ki aur papa mendak bechkar so bhi gaye .

Akshu saw toward him and sigh in defeat suddenly she noticed kartik mummered something .

Kartik - i love you jaan i love you so much sherni .meri sherni sirf aur sirf meri kartik ki naira

Akshu became happy listening this and thanked god.

Akshu - thankyou so much ganga maiya first step to complete ho gya aab bas papa ko sab jaldi se yaad aa jaye

Akshu get happy her first step is completed and he gradually remember naira and his past . After sometime akshu also slept .

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

So guys this was the chapter I hope you like it.

Precap - naira - akshu , kairav - kartik meet .

Do vote and inline comments too.

Bạn đang đọc truyện trên: Truyen2U.Pro