Chapter 10

Màu nền
Font chữ
Font size
Chiều cao dòng

Hii guys the vote for kaira ff - connected was more so I decided to complete my this story first sorry I have to compelete this story first as majority wanted and I clearly said that I will go with majority  and those who wanted me to write arrange marriage main love sorry for those but I will definately try to update one or two chapter of that story also before my exams.

Now let's start the story

The chapter start with proposal came for naira and the boy is non other than Aditya Bansal.

Naira ( not interested  ) - aditya ?? Matlab adi jo  mera college main padta tha

Natik  - haa princess Aditya ka rishta aaya hai . Kuch waqt pehele uske dad ka phone aaya tha mujhe tabse baatcheet ho rahi hai .

Akshara - naira please iss rishte ke baare main dhayan se sochna beta . Maine tumko pehele nahi bataya kyunki you were not ready but naira ab tumhe aapni life ke baare main sochna chahiye aur rahi baat kairav ki ab woh apni family ke saath hi rahega aur tu usse milti rahiyo .

Naira ( opposed ) - mumma maine shaadi na karne ka faisla bahaut pehele ki kar liya tha ab woh nahi badalane wali .

Akshara - naira thoda time lo kuch din ke liye dhayan se socho . Itni jaldbazi main faisla lene ki koyi zaroorat nahi hai time le ke sochna aur beta Aditya tumhara College ka friend hai

Naira narrowed her eyes

Naira ( sarcastically ) huuh mera college ka dost.

Natik - kya huaa tum aise kyu bol rahi ho princess you and Aditya are very close friend .

Naira - papa woh koyi mera friend nhi hai woh ek no ka bigda huaa ladka hai . College main uske karname mashoor the haar nayi ladki ke saath date karta tha play boy hai woh play boy aur main uski friend nahi woh aap ke liye usse jhel leti thi uske dad aapke business partner hai naa isliye .
AUR MAIN KISI AUR SE SHAADI NAHI KARUNGI THAT'S FINAL .

.After said this Naira stomped into her room

Naira pov

How could they ?? Yeh sab soch bhi kaise sakte hai ki main shaadi karungi aur move on kar lungi . No kabhi nahi . Main kabhi shaadi nahi karungi never.

Pov end

She closed her eyes so she relaxed for sometime . Suddenly her phone rang and flash the caller ID of Tanvi her best friend

Naira - hello Tanvi .

Tanvi - hii naira bahaut time ho gaya ham mile hi nahi tu toh bahaut busy hogayi . Ab toh tu udaipur main hai phir bhi mujhse milne nahi aayi .

Naira - kya yaar time hi nahi mila dance academy kairav inn Sab main itna busy ho gayi ki time hi nahi mila ..

Tanvi - aare main tujhe ek good news dene hai .

Naira ( least interested ) - bol kya good news hai .

Tanvi - naira meri shaadi taay ho gayi hai arrange marriage hai .

Naira ( least interested ) - chal badiya .
Congratulations dude ..

Tanvi - aur tujhe jaroor aana hai you know what my fiance kunal love me so much yaar .

Naira ( laugh sarcastically ) - bestie yeh pyar wayar kuch nahi hota sab dhoka hai abhi jo tu apni dreamland main ji rahi hai ji acche se jee jab Tera vishwas tutega tab tujhe yakeen hoga ki love is just a waste of time .

Tanvi - nahi yaar aisa kuch nahi hota ek baar khud ko chance toh de aisa nahi ek baar heartbreak ho gaya toh tujhe dubara pyar nahi hoga MERA DIL KEHATA HAI KI TUJHE LIFE MAIN PYAR JAROOR HOGA .

Naira ( laugh silently ) - aacha theek jab hoga dekha jayega .

Okk chal byye

Tanvi - byeee .

After that naira cut the call .

Naira pov
Pagal hai yeh ladki kehati hai mujhe pyar hoga aree I am damn sure ki mujhe pyar kabhi nahi hoga kyunki ab main kisi aur se pyar kar hi nahi sakti siwaye kairav ke .

Pov end

Now naira start arranging her almirah . Suddenly she  saw toward the gate as she feel someone was there but she found no one

( Author note - naira pyar toh tumhe hoga woh bhi apne mendak se main karwayungi naa . )

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

SCENE SHIFT TO THE HALL OF SINGHANIA SADAN

All were chit chat with each other suddenly they saw kairav came downstairs and tears continuously fallen from his eyes everyone was shocked to saw him like that ..

Akshara - kairav ......

Natik - kairav beta .

Naksh - champ ....

Everyone tried to stop him but he didn't stop and ran from singhania sadan . 

Natik - akshara yeh toh upar naira ke paas gaya tha naa aisa kya huaa jo woh aise bhaag kar gaya ..

Akshara - chaliye naira se jaake puchte hai .

After that Akshara and natik  went to naira 's room. They told about this to naira . After listening this naira  Quickly ran toward the Goenka villa .

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
AT GOENKA VILLA

Kairav ran inside his room and threw himself onto his bed sobbing uncontrollably .

Kairav pov

Naira Mumma kisi aur se shaadi kar rahi hai kisi Aditya uncle se . Main kaise rahuga mumma ke Bina . Pehele mere paas koyi nahi tha phir mumma mili toh papa nahi the ab finally meri family complete huyi thi toh mumma mujhe chod kar jaa rahi hai.

Guys kairav heard everything when naira talk to her friend and told her about the alliance he heard half .

Hearing kairav crying everyone gathered around him ..

Swarna ( sat beside her ) - kya huaa kairav beta aap kyu ro rahe ho . Dadi ko nahi batayoge ?? Kisi ne kuch kaha ?? Papa ne daanta ?? Kahi chot lagi batao naa baccha .

Kairav ( sobbing ) - nahi mujhe kisi se baat nahi karni .

Despite their best efforts , kairav wouldn't calm down so Shubham goes and finally called Kartik who was on video call .

Kartik - dekh nahi rahe meri meeting chal rahi hai .

Shubham - bhaiya please jaldi chalo kairav aachanak se rone lag gaya hai kisi ko nahi pata kya baat hai aapko aana padega .

After profuse apologies to his client he slammed his laptop shut and stormed toward kairav room .

Kartik ( tensed ) - kya huaa kairav itna ro kyu raha hai .

Swarna - pata nahi Kartik beta ham kabse puch rahe hai hame kuch bata hi nahi rahi hai 

Kartik goes and sat beside kairav and try to calm him down .

Kartik ( concerned ) - kya huaa kairav beta aap itna ro kyu rahe ho .

No answer just incoherent sobs . Now Kartik get impatient .

Kartik - beta rona baand karo aur words ka use karo jisse ham kuch samajh sake . Aise rote rahoge toh hame kaha se pata chalega ki aapko kya problem hai .

Kairav get up and wipes his tears

Kairav - papa ....hiccup .....mumma ....hiccup ...mujhe .....hiccup .....chod ....hiccup ....kar jaa rahi .....hiccup ....hai

Kartik get confused

Kartik ( confused ) - kya huaa kairav beta aap aise kyu bol rahe ho aapko mumma ne kuch bola kya .

Kairav ( still sobbing ) - nahi mumma ne kuch nahi kaha par maine suna ki woh phone pe baat kar rahi thi ki unki kisi Aditya uncle nam ke uncle se shaadi hone wali hai .

Kartik ( to himself ) - kya naira shaadi kar rahi hai par mujhe kyu itna farak padh raha hai haa shayad isliye kyunki kairav ko jaroorat hai naira ki warna main toh din Ginnu ki kab woh sherni meri life se jayegi .

Kartik was just lost in his thought .

Kairav ( shout ) - papa kaha kho gaye aap .

Kartik ( came back to reality ) - kahi naa beta aap kuch bol rahe the kairav .

Kairav - papa please aap kuch kariye naa .

After hearing that Kartik  had left for naira 's house , he saw that naira is in the corridor and is coming toward kairav 's room .

Naira ( in one go )  - Kartik aap yaha kya kar rahe wo kairav waha aaya tha aur mujhse mila bhi nahi aur rota huaa wapas aaya yaha kya huaa usne kuch bataya aap sab ko .

Kartik ( stop her ) - baas rajhdhani express shant ho jaao . Pehele yeh baatao ki tum shaadi kar rahi ho .

Naira was shocked hear that

Naira ( shocked ) - kya ??? Apko kisne bataya .

Kartik - kairav ne . Usse lagata hai ki tumhari kisi Aditya naam ke ladke se shaadi ho rahi hai aur tum kahi dur jaa rahi ho . Aapne kamre main kabse ro raha hai .

Naira 's eyes widened in realisation that kairav came in her room but from outside he had heard  conversation with Tanvi . She immediately ran into kairav room . Kartik followed closely behind .

Naira ( hugged him ) - kya huaa baccha ??

Kairav - aap mujhe chod kar jaa rahi hai naa mumma .

Naira - nahi beta main kahi bhi nahi jaa rahi aapko chod kar kahi bhi .

Kairav - maine aapki baat suni jab aap phone par baat kar rahi thi . Aap shaadi kar ke kahi door jaa rahi hai . Mujhe aapke aur papa dono ke saath rehna ek family banakar . AAP NAA PAPA SE SHAADI KAR LO AUR MERE PAAS REHANA AAJAO NAA PLEASE MUMMA

Tears raced down from kairav 's cheek and naira 's throat tightened and chin trembled seeing him  plight . She couldn't do this to him . She already had abondment issue at such a young age . he spend his early years in orphanage . Shs couldn't leave her at any cost .

Naira - baccha meri baat suno maine aapse promise kiya tha naa main kabhi bhi aapko chod kar nahi jaayungi aapko vishwas hai naa apni mumma pe

Kairav nod .

Naira ( hugged her ) - ab kabhi bhi aisa maat sochna aur rona toh bilkul bhi nahi baccha .

Naira wrapped her arms around him and stroked her head until he keep quiet down . She tucked him into the bed..  When he fell into deep sleep , Naira also went to her house

On the other side suhasni had his mind struck on something kairav had innocently utter . His demand that her mumma and papa marriage

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

So guys this was the chapter I hope you like it .

AND GUYS ONE MORE THINGS THAT I WILL ADD PICTURE OR NOT . TELL ME IN COMMENT SECTION

Precap -  Naira ke liye Kartik ka rishta ???

Do vote and inline comments too

Bạn đang đọc truyện trên: Truyen2U.Pro